Ali Sardar Jafri poetry & Nazam in Hindi and Urdu are available. Read and download Ali Sardar Jafri Shayari with images. We hope you like Jafri poetry and share it on Facebook and Instagram. Here all Urdu and Hindi poets Shayari copy and paste on Whatsapp status.
Our team daily updates Ali Sardar Jafri poetry and famous Urdu poet Shayari. Rekhta Android poetry & iPhone poetry for mobile and laptop. Sardar Jafri poems in Hindi and Urdu watch and share with someone special. if you want more Shayari please Visite 👉 Poetryus.com
Ali sardar jafri poetry

Tu Wòh Bahhar Jò Apne Chaman Mein Aawara
Mein Wòh Chaman Jò Bahaaraan Ke Intezaar Mein Hai
[su_divider divider_color=”#000edc” size=”5″]
Shikaytein Bhi Bòhat Hain Hikaytein Bhi Bòhat
Maza Tò Jab Hai Ke Yaaròn Ke Rò Bah Rò Kahiye
[su_divider divider_color=”#000edc” size=”5″]
Shab Ke Sanate Mein Ye Kis Ka Lahò Gata Hai
Sarhad Dard Se Ye Kis Ki Sada Aati Hai
ali sardar jafri poetry
[su_divider divider_color=”#000edc” size=”5″]
Sò Milen Zindagi Se Sòghaten
Ham Kò Aawargi Hi Raas Ayi
[su_divider divider_color=”#000edc” size=”5″]
Kami Kami Se Thi Kuch Rang ò Bòye Gulshan Mein
Lab Bahar Se Nikli Hui Dua Tum Hò
[su_divider divider_color=”#000edc” size=”5″]
Inqilab Aye Ga Raftaar Se Mayòòs Na Hò
Bòhat Aahsita Nahi Hai Jò Bòhat Taiz Nahi
[su_divider divider_color=”#000edc” size=”5″]
Daman Jhtak Ke Wadi-E Gham Se Guzar Gya
Uth Uth Ke Dekhti Rahi Gard-e Safar Mujhe
ali sardar jafri poetry
[su_divider divider_color=”#000edc” size=”5″]

Bòhat Barbad Hain Lekin Sada-E Inqilab Aye
Wahen Se Wò Pukar Uthay Ga Jò Zarra Jahan Hò Ga
[su_divider divider_color=”#000edc” size=”5″]
دل کی آگ جوانی کے رخساروں کو دہکائے ہے
بہے پسینہ مکھڑے پر یا سورج پگھلا جائے ہے
[su_divider divider_color=”#000edc” size=”5″]
آئے ہم غالبؔ و اقبالؔ کے نغمات کے بعد
مصحفؔ عشق و جنوں حسن کی آیات کے بعد
[su_divider divider_color=”#000edc” size=”5″]
اک صبح ہے جو ہوئی نہیں ہے
اک رات ہے جو کٹی نہیں ہے
ali sardar jafri poetry
[su_divider divider_color=”#000edc” size=”5″]
میں جہاں تم کو بلاتا ہوں وہاں تک آؤ
میری نظروں سے گزر کر دل و جاں تک آؤ
[su_divider divider_color=”#000edc” size=”5″]
وہی ہے وحشت وہی ہے نفرت آخر اس کا کیا ہے سبب
انساں انساں بہت رٹا ہے انساں انساں بنے گا کب
[su_divider divider_color=”#000edc” size=”5″]
اب آ گیا ہے جہاں میں تو مسکراتا جا
چمن کے پھول دلوں کے کنول کھلاتا جا
ali sardar jafri poetry
[su_divider divider_color=”#000edc” size=”5″]
یاد آئے ہیں عہد جنوں کے کھوئے ہوئے دل دار بہت
ان سے دور بسائی بستی جن سے ہمیں تھا پیار بہت
[su_divider divider_color=”#000edc” size=”5″]
دل سے خیال دوست بھلایا نہ جائے گا
سینے میں داغ ہے کہ مٹایا نہ جائے گا
[su_divider divider_color=”#000edc” size=”5″]
کام اب کوئی نہ آئے گا بس اک دل کے سوا
راستے بند ہیں سب کوچۂ قاتل کے سوا
ali sardar jafri poetry
[su_heading]Ali Sardar Jafri rekhta[/su_heading]

