aansu Shayari
Aansu Shayari 2 line | Aansu Image Quotes in Urdu | Ansoo Tear Poetry |

Here aansu Shayari Urdu and Hindi available. We hope u like behte aansu shayari in Hindi.our team daily uploads anson poetry for girlfriend and boyfriend. you can download 2 line images ansu Shayari & tere aansu Shayari.
Read and share tumhare aansu Shayari, ankhon mein aansu Shayari with friends and girlfriend. Here can found thousand plus poetry.
aansu Shayari 2 lines

aansoo dard bhari Shayari in Urdu
میری آنکھوں سے گرے ہیں چند لمحے
تیرے کئے ہے پانی میرے لئے ہے آنسو
Maári Ankh0n Sy Giry Hái Chnd Lámhy
Táry Liay Hai Páni Máry Liay Hai Aansoo

aansu quotes in Urdu
بدلا ہوا ہے آج میرے آنسوئوں کا رنگ
پھر دل کے زخم کا ٹانکا اُدھٹر گیا
Bádla H0a Hai Aj MAry Ansuo Ka Rang
Phr Dil Ky Zakham Ka Koi Tanka Udar Gya

aansu shayari 2 lines urdu
بس یہ ہوا کے اُس نے تکلیف سے بات کی
اور ہم نے روتے روتے دوپٹے بھگو لئے
Bás Yeh H0a Ky Us Ny Táklef Sy Bát Ki
0r Hum Ny R0ty Roty Dupáty Bag0 Liay

aansu shayari gulzar
اُس نے آنسو بھی میرے دیکھے تھے
اُس نے پھر بھی کہا کہ جانا ہے
Us Ny Ansu B Máry Dákhy Thy
Us Ny Pher B Káha Ky Jána Hai

aansu shayari in english
مرشد آنسو بھی نہیں رہے آنکھوںمیں
مرشد دیکھ کے بتائوں مر گیا ہوں کیا
Murshád Aansu B Náhi Rahy Ankh0n Mai
Murshád Daikh Ky Bta0n Mar Gya H0n Kya

aansu shayari in urdu
سبب رونے کا پوچھے تو اتنا کہنا قاصد
مجھے ہنسنا نہیںآتا جہاں پر تم نہیں ہوتے
Sábs Rony Ka Páchy To Itna Káhna Kásid
Mughy Hánsna Nái Ata Jaha Pár Tum Nai Hoty

aansu shayari sms
بدلا ہوا ہے آج میرے آنسوں کا رنگ
پھر دل کے زخم کا کوئی ٹانکا ادھٹر گیا
Bádla Hoa Hai Aj MAry Aansu Ka Ráng
Phr Dil Ky Zákham Ka K0i Tanka Udár Gya

ansoo poetry in urdu 2 lines
جو زبان سے ادا نہیں ہوتے
اُنہی لفظوں سے اشک بنتے ہیں
J0 Zuban Sy Adá Nahi H0ty
Unhi Lafz0n Sy Ashak Bánty HAi

Ansoo Quotes in urdu
پٹرہنے والوں کا قحط ہے ورنہ
گرتے آنسو کتاب ہوتے ہیں
Pádhny Wal0 ka Kaht Hai Warna
Girty Ansoo Kitab Ha0ty HAi

ansu image sad
حیات اک مستقل گم کے سوا کچھ بھی نہیں شاید
خوشی بھی یاد آتی ہے تو آنسو بن کے آتی ہے
Háyat Ik Mustáqil Gham Ky Siwá Kuch B Nahi Shyád
Khush b Shyád YAd Ati HAi To ANsu Bán Ky Ati HAi

behte aansu shayari
جب بھی لکھتا ہوں تیرے درد کی کہانی محسن
میرے آنسو میری تحریر مٹا دیتے ہیں
Jáb B Likhta Hn Táry Dard Ki Káhani M0hsin
Máry Ansoo Mari Tahrer Mita Dáty Hai

magarmach ke aansu shayari
رونے والا تو دل میں ہی رو لیتا ہے
آنکھوں میں آنسو آئے یہ ضروری تو نہیں
R0ny Wála To Dil Mái He R0 Lata Hai
Ank0n Mai Aansu Ay Yeh Zar0ri T0 Nahi

