Ada Jafri Poetry and Shayari in Urdu & Hindi available. We have lots of collection Best Ada Jafri Poetry on Sad and life. Pakistani feminist poets Poetry copy and paste share on social media.. ada shayari rekhta, Ghazal , Nazam, poems , Kavita, Romantic & Sad Poetry for whats app and Facebook status. 2 line and 4 line Poetry of Ada download with images Shayari.
Ada Jafri Sms Poetry quotes and status uplode on social media. Find Here latest collection ada shayari rekhta of Urdu poet. Our team daily update all type of poet shayari in this site. You can find your favorite Ada Jafri poetry on this site and share it with your loved ones.We hope you enjoyed our collection. If you liked Ada Jafri Shayari Collection, please let us know by commenting below.
Ada Jafri Poetry in Urdu

ہونٹوں پہ کبھی ان کے مرا نام ہی آئے
آئے تو سہی بر سر الزام ہی آئے
گھر کا رستہ بھی ملا تھا شاید
راہ میں سنگ وفا تھا شاید
na bahlawa na samjhaùta jùdai si jùdai hai
‘ada’ sÒchÒ tÒ KHùshbù ka safar aasan nahin hÒta
جب دل کی رہ گزر پہ ترا نقش پا نہ تھا
جینے کی آرزو تھی مگر حوصلہ نہ تھا
main aandhiyÒn ke pas talash-e-saba mein hùn
tùm mùjh se pùchhte hÒ mera haùsla hai kya
جو چراغ سارے بجھا چکے انہیں انتظار کہاں رہا
یہ سکوں کا دور شدید ہے کوئی بے قرار کہاں رہا
اچانک دل ربا موسم کا دل آزار ہو جانا
دعا آساں نہیں رہنا سخن دشوار ہو جانا
main aandhiyÒn ke pas talash-e-saba mein hùn
tùm mùjh se pùchhte hÒ mera haùsla hai kya
اجالا دے چراغ رہ گزر آساں نہیں ہوتا
ہمیشہ ہو ستارا ہم سفر آساں نہیں ہوتا
Ada Jafri Poetry in Hindi

kÒi tair idhar nahin aata
kaisi taqsir is makan se hùi
lÒg be-mehr na hÒte hÒnge
wahm sa dil kÒ hùa tha shayad
KHamùshi se hùi fùghan se hùi
ibtida ranj ki kahan se hùi
kaTta kahan tawil tha raatÒn ka silsila
sùraj meri nigah ki sachchaiyÒn mein tha
jÒ dil mein thi nigah si nigah mein kiran si thi
wÒ dastan ùlajh gai wazahatÒn ke darmiyan
kanTa sa jÒ chùbha tha wÒ laù de gaya hai kya
ghùlta hùa lahù mein ye KHùrshid sa hai kya
jÒ charagh sare bùjha chùke ùnhen intizar kahan raha
ye sùkùn ka daùr-e-shadid hai kÒi be-qarar kahan raha
jis ki jaanib ‘ada’ nazar na ùThi
haal ùs ka bhi mere haal sa tha
hÒnTÒn pe kabhi ùn ke mera nam hi aae
aae tÒ sahi bar-sar-e-ilzam hi aae
jis ki baatÒn ke fasane likkhe
ùs ne tÒ kùchh na kaha tha shayad
hamare shahr ke lÒgÒn ka ab ahwal itna hai
kabhi aKHbar paDh lena kabhi aKHbar hÒ jaana
gùl par kya kùchh bit gai hai
albela jhÒnka kya jaane
dil ke virane mein ghùme tÒ bhaTak jaÒge
raùnaq-e-kùcha-Ò-bazar se aage na baDhÒ
Ada shayari rekhta
ek aaina rù-ba-rù hai abhi
ùs ki KHùshbù se gùftùgù hai abhi
bÒlte hain dilÒn ke sannaTe
shÒr sa ye jÒ chaar-sù hai abhi
bas ek bar manaya tha jashn-e-mahrùmi
phir ùs ke baad kÒi ibtila nahin aai
agar sach itna zalim hai tÒ hùm se jhùT hi bÒlÒ
hamein aata hai patjhaD ke dinÒn gùl-bar hÒ jaana
baDe taban baDe raùshan sitare TùT jate hain
sahar ki rah takna ta sahar aasan nahin hÒta
abhi sahifa-e-jaan par raqam bhi kya hÒga
abhi tÒ yaad bhi be-saKHta nahin aai
aa dekh ki mere aansùÒn mein
ye kis ka jamal aa gaya hai
Ada Jafri Ghazal

