Badguman shayari / Poetry Urdu & Hindi| Badguman SMS / Status /Quotes

Badguman poetry in urdu
Badguman poetry in urdu

Badguman shayari / Poetry in Urdu & Hindi gets from here. We have lots of unique collections of romantic Badguman shayari In Urdu for friends in Hindi Quotes in Hindi text. Badguman Status available. Read and copy Ghazal on Badguman shayari for lovers message Urdu, SMS /Status in Hindi and English with images and share on social media and What’s App friends.

Badguman shayari in Urdu text for girlfriend/boyfriend in Hindi SMS and Shayari quotes and status uploaded on Facebook and Instagram. Find Here the latest collection of Urdu and Hindi poets. Our team daily upload all type of Shayari in this site. You can find your favorite poetry on this blog and share it with your loved ones. We hope you liked our collection. If you liked Badguman shayari in English 2 line Collection, please let us know by commenting below. Android Badguman shayari for laptop and mobile. Urdu poetry website and all unique sher available here.

Badguman poetry in urdu
Badguman poetry in urdu

مجھ سے کیا گلہ تم کو اتنے بدگمان کیوں ہو تم
میں نے تم کو چاہا ہے تم سے تو کچھ نہیں چاہا

Mujh Sē Kya Gilla Tum Ko Itnē Badgumaan Q Ho Tum
Mainē Tum Ko Chaha, Tum Sē To Kuch Nahi Chaha

 


 

 

jidhar dēkho udhar mil jaēngē akhabaar nafarat kē,
bahut din sē nahēēn dēkha mohabbat kē khat yaaro ll
जिधर देखो उधर मिल जाएँगे अख़बार नफ़रत के,
बहुत दिन से नहीँ देखा मोहब्बत के ख़त यारो ll
جدھر دیکھو گے نفرتوں کے اخبار ملیں گے،
مدت سے محبت کے خط نہیں دیکھے دوستو

 


 

 

 

 

Badguman Shayari in hindi
Badguman Shayari in hindi

 

tna Bhi Gumaan Na Kar
Apni Jēēt Par Aē Bēkhabar,
Shēhēr Mēin Tēri Jēēt Sē Zyada,
Charchē To Mēri Haar Kē Hain
इतना भी गुमान न कर
अपनी जीत पर ऐ बेखबर,
शहर में तेरे जीत से ज्यादा
चर्चे तो मेरी हार के हैं।
اتنا بھی گمان نہ کر
اپنی جیت پر اے بے خبر
شہر میں تیری جیت سے زیادہ
چرچے تو میری ہار کے ہیں

 


 

 

 

Mohabbat Ka Taqaza Hai Kē Band Apni Zuban Karlēin,
Zara Si Baat Pēr Kyun Hum Kisi Ko Bad’Guman Karlēin

 


 

 

 

Mujh Sē Kya Gila Tum Ko Itnē Badguman Kyu Ho Tum
Mainē Tum Ko Chaha Hai Tum Sē Toh Kuch Nahi Chaha

مجھ سے کیا گلہ تم کو، اتنے بدگمان کیوں ہو تم
میں نے تم کو چاہا ہے، تم سے تو کچھ نہیں چاہا

 

 


 

 

 

 

bad-guman mujh sē na ai fasl-ē-baharan hona

mērī aadat hai ḳhizan mēn bhī gul-afshan hona

mērē ġham ko bhī dil-avēz bana dēta hai

tērī ankhon sē mirē ġham ka numayan hona

kyuun na pyaar aa.ē usē apnī parēshanī par

siikh lē jo tirī zulfon sē parēshan hona

mērē vijdan nē mahsūs kiya hai aksar

tērī ḳhamosh nigahon ka ġhazal-ḳhvan hona

yē to mumkin hai kisī roz ḳhuda ban jaa.ē

ġhair mumkin hai magar shaiḳh ka insan hona

apnī vahshat kī numa.ish mujhē manzūr na thī

varna dushvar na tha chak-girēban hona

rahrav-ē-shauq ko gumrah bhī kar dēta hai

baaz auqat kisī raah ka asan hona

kyuun gurēzan ho mirī jaan parēshanī sē

dūsra naam hai jiinē ka parēshan hona

jin ko hamdard samajhtē ho hansēngē tum par

hal-ē-dil kah kē na ai ‘shad’ pashīman hona

Be the first to comment

Leave a Reply

Your email address will not be published.


*