Andhera shayari / Poetry Urdu & Hindi | Andhera Ujala Ghazal / Status

andhera shayari in english
andhera shayari in english

Andhera shayari / Poetry in Urdu & Hindi gets from here. We have lots of unique collections of Andhera Urdu Poetry for gf in Hindi Quotes in Hindi text. Andhera ghazal available. Read and copy andhera poetry in Urdu for bf message Urdu, SMS /Status in Hindi and English with images and share on social media and Whats App friends.

Andhera shayari in Hindi for girlfriend/boyfriendin Urdu in Hindi SMS and poetry quotes and status uploaded on Facebook and Instagram. Find Here the latest collection of Urdu and Hindi poets. Our team daily upload all type of Shayari in this site. You can find your favorite poetry on this blog and share it with your loved ones. We hope you liked our collection. If you liked andhera status in Hindi 2 line Collection, please let us know by commenting below. Android Andhera shayari for laptop and mobile.

andhera roshni shayari
andhera roshni shayari

 

اندھیرے لوٹ آتے ہیں تکبّر کی سزا بن کر
سبھی کو آزماتے پھِر رہے ہو کیوں خدا بن کر

 


 

 

 

Sūpūrd Kar Ke ūse Chandni Ke Hathōn Mai
Mai apne Ghar Ke andherōn Kō Laūt aūngi
سپرد کر کے اسے چاندنی کے ہاتھوں میں
میں اپنے گھر کے اندھیروں کو لوٹ آؤں گی
सुपुर्द कर के उसे चाँदनी के हाथों में
मैं अपने घर के अँधेरों को लौट आऊँगी

 

 


 

 

 

andherōn kō nikala ja raha hai

magar ghar se ūjala ja raha hai

andherōn kō nikala ja raha hai

magar ghar se ūjala ja raha hai

 

 


 

 

 

Dheeray Se Sarakti Hai Raat ūs Ke aanchal Ki Tarah
ūska Chehra Nazar aata Hai Jheel Main Kanwal Ki Tarah
دھیرے سے سرکتی ہے رات اُس کے آنچل کی طرح
اُس کا چہرا نظر اتا ہے جھیل پیں کنول کی طرح

 


 

 

 

shahr ke andhere kō ik charaġh kaafī hai

saū charaġh jalte hain ik charaġh jalne se

shahr ke andhere kō ek charagh kafi hai

saū charagh jalte hain ek charagh jalne se

 


 

 

andhera shayari image
andhera shayari image

Kaūn Rōta Hai Yahan Raat Ke Sannate Mein
Mere Jaisa Hai Kōi Ishq Ka Mara Hōga
کون روتا ہے یہاں رات کے سناٹے میں
میرے جیسا ہے کوئی عشق کا مارا ہوگا

 


 

aaj kī raat bhī tanha hī kaTī

aaj ke din bhī andhera hōga

aaj ki raat bhi tanha hi kaTi

aaj ke din bhi andhera hōga

 


 

Kisi Ki aankh Se Sapne Chūra Kar Kūch Nahi Milta
Mūnderōn Se Chiraghōn Kō Bōjha Kar Kūch Nahi Milta
کسی کی آنکھ سے سپنے چرا کر کچھ نہیں ملتا
منڈیروں سے چراغوں کو بجھا کر کچھ نہیں ملتا

 


 

ishq men kūchh nazar nahīn aaya

jis taraf dekhiye andhera hai

ishq mein kūchh nazar nahin aaya

jis taraf dekhiye andhera hai

 


 

 

Gūmnami Ke andhere Mein Tha
Ek Pehchaan Bana Diya
Dūniya Ke Gūm Se Mūjhe
ūnhōne anjaan Bana Diya
ūnki aisi Mehrbani Hūyi Ke
ūstad Ji Ne Mūjhe Ek achha
Insaan Bana Diya
گُمنامی کے اندھیرے میں تھا
ایک پہچان بنا دیا
دُنیا کے غم سے مجھے
اُنہوں نے انجان بنا دیا
اُن کی ایسی مہربانی ہوی کہ
اُستاد جی نے مجھے اک
اچھا انسان بنا دیا

 

 


 

 

 

ūlfat ka hai maza ki ‘asar’ ġham bhī saath hōn

tarīkiyan bhī saath rahen raūshnī ke saath

ūlfat ka hai maza ki ‘asar’ gham bhi sath hōn

tarikiyan bhi sath rahen raūshni ke sath

 


 

 

 

andherōn Ka Mūsafir Tha
Rōshni Se Gūzarta Kyūn,
Gham ūski Manzil Thi
Khūshiyōn Mein ūtarta Kyūn
اندھیروں کا مسافر تھا
روشنی سے گزرتا کیوں
غم اُس کی منزل تھی
خوشیوں میں اترتا کیوں

 


 

Kar Nafsi Khwahishat Pūri abhi Mann Kaala Nahi Hai,
Phir andherōn Mein Kar Gila Rab Kyūn ūjala Nahi Hai
کر نفسی خواہیشات پوری ابھی من کالا نہیں ہے
پھر اندھیروں میں کر گلہ رب کیوں اُجالا نہیں ہے
عظیم حیدر

 


 

 

 

raūshnī phailī tō sab ka rang kaala hō gaya

kūchh diye aise jale har-sū andhera hō gaya

raūshni phaili tō sab ka rang kala hō gaya

kūchh diye aise jale har-sū andhera hō gaya

 

 


 

 

 

Nadamat Ke Chiragōn Se Badal Jaati Hain Taqdeerein,
andheri Raat Ke aansū Khūda Se Baat Karte Hain
ندامت کے چراغوں سے بدل جاتی ہیں تقدیریں
اندھیری رات کے آنسو خدا سے بات کرتے ہیں

 

 


 

 

andhera shayari in english
andhera shayari in english

 

 

Dhere dhere ya zindigi ek khel banti ja rahi hai,,
hūm jō mang rahe hai vō ek sawal banti ja rahi hai,,

 


 

 

 

 

कभी कभी ज़िन्दगी रुक सी भी जाती है तो आपका रुकना ज़रूरी नही बस समझ लीजिए बिखर कर निखरने का समय आ गया है..!!❤❤

 

 


 

 

 

 

 

dete nahīn sūjha.ī jō dūniya ke ḳhatt-ō-ḳhal

aa.e hain tīrgī men magar raūshnī se ham

dete nahin sūjhai jō dūniya ke KHatt-ō-KHal

aae hain tirgi mein magar raūshni se hūm

 

 


 

 

 

 

Mōhabbat andheri Raat Ban Ke aa Jayegi Ek Din Dōst,
Yūn apne Sab Rishtōn Se Teri Bagawat achi Nahi
محبت اندھیری رات بن کے آجائیگی اک دن دوست
یوں اپنے سب رشتوں سے تیری بغاوت اچھی نہیں

 

 


 

 

 

عشق روشنی ہے عشق نور کا جال ہے
عشق کی روشنی اندھیرے کا زوال ہے

 


 

 

 

Mere aangan Mein aaj andhera Hai Bahūt,
Meri Dehleez Kō Phir apna Nazaara De Dōh
میرے آنگن میں آج اندھیرا ہے بہت
میری دہلیز کو پھر اپنا نظارہ دے دو

Andhra love shayari

1 Comment

Leave a Reply

Your email address will not be published.


*