Barbad Shayari / Poetry Urdu & Hindi | Barbad Quotes / Status – SMS |

barbad shayari photo
barbad shayari photo

Barbad shayari / Poetry in Urdu & Hindi gets from here. We have lots of unique collections of barbad poetry In Urdu for friends in Hindi text. Mohabbat Mein barbad Shayari in Hindi available. Read and copy Ghazal on Zindagi barbad Shayari quotes in Urdu message Urdu, SMS /Status in Hindi and English with images and share on social media and What’s App friends.

Paisa barbad status download in Urdu text for girlfriend/boyfriend in Hindi SMS and poetry quotes and status uploaded on Facebook and Instagram. Find Here the latest collection of Urdu and Hindi poets. Our team daily upload all type of Shayari in this site. You can find your favorite poetry on this blog and share it with your loved ones. We hope you liked our collection. If you liked Barbad shayari in English 2 line Collection, please let us know by commenting below. Android बर्बाद शायरी हिंदी for laptop and mobile. Urdu poetry website and all unique sher available here.


Barbad Shayari 2 Line


 

barbad poetry in urdu
barbad poetry in urdu

Hasti Kē Mat Farēb Mai Aa Jaiyō ‘Asad’
Aalam Tamam Halqa-ē-Dam-ē-Khayal Hai
ہستی کے مت فریب میں آ جائیو اسدؔ
عالم تمام حلقۂ دام خیال ہے
हस्ती के मत फ़रेब में आ जाइयो ‘असद’
आलम तमाम हल्क़ा-ए-दाम-ए-ख़याल है

 


 

 

 

Dil Ki Virani Ka Kya Mazkur Hai
Yē Nagar Sau Martaba Luta Gaya
ل کی ویرانی کا کیا مذکور ہے
یہ نگر سو مرتبہ لوٹ
दिल की वीरानी का क्या मज़कूर है
ये नगर सौ मर्तबा लूटा गया

 


 

 

 

Har Waqt Ka Hasna Tujhē Barbad Na Kar Dē
Tanhaai Kē Lamhōn Mai Kabhi Rō Bhi Liya Kar
ہر وقت کا ہنسنا تجھے برباد نہ کر دے
تنہائی کے لمحوں میں کبھی رو بھی لیا کر
हर वक़्त का हँसना तुझे बर्बाद न कर दे
तन्हाई के लम्हों में कभी रो भी लिया कर

 


 

 

 

 

Kōi Umēēd Bar Nahi Aati
Kōi Surat Nazar Nahi Aati
کوئی امید بر نہیں آتی
کوئی صورت نظر نہیں آتی
कोई उम्मीद बर नहीं आती
कोई सूरत नज़र नहीं आती

 


 

 

 

Girni Thi Hum Pa Barq-ē-Tajalli Na Tur Par
Dētē Hain Baada Zarf-ē-Qadah-Khwar Dēkh Kar
گرنی تھی ہم پہ برق تجلی نہ طور پر
دیتے ہیں بادہ ظرف قدح خوار دیکھ کر
गिरनी थी हम पे बर्क़-ए-तजल्ली न तूर पर
देते हैं बादा ज़र्फ़-ए-क़दह-ख़्वार देख कर

 

 

 


Zindagi Barbad Shayari


 

 

 

 

barbad shayari facebook
barbad shayari facebook

 

Dil Mai Zauq-ē-Wasl ō Yad-ē-Yar Tak Baaqi Nahi
Aag Is Ghar Mai Lagi Aisi Ki Jō Tha Jal Gaya
دل میں ذوق وصل و یاد یار تک باقی نہیں
آگ اس گھر میں لگی ایسی کہ جو تھا جل گیا
दिल में ज़ौक़-ए-वस्ल ओ याद-ए-यार तक बाक़ी नहीं
आग इस घर में लगी ऐसी कि जो था जल गया

 


 

 

 

Hōga Kōi Aisa Bhi K ‘Ghalib’ Kō Na Jaanē
Shaair Tō Wō Acha Hai Pa Badnam Bōhut Hai
ہوگا کوئی ایسا بھی کہ غالبؔ کو نہ جانے
شاعر تو وہ اچھا ہے پہ بدنام بہت ہے
होगा कोई ऐसा भी कि ‘ग़ालिब’ को न जाने
शाइ’र तो वो अच्छा है प बदनाम बहुत है

 


 

 

 

 

 

Sham Sē Kuch Bujha Sa Rahta Hun
Dil Hua Hai Chirag Muflis Ka
شام سے کچھ بجھا سا رہتا ہوں
دل ہوا ہے چراغ مفلس کا
शाम से कुछ बुझा सा रहता हूँ
दिल हुआ है चराग़ मुफ़्लिस का

 


 

 

आसान नहीं आबाद करना घर मोहब्बत का,
ये उनका काम है जो ज़िन्दगी बर्बाद करते हैं।
Aasaan Nahi Aabaad Karna Ghar Mōhabbat Ka,
Yē Unka Kaam Hai Jō Zindagi Barbaad Kartē Hain.

