Aashiqui Shayari / Poetry Urdu & Hindi | Aashiqui Written Quotes, SMS |

aashiqui quotes in urdu
aashiqui quotes in urdu

 Clicks on ADS 👇👇

.

 Clicks on ADS 👇👇

 Clicks on ADS 👇👇

.

 Clicks on ADS 👇👇

.
.

Aashiqui Shayari & Poetry SMS in Urdu and Hindi text is available here. Get a large collection of Aashiqui Quotes in Urdu in English Aashiqui poetry 2 line SMS from here. We hope you like Aashiqui written in Urdu in Hindi, Urdu & English. if you want more Urdu Shayari lyrics and poetry in Urdu and English go down and click related post.

Aashiqui Shayari in Hindi Sms Poetry/ quotes and status uploaded on Social media. Find Here the Latest collection of Urdu and Hindi poets. Our team daily uploaded all types of Poetry on this site. You can find your favorite Poetry on this site and share it with your loved ones. We hope you enjoyed our collection. If you like Aashiqui Shayari Status in Hindi Collection, please let us know by commenting below.

 

[su_heading size=”19″]Aashiqui Quotes in Urdu[/su_heading]

 

aashiqui poetry
aashiqui poetry

 

Sākht Kāfir Thā Jin Nē Pēhlē ‘Mir’
Māzhāb-ē-Ishq Ikhtiyār Kiyā

سخت کافر تھاجن نے پہلے میرؔ
مذہب عشق اختیار کیا

सख़्त काफ़िर था जिन ने पहले ‘मीर’
मज़हब-ए-इश्क़ इख़्तियार किया

[su_divider divider_color=”#000edc” size=”5″]

 

Lāgā Nā Dil Kāhin Kyā Sunā Nāhi Tu Nē
Jo Kuch K ‘Mir’ Kā Is ashiqui Nē Hāāl Kiyā

“لگا نہ دل کو کہیں کیا سنا نہیں تو نے
جو کچھ کہ میرؔ کا اس عاشقی نے حال کیا”

“लगा न दिल को कहीं क्या सुना नहीं तू ने
जो कुछ कि ‘मीर’ का इस आशिक़ी ने हाल किया”

[su_divider divider_color=”#000edc” size=”5″]

Aashiqui Shayari SMS

aashiqui quotes in urdu
aashiqui quotes in urdu

 

Kuch Nāhi Sujhtā Humāi Us Bin
Shāuq Nē Hum Ko Bē-Hāwās Kyā

کچھ نہیں سوجھتا ہمیں اس بن”
“شوق نے ہم کو بے حواس کیا

कुछ नहीं “सूझता” हमें उस बिन
शौक़ ने हम को बे-हवास किया

 

[su_divider divider_color=”#000edc” size=”5″]

Aashiqui Shayari SMS

aashiqui shayari in hindi font
aashiqui shayari in hindi font

 

Jāur Kyā Kyā Jāfāyēn Kyā Kyā Hāin
āshiqi Māi Bālāyēn Kyā Kyā Hāin

جور کیا کیا جفائیں کیا کیا ہیں”
“عاشقی میں بلائیں کیا کیا ہیں

जौर क्या क्या “जफ़ाएँ” क्या क्या हैं
आशिक़ी में “बलाएँ” क्या क्या हैं

 

[su_divider divider_color=”#000edc” size=”5″]

 

Ishq Māshooq Ishq āshiq Hāi
Yāāni āpnā Hi Mubtālā Hāi Ishq

عشق معشوق “عشق” عاشق ہے
“یعنی اپنا ہی مبتلا ہے” عشق

“इश्क़ मा’शूक़” इश्क़ “आशिक़ है
या’नी अपना ही मुब्तला है इश्क़”

 

 

[su_divider divider_color=”#000edc” size=”5″]

 

[su_heading size=”19″]Aashiqui Shayari SMS[/su_heading]

 

aashiqui shayari in hindi
aashiqui shayari in hindi

 

Ishq Kārtē Hāin Us Pāri-Ru Sē
‘Mir’ Sāhāāb Bhi Kyā Dēēwānē Hāin

عشق “کرتے ہیں اس پری رو سے”
میرؔ “صاحب” بھی کیا دوانے ہیں

“इश्क़ करते हैं उस परी-रू से
‘मीर’ साहब भी क्या दिवाने हैं”

 

[su_divider divider_color=”#000edc” size=”5″]

 

Ishq Hāi Ishq Kārnē Wālon Ko
Kāisā Kāisā Bāhām Kyā Hāi Ishq

عشق ہے عشق کرنے والوں کو”
“کیسا کیسا بہم کیا ہے عشق

 

“इश्क़ है इश्क़ करने वालों को
कैसा कैसा बहम क्या है इश्क़”

 

 

[su_divider divider_color=”#000edc” size=”5″]

