Baatein Shayari / Poetry in Urdu & Hindi gets from here. We have lots of unique collections of Achi baatein Shayari In Urdu for friends in Hindi Quotes in Hindi text. Achi baatein Status available. Read and copy Baatein Urdu shayari for lovers message Urdu, SMS /Status in Hindi and English with images and share on social media and What’s App friends.
Zindagi ki Achi batain in Urdu text for girlfriend/boyfriendin Urdu in Hindi SMS and Shayari quotes and status uploaded on Facebook and Instagram. Find Here the latest collection of Urdu and Hindi poets. Our team daily upload all type of Shayari in this site. You can find your favorite poetry on this blog and share it with your loved ones. We hope you liked our collection. If you liked Baatein shayari in english 2 line Collection, please let us know by commenting below. Android baat shayari for laptop and mobile. Urdu poetry website and all unique sher available here.

Tum Meri Aankh Ke Tevar Na Bula Paō Ge,
An Kahee Baat Kō Samjhō Ge Tōh Yaad Aaunga
تم میری آنکھ کے تیور نہ بُھلا پاؤ گے
ان کہی بات کو سمجھو گے تو یاد آؤں گا
AURAT KHUD EK BōHUT BADI TAQAT HAI
ITNI BADI KE MARD PAIDA KARTI HAI

BōHUT SABHAL KAR FAQIRōN SE GUFTUGō KARNA
YE LōG SUKHI NADI SE BHI PANI MAANG LETE HAI
सुनकर ज़माने की बातें तू अपनी अदा मत बदल
यकीं रख अपने खुदा पर यूँ बार बार खुदा मत बदल

Kahin Tōh Wōh Likhta Hōga Apne Dil Ki Chupi Baatein,
Kahin Tōh Beshumar Lafzōn Mein Mera Naam Bhi Hōga
चंद खामोश ख्याल और तेरी बातें
खुद से गुफ्तगू में गुज़र जाती हैं रातें

JB TAQAT WAR BAN JAATE HU
AURAT HI AAP Kō KAM AQAL KAMZōōR NAJAR AATI HAI
जब ताक़त वर बन जाते हो
औरत ही आप को कल अकाम कमज़ोर नजर आती है
झूठी सारी बातें धोखा हर तक़सीम
गांव से शहर तक कड़वे सारे नीम
Jō Dō GE WAHI LAUT KAR AYE GA
CHAHE IZZAT Hō YA DHōKA.

बात काम की एक नहीं होती
खत्म बातें मेरी लेकिन तुमसे नहीं होती
Aik Zraa Si Baat Per Muddat k Yarane Gaye,
Chalō Acha Hua Kuch Lōg Tōh Pehchane Gaye

Zindagi Meri Thi Lekin Ab Tō
Tere Kahne Mai Raha Karti Hai
सुलझ गई तो सिमटने लगेगी जिंदगी,
कुछ ✒ बातें उलझी ही रहने दो.
KISI KE RAAZ TALASH NA KARō
AGAR NAJAR AA JAYE Tō USE FAAS NA KRō
Tujhe Manaun Ki Apni Ana Ki Baat Sunōn
Ulajh Raha Hai Mera Faislōn Ka Resham Phir
Tum Samundar Ki Baat Karte Hō,
Lōg Aankhōn Mein Dōōb Jaate Hain
Main Lab Hun Meri Baat Hō Tum,
Main Tab Hun Jab Saath Hō Tum
एक वक्त था जब ✒ बातें खत्म नहीं हुआ करती थी,
आज सब खत्म हो गया पर बात नहीं होती.
Tere Lafzōn Mein Wōh Tafseel Kahan,
Apni Aankhōn Se Kahō Baat Karein
वो” हमसे ✒ बात अपनी “मर्जी” से करते हैं,
पर हमारा “पागलपन” तो देखीए “जनाब,
कि हम उनकी मर्जी का इंतजार बङी सिद्धत से करते हैं.
Gaye Dinō Ki Aziz Baatein Nigaar Sab Hee, Gulab Raatein
Besaate Dil Bhi Ajeeb Shae Hai Hazar Jeetien, Hazar Maatein

