Aaina Shayari and Poetry in Urdu & Hindi are available. We have lots of collections of sheesha poetry in Urdu 2 lines of SMS Shayari on the mirror. Aaina Shayari in English text copies and paste with Girlfriend and Boyfriend. Get Aaina poetry poems, Romantic Quotes & Sad Chehra Ghazal, for what’s app and Facebook status. 2 line and 4 line Shayari of Aaina download with images poetry.
Mirror selfie quotes in Urdu Sms Poetry and status upload on social media. Find Here the latest collection of Urdu Shayari. Our team daily update all type of poet Poetry in this Blog. You can find your favorite aaina poetry in urdu on this site and share it with your loved ones. We hope you enjoyed our collection. If you liked the aaina shayari Collection, please let us know by commenting below.
Aina poetry in Urdu 2 lines

Le Saans Bhi Ahista K Nazùk Hai Bahùt Kaam
Afaq Ki Is Kargah-e-Shishagari Ka
لے سانس بھی آہستہ کہ نازک ہے بہت کام
آفاق کی اس کارگہ شیشہ گری کا
ले साँस भी आहिस्ता कि नाज़ुक है बहुत काम
आफ़ाक़ की इस कारगह-ए-शीशागरी का
Gùl Hò Mahtab Hò Aaina Hò Khùrshid Hò Mir
Apna Mehbòòb Wòhi Hai Jò Ada Rakhta Hò
گل ہو مہتاب ہو آئینہ ہو خورشید ہو میر
اپنا محبوب وہی ہے جو ادا رکھتا ہو
गुल हो महताब हो आईना हो ख़ुर्शीद हो मीर
अपना महबूब वही है जो अदा रखता हो
Chashm Hò Tò Aaina-Khana Hai Dahr
Mùnh Nazar Aata Hai Deewaròn K bich
چشم ہو تو آئینہ خانہ ہے دہر
منہ نظر آتا ہے دیواروں کے بیچ
चश्म हो तो आईना-ख़ाना है दहर
मुँह नज़र आता है दीवारों के बीच

Adam-e-Khaki Se Aalam Kò Jila Hai Warna
Aaina Tha Tò Magar Qabil-e-Deedar Na Tha
آدم خاکی سے عالم کو جلا ہے ورنہ
آئینہ تھا یہ ولے قابل دیدار نہ تھا
आदम-ए-ख़ाकी से आलम को जिला है वर्ना
आईना था ये वले क़ाबिल-ए-दीदार न था
Tamasha K Ai Mahv-e-Aaina-Dari
Tùjh Kis Tamana Se Hùm Dekhte Hain
تماشا کہ اے محو آئینہ داری
تجھے کس تمنا سے ہم دیکھتے ہیں
तमाशा कि ऐ महव-ए-आईना-दारी
तुझे किस तमन्ना से हम देखते हैं
ina dekh apna sa mùnh le ke rah gaya
sahab kò dil na dene pe kitna gùròòr tha
Abhi Sheesha Hùn Sab Ki Aankhòn Mein Chùbhta Hùn,
Jab Aaina Banùnga Saara Jahaan Dekhega.
अभी शीशा हूँ सबकी आँखों में चुभता हूं,
जब आईना बनूँगा सारा जहाँ देखेगा।
ابھی شیشہ ہوں سب کی آنکھوں میں چبھتا ہوں
جب آئینہ بنوںگا سارا جہاں دیکھے گا

Dekh Kar Tùjhe Dùkh Mein Yùn Ehsas Hòta Hai,
Jaise Aaine Mein Khara Mera Aks ùdas Hòta Hai
Main Jaanta Tòh Hùn Magar Phir Bhi Chahta Hùn,
Tù Aaina Dekh Kar Bata Meri Pasand Kaisi Hai
Tòòt Kar Chùb Raha Hai Aankhòn Mein,
Aaina Tòh Nahi Tha Khawab Mera
ٹوٹ کر چُھب رہا ہے آنکھوں میں
آئینہ تو نہیں تھا خواب میرا
Kabhi Gùmshùda Kabhi Rùbarù Kabhi Aaina Kabhi Aks Tòh,
Mere Hùmnawa Meri Khwahishein Meri Sòhbatein Tere Naam Hain
Aaine Ki Nazar Lag Na jaye Kahin,
Jaane Jaa’n Apna Sadqa ùtaara Karò
Sùbha Sùbha Sheeshe K Samne Khare Hò Kar,
Jò Pehla Lafz Mùnh Se Nikalta Hai Wòh Sùbhan Allah Hai
Aaina Dekh K Wòh Aks Se Farmaate Hain,
Tùm Bhi Ab Aankh Larane Lage Dekha Dekhi
Chòrò Sab Wadòn Kò, Kasmò Kò, Iradòn Kò,
Tùm Aaina Dekhò Aùr Bataò Meri Pasand Kaisi Hai
[su_divider divider_color=”#000edc” size=”5″]
Aaina Shayari in English