Aashiqui Shayari SMS

aashiqui shayari sms
aashiqui shayari sms

Hum Huē Tum Huē K ‘Mir’ Huē
Us Ki Zulfon K Sāb āsir Huē

ہم ہوئے تم ہوئے کہ میرؔ ہوئے”
“اس کی “زلفوں “کے سب اسیر ہوئے

“हम हुए तुम “हुए” कि ‘मीर’ हुए
उस की ज़ुल्फ़ों के सब असीर हुए”

 

 

[su_divider divider_color=”#000edc” size=”5″]

 

āshiqon Ki Khāstāgi Bād-Hāli Ki Pārwāh Nāhi
āi Sārāpā Nāāz Tu Nē Bē-Niyāzi Khub Ki

عاشقوں “کی خستگی بد حالی کی پروا نہیں”
اے سراپا ناز تو نے بے “نیازی “خوب کی

आशिक़ों की ख़स्तगी बद-हाली की पर्वा नहीं
ऐ सरापा नाज़ तू ने बे-नियाज़ी ख़ूब की

 

[su_divider divider_color=”#000edc” size=”5″]

 

 

Hāif Is Chāār Girāāh Kāprē Ki Kismāt ‘Ghālib’
Jis Ki Kismāt Māi Ho āshiq Kā Girēbān Honā

حیف اس چار گرہ کپڑے کی قسمت غالبؔ
جس کی قسمت میں ہو عاشق کا گریباں ہونا

हैफ़ उस चार गिरह कपड़े की क़िस्मत ‘ग़ालिब’
जिस की क़िस्मत में हो आशिक़ का गरेबाँ होना

 

[su_divider divider_color=”#000edc” size=”5″]

 

Dēkhiyē Pāātē Hāin āāshāq Buton Sē Kyā Fāiz
Ik Bārāhmān Nē Kāhā Hāi k Yē Sāāl āchāā Hāi

دیکھیے پاتے ہیں عشاق بتوں سے کیا فیض
اک برہمن نے کہا ہے کہ یہ سال اچھا ہے

देखिए पाते हैं उश्शाक़ बुतों से क्या फ़ैज़
इक बरहमन ने कहा है कि ये साल अच्छा है

 

[su_divider divider_color=”#000edc” size=”5″]

 

 

āshiqu Sābr-Tālāb āur Tāmānnā Bētāb
Dil Kā Kyā Rāng Krun Khun-ē-Jigār Hotē Tāk

عاشقی صبر طلب اور تمنا بیتاب
دل کا کیا رنگ کروں خون جگر ہوتے تک

आशिक़ी सब्र-तलब और तमन्ना बेताब
दिल का क्या रंग करूँ ख़ून-ए-जिगर होते तक

 

[su_divider divider_color=”#000edc” size=”5″]

 

 

āshiq Hun Pā Māshuq-ē-Fārēbi Hāi Mirā Kāām
Mājnun Ko Burā Khēti Hāi Lāilā Mērē āāgē

عاشق ہوں پہ “معشوق “فریبی ہے مرا کام
مجنوں “کو برا کہتی ہے لیلیٰ مرے آگے”

 

“आशिक़ हूँ प माशूक़-फ़रेबी है मिरा काम
मजनूँ को बुरा कहती है लैला मिरे आगे”

 

[su_divider divider_color=”#000edc” size=”5″]

 

 

Sāmundār Bāhā Dēnē Kā Jigār Toh Rākhtē Hāin Lēkin,
Humēin āāshiqi Ki Numāish Ki āādāt Nāhi Hāi Dost.

समंदर बहा देने का जिगर तो रखते हैं लेकिन​,
​हमें आशिक़ी की नुमाइश की आदत नहीं है दोस्त​।

سمندر بہا دینے کا جگر تو رکھتے ہیں لیکن
ہمیں عاشقی کی نمائش کی عادت نہیں ہے دوست

 

[su_divider divider_color=”#000edc” size=”5″]

 

 

āashiqui Mēin Mir Jāisē Khāwāb Māt Dēkhā Kāro,
Bāāwlē Ho Jāogē Mēhtāāb Māt Dēkhā Kāro

عاشقی میں میرؔ جیسے خواب مت دیکھا کرو
باؤلے ہو جاؤ گے مہتاب مت دیکھا کرو

आशिक़ी में ‘मीर’ जैसे ख़्वाब मत देखा करो
बावले हो जाओगे महताब मत देखा करो

[su_divider divider_color=”#000edc” size=”5″]

 

 

ājnābi Ki Nāzār Sē Nāzār Nā Milāo
Nāzāron Sē āāshiq Dēēwānē Huyē,
āpno Ki Nāzār Ko Nāzār Bhi Nā āāo
Dēkhtē Dēkhtē āpnē Bigānē Huyē,
āpni Hēē Nāzār Mēin Nāzār Bānd Ho Jāo
Nāzār ē Bād Sē Gulshān Wēērānē Huyē

 

[su_divider divider_color=”#000edc” size=”5″]

 

 

Dārd Bān Kār Dil Mēin āānā Koi Tumsē Sēēkh Jāyē,
Jāān āāshiq Ho Kē Jāānā Koi Tumsē Sēēkh Jāyē

 

[su_divider divider_color=”#000edc” size=”5″]

 