Sad girl aansu pic
تم یاد بھی آئو تو چپ رہتے ہیں
کہ آنکھوںکو خبر ہوئی تو برس جائے گی
Tum YAd B Ao To Chup RAhty Hai
Ky Ankh0n Ko Khabar H0i To Bárs Jay Gi

shayari on tears in urdu
لٹرکیوں کے دکھ عجب ہوتے ہیں
ہنس رہی ہیں اور کاجل بھیگتا ہے ساتھ ساتھ
Larki0n Ky Dukh B Ajáb Hoty HAi
Háns Rahi Hai 0r Kajal Begta Hai Sáth Sath

tere aansu Shayari
میری پلکوں پے شاید یہ آنسو نہ آتے
اگر ہوتا اس لمحہ ساتھ میرے تو
Mári Palkon Py Xhyád Yeh Anso Ná Aty
Agár H0ta is LAmhá Sath Máry Tu
ansoo quotes in Urdu
پلٹ کے آ گئی خیمے کی سمت پیاس مری
پھٹے ہوئے تھے سبھی بادلوں کے مشکیزے
Pálat K Aágai Kheme Ki Sámt Pyas Meri
Pháte Hue The Sabhi Badal0n K Máshkiz’e
पलट के आ गई ख़ेमे की सम्त प्यास मिरी
फटे हुए थे सभी बादलों के मश्कीज़े
رونے سے اور عشق میں بے باک ہو گئے
دھوئے گئے ہم اتنے کہ بس پاک ہو گئے
R0ne Se Aur Ishq Mái Be-Bak H0 Gaye
Dh0ye Gaye Hum Itne K Bas Páak H0 Gaye
रोने से और इश्क़ में बेबाक हो गए
धोए गए हम इतने कि बस पाक हो गए
پھر مجھے دیدۂ تر یاد آیا
دل جگر تشنۂ فریاد آیا
Phir Muje Didá-e-Tar Yáad Aaya
Dil Jigár Tishna-e-Faryad Aáya
फिर मुझे दीदा-ए-तर याद आया
दिल जिगर तिश्ना-ए-फ़रयाद आया
گو ہاتھ کو جنبش نہیں آنکھوں میں تو دم ہے
رہنے دو ابھی ساغر و مینا مرے آگے
G0 Háth Ko Jumbish Nahi Ankh0n Mai To Dám Hai
Rahne D0 Abhi Saghar-0-Minaa Mere Aáge
गो हाथ को जुम्बिश नहीं आँखों में तो दम है
रहने दो अभी साग़र-ओ-मीना मिरे आगे
پلٹ کے آ گئی خیمے کی سمت پیاس مری
پھٹے ہوئے تھے سبھی بادلوں کے مشکیزے
Pálat K Aágai Kheme Ki Sámt Pyas Meri
Pháte Hue The Sabhi Badal0n K Máshkize
पलट के आ गई ख़ेमे की सम्त प्यास मिरी
फटे हुए थे सभी बादलों के मश्कीज़े
رونے سے اور عشق میں بے باک ہو گئے
دھوئے گئے ہم اتنے کہ بس پاک ہو گئے
R0ne Se Aur Ishq Mái Be-Bak H0 Gaye
Dh0ye Gáye Hum Itne K Bas Paak H0 Gaye
रोने से और इश्क़ में बेबाक हो गए
धोए गए हम इतने कि बस पाक हो गए
پھر مجھے دیدۂ تر یاد آیا
دل جگر تشنۂ فریاد آیا
Phir Muje Didá-e-Tar Yaád Aaya
Dil Jigar Tishná-e-Faryad Aáya
फिर मुझे दीदा-ए-तर याद आया
दिल जिगर तिश्ना-ए-फ़रयाद आया
گو ہاتھ کو جنبش نہیں آنکھوں میں تو دم ہے
رہنے دو ابھی ساغر و مینا مرے آگے
G0 Hath Ko Jumbish Náhi Ankh0n Mai To Dám Hai
Ráhne D0 Abhi Saghar-0-Minaa Mere Aáge
गो हाथ को जुम्बिश नहीं आँखों में तो दम है
रहने दो अभी साग़र-ओ-मीना मिरे आगे
ان ہاتھوں کی لکیروں میں وہ ملال ہیں
آکے دیکھو، ذرا بہتے ہوئے اشکوں کا اپنا جلال ہے
Inn Háthon Ki Lakeer0n Mein W0h Maláal Hain,
Aá Ke Dekh0, Zára Behte Huye Ashkon Ka Apná Jalal Hai
Dárd Ke Háth Bik Gayi’en Khushiyán,
Aur Hum Báich Kar Bahut R0ye
Be Intehá Dard,