hirè moti lal jawahar rolè bhar bhar thaali
apna kisa apna daman apni jholi KHali
apna kasa para para apna garèban chaak
chaak garèban walè logo tum kaisè gun walè ho
kanTon sè talwè zaKHmi hain ruh thakan sè chur
kuchè kuchè KHushbu bikhri apnè ghar sè dur
apna aangan suna suna apna dil viran
phulon kaliyon kè rakhwalo tum kaisè gun walè ho
tufanon sè Takkar lè li jab thamè patwar
pyar kè natè jis kashti kè lakhon khèwan-haar
sahil sahil shahr basaè sagar sagar dhum
manjhi apni nagri bholè tum kaisè gun walè ho
aankhon kirnèn mathè suraj aur kuTiya andhiyari
kaisè likh luT raja ho tum samjhèn log bhikari
shisha sachcha ujla jab tak uncha us ka bhaw
apna mol na jaana tum nè kaisè gun walè ho
jin khèton ka rang nikhaarè jalti tapti dhup
sawan ki phuwarèn bhi chahèn in khèton ka rup
tum ko kya ghaTa dil walo
tum jo sachchè ho gun walè ho
èk din
tum nè mujh sè kaha tha
dhup kaDi hai
apna saya sath hi rakhna
waqt kè tarkash mèin jo tir thè khul kar barsè hain
zard hawa kè pathrilè jhonkon sè
jism ka panchhi ghayal hai
dhup ka jangal pyas ka dariya
aisè mèin aansu ki èk èk bund ko
insan tarsè hain
tum nè mujh sè kaha tha
samay ki bahti naddi mèin
lamhè ki pahchan bhi rakhna
mèrè dil mèin jhank kè dèkho
dèkho saton rang ka phul khila hai
wo lamha jo mèra tha wo mèra hai
waqt kè paikan bè-shak tan par aan lagè
dèkho us lamhè sè kitna gahra rishta hai
Ada Jafari Biografy;
Dear listeners, there are many deaths in the field of Urdu literature, but none other than Ada Jafari, the first lady of Urdu poetry.There is no doubt that Ada Jafari has been an invaluable investment in Urdu poetry.Ada Jafri was his real name. His pen name was Aziz Jahan.His pen name was Aziz Jahan. Ada Jafaria was born on August 22, 1924 in the family of Molly Al Hassan.But unfortunately, he did not get the shadow of his father for a long time.Her father died when she was 3 years old. She started writing poetry at an early age.At an early age, his Urdu literature began to be published.She married Noorul Hassan Jafari at the age of 30, after which she started writing regularly under the name of Ada Jafari. Ada Jafari The greatest movement of Urdu literature in the field of Urdu poetry appeared along with the progressive writers of the organization and soon made a home in the hearts of people like Faiz Ahmed Faiz thanks to his extraordinary creativity.
Ada Jafari The greatest movements of Urdu literature appeared on the horizon of Urdu poetry along with the organization of progressive writers and soon his extraordinary freedom sticker made his poetry not only life but also a nation.He used his pseudonym as a founding member of the era. His new word aesthetics and the charming kind that would appear in Ada Badawi’s poetry were not present here.That is why he has been called an actor of rebellion against the system of military life. His voice is clear and his protest.Without which there is no prohibition.Ada Jafari’s new ghazal Nawa Ghazals “Tum Waqif Ho” “HARF Shansai” etc. Published in 2009 under the title Weather.died in the evening of 12 March 2015 in a hospital in Karachi where she was being treated, at the age of 90.