Māt Kiyā Kijiyē Din Kē Ujālon Ki Khwāhishēin,
Yēh āāshiqon Ki Bāstiyān Hāin Yāhān Chānd Sē Dn Nikāltā Hāi

[su_heading size=”19″]Aashiqui written in Urdu[/su_heading]

 

aashiqui written in urdu
aashiqui written in urdu

 

Pyār Mohābbāt āashiqui Yēh Bus ālfāāz Thāy,
Māgār Jāb Tum Milē Tāb In ālfāāzon Ko Māāini Milē

[su_divider divider_color=”#000edc” size=”5″]

 

 

Kābhi In ādā’on Kā Zulām Kābhi In Nigāhon Kā Zulām,
Wāfāon Ki Kāsām Tērē āāshiq Nā Hotē Toh Tērē Kātil Hotē Hum

[su_divider divider_color=”#000edc” size=”5″]

 

 

Yāk Tārfā āashiqui Kā Māzā Bhi Iss Mēin Hāi,
Sāch Poochiyē Toh Iski Sāzā Bhi Iss Mēin Hāi

[su_divider divider_color=”#000edc” size=”5″]

 

 

Shāyāri Kār Rāhā Hun Toh Shāyār Hēē Kāhiyē,
Woh Din Guzār Gāyē Jāb āāshiquē Thāy Hum

[su_divider divider_color=”#000edc” size=”5″]

 

ānokhi Wāzā Hāi Sāārē Zāmānē Sē Nirālē Hāin,
Yēh āāshiq Konci Bāsti Kē Yā Rāb Rēhnē Wālē Hāin

انوکھی وضع ہے سارے زمانے سے نرالے ہیں
یہ عاشق کونسی بستی کے یا رب رہنے والے ہیں

 

[su_divider divider_color=”#000edc” size=”5″]

 

 

Kitāābēin Ishq Ki Pārh Kār Nā Sāmjho Khud Ko āāshiq Tum,
Yēh Dil Kā Kāām Dil Wālon Ko Kārnē Doh Toh āchā Hāi

 

[su_divider divider_color=”#000edc” size=”5″]

 

āpni Zubān Sē Kuch Nā Kāhēingē Chup Hēē Rāhēingē āāshiq Log,
Tum Sē Toh Itnā Ho Sāktā Hāi Pocho Hāāl Bēchāron Kā

 

[su_divider divider_color=”#000edc” size=”5″]

 

 

ēk Lāfz Mohābbāt Kā ādnāā Sā Fāsāānā Hāi,
Simttāy Toh Dil ē āāshiq, Phāilāy Toh Zāmānā Hāi

 

[su_divider divider_color=”#000edc” size=”5″]

 

Lāzāt ē Dārd Tumhē Kyā Māloom,
Hum Sē Poocho Kē āashiqui Kyā Hāi

 

 

 

[su_heading size=”19″]Aashiqui Poetry[/su_heading]

 

 

Mohābbāt se, ināāyāt se, wāfā se chott lāgti hāi,
Bikhārtā phool hoon mujhe hāwāā se chott lāgti hāi..

 

[su_divider divider_color=”#000edc” size=”5″]

 

 

Yoon tāssāli de rāhe hāin hum dil-e-beemār ko,
Jiss tārāh thāāmey koi girti hui deewāār ko..

 

[su_divider divider_color=”#000edc” size=”5″]

 

 

āāp ke pāāon ke neechey dil hāi,
Ik zārā āāp ko zehmāt ho gi..

 

[su_divider divider_color=”#000edc” size=”5″]

 

 

Umeed ki jo shāmāā jālāyā nāhin kārtey,
ānkhon se kābhi āshk bāhāyā nāhin kārtey..

Aashiqui Shayari SMS

[su_divider divider_color=”#000edc” size=”5″]

 

 

āāyinā dekh ke kehte hāin sāwārney wāley,
āāj be’māut mārāin ge mārney wāley..

 

[su_divider divider_color=”#000edc” size=”5″]

 

 

Woh āāyiney ko bhi khāirāt mein dāāl detā hāi,
Kisi kisi ko khudāā yeh kāmāāl detā hāi.

Aashiqui Shayari SMS

[su_divider divider_color=”#000edc” size=”5″]

 

 

Kuch nā huā hāāsil humāin,
āik muddāt tere deewāney rāhe..

[su_divider divider_color=”#000edc” size=”5″]

 

 

Māin un se kār rāhā thā tāssāwur mein guftgu,
Duniyāā sāmājh rāhi thi mein deewāānā ho geyā..

[su_divider divider_color=”#000edc” size=”5″]

 

 

Tum younhi nārāz hoe ho wārnā meh_khāne kā pātā,
Hum ne hr us shākhs se puchā hy jis ke Nāin nāsheele hen…..!

[su_divider divider_color=”#000edc” size=”5″]

 

 

Be’khud huye hāin woh itne, pyār kārtey kārtey,
Iqrāār kār gāye hāin, inkāār kārtey kārtey..

 

 

Be the first to comment

Leave a Reply

Your email address will not be published.


*