Aagosh Shayari / Poetry Urdu & Hindi | Aagosh SMS and Quotes Status |

Aagosh Shayari / Poetry Urdu & Hindi | Aagosh SMS and Quotes Status |

Aagosh Shayari / Poetry In Urdu and Hindi get from Here. Best Aagosh romantic Shayari in Hindi & English is available. you can download sad आगोश शायरी Shayari with images. We hope you enjoy yourself with the aagosh hindi shayari in Hindi text. if u like Shayari you are in the right place.Our team daily uploads Aagosh Shayari in English, cute baby Shayari in English.

Find the here biggest collection of Poetry in any language like Urduand Hindi /English. This Site All types of poets Shayari available. click most favorite poet and copy Shayari or share with friends. android yari is available in Hindi and Urdu.

aagosh romantic shayari

aagosh romantic shayari

Umar Jalwon Mēin Basar Ho Yēh Zaruri Toh Nahi
Har Shab ē Gham Ki Sēhēr Ho Yēh Zaruri Toh Nahi,
Nēēnd Toh Dard Kē Bistar Pē Bhi Aa Sakti Hai
Unkē Aagosh Mēin Sar Ho Yēh Zaruri Toh Nahi

 

 

Har Zakham Ki Aagosh Mēin Hai Dard Tumhara,
Har Dard Mēin Taskēēn Ka ēhsas Bhi Tum Ho

 

aagosh shayari in urdu

aagosh shayari in urdu

Tēri Aagosh Mē Mēra Sir Ho
Tēri Banhoo’n Mē Mēra Ghr Ho

Tēri Aankho Mē Khoya Rahu Shaam-O-Sēhrr
Tujh Sē Jo Bichru Aisa Koi Pēh’arr Na Ho

Rahu Tēra Saya Ban K Mē Hrr Jaga
Na Rahu Tērē Sath, Aisa Koi Shēh’arr Na Ho

Nēēnd Sē Jagun Or Na Paun Tujhē
Khuda Krē Mēri Zindagi Mē Aisi Koi Sēh’arr Na Ho

Tērē Rothnē Sē Mēri Zindagi Fanaa Ho Gi “”TABII””
Mēri Zindagi Mē Mujh Pē Itna B Kēh’arr Na Ho

 

mere aagosh me shayari

mere aagosh me shayari

“तुमको देखा एक नजर हमने होश पा लिया,
अपनी पलकों में तेरा आगोश पा लिया,
हम दर्द को पीते हैं तेरा दर्द समझकर,
आंखो ने छलकने का जोश पा लिया….”

 

 

 

 

“ये दूरी और हमसे सही नहीं जाती,
तेरे पास आने को दिल करता है….”

 

 

 

 

“भुला कर सारे दुनिया भर के ग़मों को,
तेरे आगोश में सो जाने को दिल करता है….”

 

 

tere aagosh me shayari

tere aagosh me shayari

 

Aē Kabristaan Tērē Aagosh Mēin Itna Sannata Kyu Hai
Log To Apni Jaan Dēkar Bhi Tujhē Aabad Kartē Hain!

 

 

 

Tēray aagosh mēin mil jayē panah
Hēy hum itnē kush nasēēb kahan