aina kyúún na dúún ki tamasha kahen jise
aisa kahan se la.ún ki tújh sa kahen jise
aīna dekh apna sa múnh le ke rah gae
sahab kò dil na dene pe kitna ġhúrūr tha
aīne men vò dekh rahe the bahar-e-húsn
aaya mira ḳhayal tò sharma ke rah ga.e
dekhna achchha nahīn zaanū pe rakh kar aa.ina
dònòn nazúk hain na rakhiyò aa.ine par aa.ina

kòī bhūla húa chehra nazar aa.e shayad
aina ġhaúr se tū ne kabhī dekha hī nahīn
na dekhna kabhī aina bhúúl kar dekhò
túmhare húsn ka paida javab kar dega
múshkil bahút paḌegī barabar kī chòT hai
aina dekhiyega zara dekh-bhal ke
chahe sòne ke frame men jaḌ dò
aa.ina jhúúT bòlta hī nahīn
pahle tò merī yaad se aa.ī haya únhen
phir aa.ine men chúúm liya apne-ap kò
dekhiyega sambhal kar aina
samna aaj hai múqabil ka

aa.ine se nazar chúrate hain
jab se apna javab dekha hai
ham sab aina-dar-aina-dar-aina hain
kya ḳhabar kaún kahan kis kī taraf dekhta hai
aa.ina dekh ke farmate hain
kis ġhazab kī hai javanī merī
ik baar jò TúúTe tò kabhī júḌ nahīn sakta
aina nahīn dil magar aina-núma hai
ham ne dekha hai rū-ba-rū ún ke
aina aina nahīn hòta
misl-e-aina hai ús rashk-e-qamar ka pahlū
saaf idhar se nazar aata hai údhar ka pahlū

itra ke aina men chiḌhate the apna múnh
dekha mújhe tò jhenp ga.e múnh chhúpa liya
banaya tòḌ ke aina aina-ḳhana
na dekhī raah jò ḳhalvat se anjúman kī taraf
dekhò qal.ī khúlegī saaf ús kī
aina ún ke múnh chaḌha hai aaj
Sheesha poetry in Urdu

میں دیکھتی ہوں، تو بس دیکھتی ہی رہتی ہوں
وہ آئینے میں بھی اپنے ہی رنگ چھوڑ گیا
main dekhti hòòn tú bas dekhti hi rehti hòòn
wò aainay mein bhi apnay hi raang chòrr giya
aaina dekh kay bòly yeh sanwarny waly
ab tú bay-maút marain gy mújh pe marne waly
آئنہ دیکھ کے بولے یہ سنورنے والے
اب تو بے موت مریں گے، مُجھ پہ مرنے والے
آئنہ اُن سے چھین لایا ہوں
خود کو نظریں لگاتے رہتے ہیں
aaina ún say cheen laya hòòn
khúd kò nazrain lagaty rehty han
دیکھنا اچھا نہیں زانو پہ رکھ کر آئنہ
دونوں نازک ہیں نہ رکھیو آئنے پر آئنہ
dekhna achha nahi zanú pay rakh kar aaina
dònò nazak han na rakhyò ainy pay aaina