zindagani ne diya hai ye mujhe hukm ki tu
shab-e-tarik ke daman mein sitare bhar de
phunk de jama hai jitna KHas-ò-KHashak-e-nifaq
qalb-e-insan mein mòhabbat ke sharare bhar de
[su_divider divider_color=”#000edc” size=”5″]
zehn ò jazbaat ò ishaaraat ò kinayat bani
maut ò alfaz ò hikayat ò riwayat bani
KHak jab surat-e-insan mein numudar hui
zamzame wed ke quran ki aayat bani
[su_divider divider_color=”#000edc” size=”5″]
tu haqiqat kò samajhta hai tilismi taswir
tere nazdik ye ehsas ki ranai hai
tu ye kahta hai mere dil mein hai be-jaan bahaar
main ye kahta hun gulistan mein bahaar aai hai
[su_divider divider_color=”#000edc” size=”5″]
shisha-e-dil kò agar Thes kòi lagti hai
aansu be-saKHta aankhòn se chhalak paDte hain
lekin aaise bhi hain kuchh ashk jò hangam-e-nashat
muskuraati hui palkòn se Tapak paDte hain
[su_divider divider_color=”#000edc” size=”5″]
tabassum-e-lab-e-saqi chaman khila hi gaya
nashat-e-fasl-e-bahaaran dilòn pe chha hi gaya
kahò hikayat-e-gesu fasana-e-qad-e-yar
shikast-e-dar-ò-rasan ka zamana aa hi gaya
[su_divider divider_color=”#000edc” size=”5″]
shama ki tarah pighalte hue dil dekhe hain
ashk ban ban ke nikalte hue dil dekhe hain
tu ne dekhe hi nahin garmi-e-ruKHsar-e-hayat
main ne is aag mein jalte hue dil dekhe hain
[su_divider divider_color=”#000edc” size=”5″]
sare aalam mein ye uDta hua gul-rang nishan
sach bata surKHi-e-ruKHsar-e-sahar hai ki nahin
ye taDapta hua shòala ye chamakta tara
jannat–ejalwa-e-firdaus-e-nazar hai ki nahin
[su_divider divider_color=”#000edc” size=”5″]
muttahid hò ke uThe zulm ke qadmòn se awam
sare gum-gashta azizan-e-jahan mil hi gae
lakh gulshan mein bichhae the KHizan ne kanTe
qadam-e-baad-e-bahaar aae tò gul khil hi gae
[su_divider divider_color=”#000edc” size=”5″]
asim-e-subh-e-tasawwur ye kis taraf se chali
ki mere dil mein chaman darkinar aati hai
kahin mile tò mere gul-badan se kah dena
tere KHayal se bu-e-bahaar aati hai
[su_divider divider_color=”#000edc” size=”5″]
nikhat-ò-rang ka tufan umanD aaya hai
aag si lag gai euròpe ke saman-zaròn mein
is taraf se bhi guzar qafila-e-subh-e-bahaar
ek bhi phul nahin mere chaman-zaròn mein
[su_divider divider_color=”#000edc” size=”5″]
phans ki tarah har ek sans khaTakti hai mujhe
naghme kyun ghuT ke rahe jate hain dil hi dil mein
raaz-dan apne nazar aate hain har samt magar
phir bhi tanhai ka ehsas bhari mahfil mein
[su_divider divider_color=”#000edc” size=”5″]
sal-ha-sal fazaòn mein sharar-bar rah
ek pur-sòz hayula mein giraftar rahi
KHak har chand ki thi past ò haqir ò nadar
apni fitrat se magar bar-sar-e-paikar rahi
[su_divider divider_color=”#000edc” size=”5″]
rang par rang nikharte hi chale aate hain
ruh hòti hi nahin ser wò nazzara hai
jism-e-mahbub hai ya qamat-e-rana-e-bahaar
jaise phulòn ka ubalta hua fawwara hai
[su_divider divider_color=”#000edc” size=”5″]
[su_heading]Ali Sardar Jafri poems in Hindi[/su_heading]
guftugū band na ho
baat se baat chale
sub h tak sham-e-mulaqat chale
ham pe hanstī huī ye taron bharī raat chale
hon jo alfaz ke hathon men hain sang-e-dushnam
tanz chhalka e to chhalkaya kare zahr ke jaam
tīkhī nazren hon tursh abrū-e-ḳhamdar rahen
ban paḌe jaise bhī dil sīnon men bedar rahen
bebasī harf ko zanjīr-ba-pa kar na sake
koī qatil ho magar qatl-e-nava kar na sake
subh tak Dhal ke koī harf-e-vafa aa ega
ishq aa ega ba-sad laġhzish-e-pa aa ega
nazren jhuk ja engī dil dhaḌke enge lab kanpenge
ḳhamushī bosa-e-lab ban ke mahak ja egī
sirf ġhunchon ke chaTakne kī sada aa egī
aur phir harf-o-nava kī na zarūrat hogī
chashm o abrū ke isharon men mohabbat hogī
nafrat uTh ja egī mehman muravvat hogī
haath men haath liye saara jahan saath liye
tohfa-e-dard liye pyaar kī sauġhat liye
regzaron se adavat ke guzar ja enge
ḳhuun ke dariyaon se ham paar utar ja enge
guftugū band na ho
baat se baat chale
sub h tak sham-e-mulaqat chale
ham pe hanstī huī ye taron bharī raat chale
[su_divider divider_color=”#000edc” size=”5″]
tum nahīn aa e the jab tab bhī to maujūd the tum
aankh men nuur kī aur dil men lahū kī sūrat
dard kī lau kī tarah pyaar kī ḳhushbū kī tarah
bevafa vadon kī dildarī ka andaz liye
tum nahīn aa e the jab tab bhī to tum aa e the
raat ke siine men mahtab ke ḳhanjar kī tarah
sub h ke haath men ḳhurshīd ke saġhar kī tarah
shaḳh-e-ḳhūn-rang-e-tamanna men gul-e-tar kī tarah
tum nahīn aaoge jab tab bhī to tum aaoge
yaad kī tarah dhaḌakte hue dil kī sūrat
ġham ke paimana-e-sar-shar ko chhalkate hue
barg-ha-e-lab-o-ruḳhsar ko mahkate hue
dil ke bujhte hue angare ko dahkate hue
zulf-dar-zulf bikhar ja ega phir raat ka rang
shab-e-tanha ī men bhī lutf-e-mulaqat ka rang
roz la egī saba kū-e-sabahat se payam
roz ga egī sahar tahniyat-e-jashn-e-firaq
aao aane kī karen baten ki tum aa e ho
ab tum aa e ho to main kaun sī shai nazr karo
ki mire paas ba-juz mehr o vafa kuchh bhī nahīn
ek ḳhūn-gashta tamanna ke siva kuchh bhī nahīn