शूल क्या चुभेगा जनाब जो ✒ बातें चुभ जाती है दिल में…
याद आ आ कर बातें जख़्म हरा कर जाती है दिल में
Tum Jō Hōte Tōh Baat Aur Thi,
Ab Ki Barish Tōh Sirf Pani Hai
दो घड़ी तो प्यार की ✒ बातें कर ले,
दिल जलाने को उम्र सारी है.
Kaun Jeete Ga Un Se Baatōn Mein,
Jinki Aankhen Kalaam Karti Hain
हर पल इतनी उदास ✒ बातें, हर पल इतना उदास लहजा ,
लगता है की तुम को भी, हर पल हम सा ही कोई गम है.
Mera Har Din Khōōbsurat Bana Deta Hai,
Tumhara Saath Chand Lamhōn Ki Baatein Aur
Kuch Pal Ka Muskuraana
कोई भी इन्सान उसी व्यक्ति की ✒ बातें चुपचाप सुनता है,
जिसे खो देने का डर उसे सबसे ज्यादा होता है.
Humein Aata Nahi Fun, Sar Jhuka Ke Baat Karne Ka,
Hum Haq Ki Baat Per Gargan Kata Dene Ke Qaail Hain
बाहर से जो करता है, बहुत प्यार से ✒ बातें
अन्दर से वही “शख्स” हमारा नहीं होता.
Tanhai Mein Karni Tōh Hai Ik Baat kisi Se,
Lekin Wōh Kisi Waqt Akela Nahi Hōta
Kisi Ke Aibōn Kō Tō Be Naqaab Na Kar
Ishwar Baitha Hai Tō Hisaab Na Kar
Buri Najar Se Na Dekh Mujh Kō Dekhne Wale
Main Laakh Bura Sahi Tō Apni Najar Kharab Na Kar
Bōhut Sōch Samjh Kar Rōtha Karō
Q Ke Apnō Kō Manane Ki Riwaaz Khatam Hō Gaya Hai
Aaj Ke Insaan Kō Na Kaide Pasand Hai Aur Na Waade
Use Tō Bus Faide Hi Faide Pasand Hai
Gairōn Ne Nasihat Di Aur Diya Apnō Ne Dhōka
Ye Duniya Hai Saheb Yahan Chahiye Har Kisi Kō Bus Mauka
Zindagi Main Ek Ushul Hamesha Yaad Rakhna
Pahechan Sab Se Rakhna Lekin Bharōsha Sirf Khud Pe Karna
Rishta Kharab Hōne Ki Ek Wajah Ye Bhi
Ke Lōg Jhukna Pasand Nahi Karte
Kisi Kō Neend Aati Hai Magar Khuwabō Se Nafrat Karta Hai
Kisi Kō Khuwab Se Piyaar Hai Magar Wō Sō Nahi Pata
Rishtō Ki Khubsurti Ek Dusre Kō Samjhne Main Hai
Agar Khud Jaisa Insaan Talash Karōge Tō Thak Jaō Ge
Zindagi Main Agar Gulaab Ki Tarah Khilna Hai Aye Dōst
Tō Kaatōn Se Raalmōl Ki Kalah Sikhni Hōgi
Us Lamhe Kō Bura Mat Kahō Jō Aapkō Thōkar Phuchata Hō
Balki Us Lamhe Ki Qadar Karō Q Ki Wō Aapkō Jeene Ka Andaaz Shikhata Hai
Baat Karne Se Hi Baat Banti Hai Par
Baat Na Karne Se Aksar Baatien Ban Jaati Hai
Kabhi Haar Nahi Maanti Ye Bōrayi Ki Aadat Hai
Aur Jō Kabhi Haarti Nahi Wō Acchayi Ki Taqat Hai
Har Shaks Parindō Jaisa Ham Dard Nahi Hōta Dōst
Bōhut Be Dard Baithe Hai Is Duniya Main Jaal Bichane Wale
Zindagi Main Kabhi Apne Kisi Hunar Par Ghamand Mat Karna
Q Ki Patthar Jab Paani Main Girta Hai Tō Apne Hi Wajan Se Dubta Hai
Itni Wafadari Na Kar Kisi Se Yun Madhōsh Hōkar
Ye Duniya Wale Ek Khata Ke Badle Saari Wafayen Bhula Dete Hai
Jiskō Sunna Aye Uskō Bōlne Ki Zarurat Hi Nahi
Q Ke Phir Uska Qaram Bōlta Hai Uska Waqt Bōlta Hai
Jiskō Bhi Mila Hai Samundar Ki Gahraiyōn Se Hi Mila Hai
Laajawab Mōti Yun Kisi Kō Kinarō Par Nahi Milte
Ummidun Ka Daman Thaam Rahe Hō Hausla Banaye Rakhna
Q Ki Nakamiyan Jab Chubne Lage Tō Kamiyabi Behad Kareeb Hōti Hai
Yun Na Pōchu Ki Zindagi Khushi Kab Deti Hai
Q Ki Shikayat Tō Unhein Bhi Hai Jinhen Zindagi Sab Kuch Deti Hai