Na Insáan Ko S0ne Deta Hai Aur Ná Rone
Zábt Karti Hun Aansu’on Ko T0h Gham Ro0ta Hai,
Chup Rehti Hun Toh Aankh0n Mein Dard H0ta Hai
رکھ نہ آنسو سے وصل کی اُمید
کھاری پانی سے دال گلتی نہیں
Rákh Na Aánsu Se Wásl Ki Umeed,
Kháari Páni Se Daal Gálti Nahi
R0ne De Tu Aáj Hum K0, Tu Aankhen Sujáne De
Baah0n Mein Le Le Aur Khud K0 Bheeg Jáane De,
Hai J0 Seene Mein Qaid Dáriya Woh Ch00t Jayega
Hai Itná Dard Ke Tera Dáaman Bheeg Jáyega
aansu Shayari in english
rag0n men dáuḌte phirne ke hám náhin qáail
jab aánkh hī se na Tápkā to phir lahu kyā hái
v0 aks bán ke mirī cháshm-e-tár men ráhta hai
ajiib sháḳhs hai páani ke ghár meñ rahtá hai
ek aansu ne Dub0yá mujh k0 un kī bázm men
buund bhar páanī se saarī aábrū páanī huī
r0z achchhe náhīñ lagte aansū
ḳháas mauq0n pe mazá dete hain
un ke ruḳhsár pe Dhálke hue aansu taubá
main ne shábnam k0 bhī shoálon pe machálte dekhá
miri ruuh ki haqiqát mire ansuon se puchh0
mirá májlisī tabássum mirá tarjumán nahin hai
kyā káhun kis tárah se jiitā huun
ġhám k0 khata huun aansu piitā huun
us ne chhu kár mujhe pátthar se phir insán kiyá
muddaton baad mirī ankh0n men aansu aae
ye aansu be-sábab jaari nahīn hai
mujhe r0ne kī bimárī nahin hái
tháme aansu to phir tum sháuq se ghar ko chále jaana
kahán jaate h0 is tufán men páanī zarā Tháhre
itne aansu t0 na the dīdá-e-tár ke áage
ab to páani hi bhárá rahtá hai ghár ke áage
j0 aag lagái thī tum ne us k0 to bujhāyá ashkon ne
j0 ashk0n ne bhaḌkái hai us aag k0 ThanDá kaun káre
áshk-e-ġhám dida-e-pur-nám se sambhále na gáe
ye v0 bachche hain j0 maan baap se páale na gáe
aansu hamáre gir gáe un ki nigáh se
in m0tiyon ki ab k0i qimat náhin ráhi
páhle nahāi 0s men phir ansuon men ráat
yuun buund buund utrī hamáre gháron men ráat
kyá kahun dida-e-tár ye to mirá chehrá hai
sang kaT jaáte hain barish ki jahan dhaár gire
ankhon ták aa sákī na kabhi ansuon kī láhr
ye qáfila bhi náql-e-makánī men kho gáyā
h0ti hai sháam aankh se aansu raván hue
ye váqt qaidiyon kī rihái ká vaqt hai
gháas meñ jázb hue honge zamīn ke aansu
paánv rakhtā huun to halkī si nami lagtī hai

-
Nice poetry2 years ago
Nice Urdu poetry | Urdu Poetry Love & Nice Shayari | Best Poetry Images |
-
SMS3 years ago
Urdu Poetry SMS , Short Text SMS For Mobile, Shayari SMS in Urdu Font
-
2 Line Poetry3 years ago
2 line Urdu poetry and SMS | Two line Shayari Urdu & images |
-
Death poetry3 years ago
Death poetry in Urdu & Images |Mout Shayari 2 line|