Awaz shayari / Poetry in Urdu text and Hindi is available here. Get a unique collection of daily awaz poetry status image quotes in English. आवाज शायरी इन हिंदी poetry Quotes 2 line SMS from here. We hope you like Khubsurat awaz Shayari in Hindi words message in Hindi, Urdu & English. if you want more awaz quotes in Urdu and Hindi rekhta and poetry in English and go down and click related post.
Awaz poetry in Urdu images and Hindi SMS Shayari quotes and status uploaded on Facebook and Instagram. Find Here the Top collection of Urdu and Hindi poets. Our team daily upload all type of Shayari in this site. You can find your favorite poetry on this site and share it with your loved ones. We hope you enjoyed our collection. If you liked awaz/ voice shayari in Hindi 2 line Collection, please let us know by commenting below.

Jis Sar Kō Gharōōr Aj Hai Yaan Taj-Vari Ka
Kal Us Pē Yahin Shōr Hai Phir Nauhagari Ka
جس سر کو غرور آج ہے یاں تاجوری کا
کل اس پہ یہیں شور ہے پھر نوحہ گری کا
जिस सर को ग़ुरूर आज है याँ ताज-वरी का
कल उस पे यहीं शोर है फिर नौहागरी का
[su_divider divider_color=”#000edc” size=”5″]
mujh sē jō chāhiyē vō dars-ē-basīrat liijē
maiñ ḳhud āvāz huuñ mērī kōī āvāz nahīñ
mujh sē jō chahiyē wō dars-ē-basirat lijē
main KHud aawaz hun mēri kōi aawaz nahin
us kī āvāz mēñ thē saarē ḳhad-ō-ḳhāl us kē
vō chahaktā thā tō hañstē thē par-ō-bāl us kē
us ki aawaz mēin thē sarē KHad-ō-KHal us kē
wō chahakta tha tō hanstē thē par-ō-baal us kē
Mai Aur Sad-Hazar Nava-ē-Jigar-Kharash
Tu Aur ēk Wō Na-Shunidan Ki Kya Kahun
میں اور صد ہزار نواۓ جگر خراش
تو اور ایک وہ نا شنیدن کہ کیا کہوں
मैं और सद-हज़ार नवा-ए-जिगर-ख़राश
तू और एक वो ना-शुनीदन कि क्या कहूँ
āvāz dē kē dēkh lō shāyad vō mil hī jaa.ē
varna yē umr bhar kā safar rā.ēgāñ tō hai
aawaz dē kē dēkh lō shayad wō mil hi jaē
warna yē umr bhar ka safar raēgan tō hai

mōhabbat sōz bhī hai saaz bhī hai
ḳhamōshī bhī hai yē āvāz bhī hai
mōhabbat sōz bhi hai saz bhi hai
KHamōshi bhi hai yē aawaz bhi hai
آواز دے کے دیکھ لو شاید وہ مل ہی جائے
ورنہ یہ عمر بھیر کا سفر رائیگان تو ہے
Awaz Dē Kē Daikh Lō Shayēd Wō Mil Hi Jayē
Warna Yēh Umar Bhar Ka Safar Raighaan Tōu Hay
Tēri awaz tērē rōōp ki pēhchan hai
tērē dil ki dhadkan mērē dil ki jaan hai
Na sunu jis rōz tēri awaz
lagta hai us rōz yē jism hi bējaan hai
maiñ us kō khō kē bhī us kō pukārtī hī rahī
ki saarā rabt tō āvāz kē safar kā thā
main us kō khō kē bhi us kō pukarti hi rahi
ki sara rabt tō aawaz kē safar ka tha

Mai Jō Bōla Kaha K Yē Awaz
Usi Khana-Kharab Ki Si Hai
میں جو بولا کہا کہ یہ آواز
اسی خانہ خراب کی سی ہے
मैं जो बोला कहा कि ये आवाज़
उसी ख़ाना-ख़राब की सी है
lahja ki jaisē sub.h kī ḳhushbū azaan dē
jī chāhtā hai maiñ tirī āvāz chuum luuñ
lahja ki jaisē subh ki KHushbu azan dē
ji chahta hai main tēri aawaz chum lun
khanak jaatē haiñ jab sāġhar tō pahrōñ kaan bajtē haiñ
arē tauba baḌī tauba-shikan āvāz hōtī hai
khanak jatē hain jab saghar tō pahrōn kan bajtē hain
arē tauba baDi tauba-shikan aawaz hōti hai
bōltē rahnā kyūñki tumhārī bātōñ sē
lafzōñ kā yē bahtā dariyā achchhā lagtā hai
bōltē rahna kyunki tumhaari baatōn sē
lafzōn ka yē bahta dariya achchha lagta hai
Yaarōn Ki Mēhfil Aēsē Jamai Jaati Hai
Khōlnē Sē Pēhlē Bōttlē Hilayi Jaati Hai,
Phir Tutē Dil Walōn Kō Awaaz Lagayi Jaati Hai
Kē Aaō Yahan Dard ē Dil Ki Dawa Pilayi Jaati Hai
ḳhudā kī us kē galē mēñ ajiib qudrat hai
vō bōltā hai tō ik raushnī sī hōtī hai
KHuda ki us kē galē mēin ajib qudrat hai
wō bōlta hai tō ēk raushni si hōti hai