بڑا وسیع ہے اس کے جمال کا منظر
وہ آئینے میں تو بس مختصر سا رہتا ہے
barra wasih hay ús kay jamal ka manzar
wò aainay main tú bas múkhtasir sa rehta hay
سنورتے ہیں وہ آئنہ دیکھ کر
سنور جائیں تو آئنہ دیکھتا ہے
sanwarty haan wò aaina dekh kar
sanwar jain tú aaina dekhta hay
آئنے میں وہ دیکھ رہے تھے بہارِحُسن
آیا میرا خیال تو شرما کے رہ گئے
aainay main wò dekh rahay thay bahar e húsn
aya mera khayal tú sharma kay reh gaye
کیا کوئی نئی بات نظر آتی ہے ہم میں
آئینہ ہمیں دیکھ کے حیران سا کیوں ہے
kiya kòi nai baat nazar aati hay ham main
aaina hamain dekh kay heran sa kiyún hai
تو اپنی شیشہ گری کا ہنر نہ کر ضا ئع
میں آئنیہ ہوں مجھے ٹوٹنے کی عادت ہے
tú apni shesha gari ka húnar na kar zaya
main aaina hòòn mújhy tòòtnay ki aadat hay
آئنہ دیکھ کر تسلی ہوئی
ہم کو اس گھر میں جانتا ہے کوئی
aaina dekh kar tassalli húi
ham kò iss ghar main janta ha kòi
آئنہ کہتا ہے ، کہنا تو نہیں چاہیےتھا
تو ابھی زندہ ہے ، رہنا تو نہیں چاہیے تھا
aaina kehta hay kehna tú nahi chahiye tha
tú abhi zinda ha, rehna tú nahi chahiye tha
آئنہ اب جدا نہیں کرتا
قید میں ہوں رہا نہیں کرتا
aaina aab júda nahi karta
qaid main hòòn reha nahi karta
عمر بھر ہم یونہی غلطی کرتے رہے غالب
دھول چہرے پہ تھی اور ہم آئینہ صاف کرتے رہے
ابھی شیشہ ہوں سب کی آنکھوں میں چبھتا ہوں
جب آئینہ بنوں گا سارا جہان دیکھے گا
abhi shesha hòòn sab ki aankhòn main chúbhta hòòn
jab aaina banòn ga sara jahan dekhy ga
مُجھ میں ہزار خامیاں ہیں معاف کیجیے
آپ بھی تو کبھی اپنا آئینہ صاف کیجیے
mújh main hazar khamiyan haan múaff kijye
aap bhi tú kabhi apna aaina saff kijye
میں ہنستا ہوں تو وہ بھی خوش رہتا ہے
تذکرہ آئینے کا کر رہا ہوں اِنسانوں کا نہیں
main hansta hòòn tú wò bhi khúsh rehta hay
tazkara aainay ka kar raha hòòn insanòòn ka nahi
آئنہ دِکھا رہا ہوں پتھروں کو مگر
ہوتے ہی نہیں شرم سے پانی پانی
aaina dikha raha hòòn patharòn kò magar
hòtay hi nahi sharam say pani pani
آئنہ دیکھ کر وہ کہنے لگے آپ ہی آپ
ایسے اچھوں کی کرے کوئی بُرائی کیونکر
aaina dekh kar wò kehnay lagay aap hi aap
aisay achòn ki karay kòi búrai kiyún kar
آئینے کی نظر نہ لگ جائے
اِس طرح سے سنگھار مت کرنا
aainay ki nazar na lag jaye
iss tarah say singhar matt karna
سو تخیل کے آئینے بدلے
عکس اٌس کا ہی جا بجا نکلا
saú takayal kay aainy badly
aks ús ka hi ja-ba-ja nikla
چاہے سونے کے فریم میں جڑّ دو
إٓینہ جھوٹ بولتا ہی نہیں
chahy sònay kay farame main jarr dò
aaina jhòòt bòlta hi nahi
Mirror Shayari in english

“púchhte kya hò ki dil mein kaún hai
lò yeh aaina útha kar dekh lò”
-hasan
“wò aaine mein aise mehsòòs hò rahe hai
angdaai le ke jaise tasveer bòlti hai”
-adam
“wahdat mein teri harf dúi ka aa sake
aaina kya majaal tújhe múh dikha sake”
-dard
“mújhkò kya kaam ki aaine ki hairat dekhún
dekh tú aaina aúr mein teri súrat dekhún”
-mòmin
“aaina chòòm-chòòm rahe the wò baar-baar
dekha jò yaq-b-yaq mújhe sharma ke reh gaye”
-jigar
“aati hai dil mein aúr bhi sòòrat nazar mújhe
shayad yeh aaina bhi kisi ke húzòòr hai”
-dard
“dekhiyega sambhal kar aaina
saamna aaj hai múkaabil ka”
-riyaaz
“andaaz apne dekhte hain aaine mein wò
aúr yeh bhi dekhte hain kòi dekhta na hò”
-nizaam
“darr hai aaina dekhne wale
khúd shaheed-e-adaa na hò jaye”
-saail
“kis sòch mein hain aaine kò aap dekhkar
meri taraf tò dekhiye sarkaar kya húa”
-anwar
“jabse aaya hai wò múkhda nazar aaine kò
tabse apni bhi nahin hai khabar aaine kò”
-majnú
“sanvar ke aaye jis din aaine ke kareeb
tò aaine ne tújhe laajawab dekha hai”
-sahil
“apni súrat aaine mein túm na dekhò har ghadi
kar diya dekhò isi súrat ne deewana húme”
-qaisar
“aaina ghòòrne kò sabse nirala nikla
múh tò dekhò yah bada chaahne wala nikla”
“dekhkar aaine kò aqsa se kehta hai wò shòkh
kúchh agar húsn ka dawa hai tò bahar aaò”
-maftòòn
“aaine mein wò dekh rahe the bahaar-e-húsn
aaya mera khyaal tò sharma ke reh gaye”
-‘hasrat’ mòhaani
“útha kar aaina dikhla diya úse maine
na sòòjhi aariz-e-gúlgòòn ki jab misaal mújhe”
-barq
“aaina kya batayega mújhse milaò aankh
meri nazar kasaúti hai húsn-ò-jamaal ki”
-bekhúd
“na dekhna kabhi aaina bhòòlkar dekhò
túmhare húsn ka paida jawab kar dega”
-bekhúd
“kya gaúr se aye jaan-e-jahan dekh rahe hò
túmsa kòi aaine ke andar tò nahi hai”
-‘kavi’ amròhi
We offer the latest collection of Aaina Shayari Urdu. Read Aaina Shayari about love, Mohabbat, Urdu ghazals, nazam, and inspirational poetry. Enjoy our Best Shesha/Aaina Shayari Dedicate this Aaina poetry to those whom you are missing. Chehra Shayari is updated regularly on our site.