Anmol Shayari / Poetry Urdu & Hindi | Anmol SMS / Status And Quotes |

anmol shayari in hindi
anmol shayari in hindi

Anmol Shayari / Poetry in Urdu & Hindi gets from here. We have lots of unique collections of anmol shayari Urdu for friends in Hindi Quotes in Hindi text. Anmol poetry available. Read and copy anmol urdu shayari for lovers message Urdu, SMS /Status in Hindi and English with images and share on social media and Whats App friends

Anmol poetry for girlfriend/boyfriend in Urdu in Hindi SMS and Shayari quotes and status uploaded on Facebook and Instagram. Find Here the latest collection of Urdu and Hindi poets. Our team daily upload all type of Shayari in this site. You can find your favorite poetry on this blog and share it with your loved ones. We hope you liked our collection. If you liked anmol shayari in english 2 line Collection, please let us know by commenting below. Android anmol shayari for laptop and mobile.

 

 

anmol shayari in hindi
anmol shayari in hindi

Māin Ek ānsoo Hee Sāhēe Hun Bāhut anmol Māgār,
Yun Nā Pālkon Se Girā Kār Mujhe Māti Mein Milā
میں اک آنسو ہی سہی ہوں بہت انمول مگر
یوں نہ پلکوں سے گرا کر مجھے مٹی میں ملا


 

 

 

Humein Tum sā Nā Tumhein Hum sā Koi Milegā,
Tum anmol Tehre āur Hum Nāyāb

 


 

 

 

 

Kām Rishte Bānāiye*āur.Unhen ❤Dil❤ Se Nibhāie
anmol Vāchān In Hindi Imāge āt Poetry Tādkā

 


 

 

 

Nāhi Shikwā Kisi Se Humein Humko Bhool Jāāne Kā,
Hum Itne anmol Nā Thāy K Kisi Ko Yāād āāte

 


 

 

 

 

ہم انمول تو نہیں
مگر بارش کے ان قطروں کی طرح خاص ضرور ہیں
جو اک بار ہاتھ سے گر جائیں پھر کبھی ملا نہیں کرتے
Hum anmol To Nāhi
Māgār Bārish Ke Un Qātron Ki Tārhā khāās Zāroor Hāin
Jo Hāthon Se Gir Jāin To Phir Kābhi Milā Nāhi kārte

 


 

 

 

 

 

zindāgi jāb deti hāi to āhesāān nāhi kārti
āur jāb leti hāi to lihāz nāhi kārti

ज़िन्दगी जब देती है तो अहेसान है करती
और जब लेती है तो लिहाज़ नहीं करती

 


 

 

 

 

ek dusre ke liye jeene kā nāām hi zindāgi hāi
isliye wāqt unhe do jo tumhe chāte hāi dil se

 


 

 

 

 

Kisi Kee Mājābooriyon Pār Māt Hānsie
Koy Mājābooriyāān Khāreed Kār Nāhin Lāātā
Dāriye Vākt Kee Māār Se Kyukee Burā Wāqt
Kisi Ko Bātā Kār Nāhin āātā

 


 

 

 

wo sāpne sāch nāhi hote jo sote wāqt dekhen jāāte hāi
sāpne wo sāch hote hāi jinke liye āāp sonā chod dete hāi

 


 

 

 

 

Vāfā Kārānee Hāi To Māān Bāāp Se Kāro
Duniyāān āāpāko Tābhee Pyāār Kāregee
Jāb āāpāke Pāās Duniyāān Vāālon Ke Lie
Kuchh Hogā.

 


 

 

 

वक्त से पहले कई मुसीबतों से लड़ा हूँ,
मैं अपनी उम्र से कई साल बड़ा हूँ.

 


 

 

 

rishte bānte rāhe itnā hi bohut hāi
sāb hāste rāhen itnā hi bohut hāi
hār koi hār wāqt sāāth nāhi rāhe sāktā
yāād ek dusre ko kārte rāhen itnā hi bohut hāi

 


 

 

 

 

 

रिश्तों को बस इस तरह से बचा लिया करो,
कभी मान जाया करो, कभी मना लिया करो.

 


 

 

 

 

 

sāmāye nā lāgāo tāye kārne mein ki
āāpko kiyā kārnā hāi
wārnā sāmāye tāye kār legā ki
āāp kā kiyā kārnā hāi

 


 

 

संग ना करो राजा का
पता नहीं कब रूला दे,
संग करो तो संतो का
पता नहीं कब हरि (भगवान) से मिला दे.

 


 

 

 

 

Mohābbāt Phool Hāi Jānā,
Kāho To Phool Bān Jāon,
Tumhāri Zindāgi Kā 1,
Hāseen āsool Bān Jāun.
Sunā Hāi Rāit Pe Chāl Ke,

Tum āksār Mehek Jāty Ho,
Kāho To āb Ke Bāār Mein,
Zāmeen Ki Dhool Bān Jāun.
Bāhut Nāyāb Hote Hen,
Jinhey Tum āpnā Kehte Ho,
Ijāzāt Do Ke Māin Bhi,
Is Qādr anmol Bān Jāun

Be the first to comment

Leave a Reply

Your email address will not be published.


*