sabr par dil kō tō āmāda kiyā hai lēkin
hōsh uḌ jaatē haiñ ab bhī tirī āvāz kē saath
sabr par dil kō tō aamada kiya hai lēkin
hōsh uD jatē hain ab bhi tēri aawaz kē sath
gum rahā huuñ tirē ḳhayālōñ mēñ
tujh kō āvāz umr bhar dī hai
gum raha hun tērē KHayalōn mēin
tujh kō aawaz umr bhar di hai
Mēri Chahat Hai Wōh Mēri Anaa Bhi Hai
Mēri Khamōsh Lēhjōn Ki Wōh Aik Sada Bhi Hai,
Rēhta Hai Subha ō Sham Wōh Mērē Wajōōd Mēin
Mēri Awaz Mēra Lēhja Mēri Adaa Bhi Hai
maut ḳhāmōshī hai chup rahnē sē chup lag jā.ēgī
zindagī āvāz hai bātēñ karō bātēñ karō
maut KHamōshi hai chup rahnē sē chup lag jaēgi
zindagi aawaz hai baatēn karō baatēn karō
vō ḳhush-kalām hai aisā ki us kē paas hamēñ
tavīl rahnā bhī lagtā hai muḳhtasar rahnā
wō KHush-kalam hai aisa ki us kē pas hamēin
tawil rahna bhi lagta hai muKHtasar rahna

Bēh Maut Mar Jaatē Hain,
Bē Awaz Rōnē Walē
chhup ga.ē vō sāz-ē-hastī chhēḌ kar
ab tō bas āvāz hī āvāz hai
chhup gaē wō saz-ē-hasti chhēD kar
ab tō bas aawaz hi aawaz hai
us ġhairat-ē-nāhīd kī har taan hai dīpak
shō.ala sā lapak jaa.ē hai āvāz tō dēkhō
us ghairat-ē-nahid ki har tan hai dipak
shōala sa lapak jaē hai aawaz tō dēkhō
[su_divider divider_color=”#000edc” size=”5″]
dhīmē surōñ mēñ kōī madhur giit chhēḌiyē
Thahrī huī havāōñ mēñ jaadū bikhēriyē
dhimē surōn mēin kōi madhur git chhēDiyē
Thahri hui hawaōn mēin jadu bikhēriyē
سازش کا نیا پھر سے کوئی وار جلاؤ
رایوں کو مزید اور بھی پرخا ر بنا ؤ
دولت کی چمک ، ظلم و تشدد و جبر سے
لوگوں کو حکومت کا طرفدار بنا ؤ
جمہور کی قدروں کو مٹا کر یہا ں پھر سے
ماضی کے لٹیرے کو ہی سردار بنا ؤ
سیاست رہے زردار کی میراث یہا ں پر
رستے میں غریبوں کے نئی با ڑ لگاؤ

phuul kī ḳhushbū havā kī chaap shīshē kī khanak
kaun sī shai hai jō tērī ḳhush-bayānī mēñ nahīñ
phul ki KHushbu hawa ki chap shishē ki khanak
kaun si shai hai jō tēri KHush-bayani mēin nahin
kōī aayā tirī jhalak dēkhī
kōī bōlā sunī tirī āvāz
kōi aaya tēri jhalak dēkhi
kōi bōla suni tēri aawaz
lai mēñ Duubī huī mastī bharī āvāz kē saath
chhēḌ dē kōī ġhazal ik na.ē andāz kē saath
lai mēin Dubi hui masti bhari aawaz kē sath
chhēD dē kōi ghazal ēk naē andaz kē sath
tirī āvāz kō is shahr kī lahrēñ tarastī haiñ
ġhalat numbēr milātā huuñ tō pahrōñ baat hōtī hai
tēri aawaz kō is shahr ki lahrēn tarasti hain
ghalat numbēr milata hun tō pahrōn baat hōti hai
tafrīq husn-ō-ishq kē andāz mēñ na hō
lafzōñ mēñ farq hō magar āvāz mēñ na hō
tafriq husn-ō-ishq kē andaz mēin na hō
lafzōn mēin farq hō magar aawaz mēin na hō

charāġh jaltē haiñ bād-ē-sabā mahaktī hai
tumhārē husn-ē-takallum sē kyā nahīñ hōtā
charagh jaltē hain baad-ē-saba mahakti hai
tumhaarē husn-ē-takallum sē kya nahin hōta
mērī yē aarzū hai vaqt-ē-marg
us kī āvāz kaan mēñ aavē
mēri yē aarzu hai waqt-ē-marg
us ki aawaz kan mēin aawē
dard-ē-dil pahlē tō vō suntē na thē
ab yē kahtē haiñ zarā āvāz sē
dard-ē-dil pahlē tō wō suntē na thē
ab yē kahtē hain zara aawaz sē

maiñ jō bōlā kahā ki yē āvāz
usī ḳhāna-ḳharāb kī sī hai
main jō bōla kaha ki yē aawaz
usi KHana-KHarab ki si hai
yē bhī ējaaz mujhē ishq nē baḳhshā thā kabhī
us kī āvāz sē maiñ diip jalā saktā thā
yē bhi ējaz mujhē ishq nē baKHsha tha kabhi
us ki aawaz sē main dip jala sakta tha