 


 

 

Pasand Karnē Lagē Hain Kuch Lōg Alfaaz Mērē,
Matlab Mōhabbat Mēin Aur Bhi Lōg Barbad Huyē

 


 

 

 

‘Mir’ Hum Mil K Bahut Khush Huē Tum Sē Piyarē
Is Kharabē Mai Mēri Jaan Tum Abad Rahō
میرؔ ہم مل کے بہت خوش ہوئے تم سے پیارے
اس خرابے میں مری جان تم آباد رہو
‘मीर’ हम मिल के बहुत ख़ुश हुए तुम से प्यारे
इस ख़राबे में मिरी जान तुम आबाद रहो

 


Waqt Barbaad Shayari


 

 

 

barbad shayari in hindi images
barbad shayari in hindi images

Tu Mēri Barbadiyōn Kē Jashn Mēin Shaamil Raha,
Yē Tasawwur Hi Bahut Aaraam Dēta Hai Mujhē.

 


 

 

 

Acha Kartē Hain Wōh Lōg Jō Mōhabbat Ka Izhaar Nahi Kartē,
Khamōshi Mēin Mar Jaatē Hain Magar Kisi Kō Barbad Tōh Nahi Kartē

 


 

 

 

Ishq Ka Ghar Hai ‘Mir’ Sē Abad
Aisē Phir Khanaman-Kharab Kahan
عشق کا گھر ہے میرؔ سے آباد
ایسے پھر خانماں خراب کہاں
इश्क़ का घर है ‘मीर’ से आबाद
ऐसे फिर ख़ानमाँ-ख़राब कहाँ

 


 

 

 

 

barbad shayari photo
barbad shayari photo

 

 

 

Farishtē Hi Hōngē JinKa Hua Ishq Muqammal,
Insanō Kō Tō HumNē Sirf Barbaad Hōtē Dēkha Hai.

 


 

 

 

ख़ूब है शौक का ये पहलू भी,
मैं भी बर्बाद हो गया तू भी
– Jaun ēliya

 


 

 

 

Yēh Bēwafa’ōn Ki Duniya Hai Dil Sambhal Kar Chalna Umar,
Yahan Lōg Barbad Karnē Kē Liyē Bhi Mōhabbat Ka Sahara Lētē Hain

 


 

 

किसे इल्जाम दूँ मैं अपनी बरबाद जिंदगी का,
वाकई में मोहब्बत जिंदगी बदल देती है।
Kisē ilzam Dōōn Main Apni Barbaad Zindagi Ka,
Wakai Mēin Mōhabbat Zindagi Badal Dēti Hai.

 

 


Barbad Shayari in Hindi


 

barbad shayari rekhta
barbad shayari rekhta

 

एक महबूब लापरवाह सा,

एक मोहब्बत बेपनाह सी
दोनों काफी हैं..
सुकून बर्बाद करने को

 


 

 

Barbaad Hō Kē Yaar Kē Dil Mēin Mili Jagah,
Aabaad Kar Gayi Mēri Barbaadian Mujhē.

 


 

 

 

Barbad Kar Dēti Hai Mōhabbat,
Mōhabbat Karnē Walōn Kō

 


 

Waqt Barbaad Shayari
Waqt Barbaad Shayari

 

मेरे दिल की हालत भी मेरे वतन जैसा है,

जिस को दी हुकूमत, उसी ने बर्बाद किया !!

– Siya

 


 

 

 

Dil Wō Nagar Nahi Ki Phir Abad Hō Sakē
Pachtaōgē Sunō Hō Yē Basti Ujaar Kar
دل وہ نگر نہیں کہ پھر آباد ہو سکے
پچھتاؤ گے سنو ہو یہ بستی اجاڑ کر
दिल वो नगर नहीं कि फिर आबाद हो सके
पछताओगे सुनो हो ये बस्ती उजाड़ कर

 


 

 

 

 

Barbad Kar Diya Dōnō Ki Larayi Nē Mujhē,
Na Ishq Haar Manta Hai Na Dil Shikast Ka Aadi Hai

 

 


Barbad Shayari in English


 

 

 

 

 

Dil Ajab Shahēr Ki Jis Par Bhi Khula Dar Is Ka
Wō Musafir Isē Har Samt Sē Barbad Karē
دل عجب شہر کہ جس پر بھی کھلا در اس کا
وہ مسافر اسے ہر سمت سے برباد کرے
दिल अजब शहर कि जिस पर भी खुला दर इस का
वो मुसाफ़िर इसे हर सम्त से बर्बाद करे

 


 

 

Tu Agar Ishq Mēin Barbad Nahi Hō Sakta,
Ja Tujhē Kōi Sabaq Yaad Nahi Hō Sakta

 


 

 

 

Tēri Khamōshi Dēkh Kar Lagta Hai Kōi Apna Hēē Tha,
Itni Bēdardi Sē Barbad Kōi Gair Nahi Karta

 


 

 

 

Chunti Hain Mērē Ashk Raatōn Ki Bhikaranēn
‘Mōhsin’ Luta Raha Hōōn Sar-ē-Aam Chandni
چنتی ہیں میرے اشک رتوں کی بھکارنیں
محسنؔ لٹا رہا ہوں سر عام چاندنی
चुनती हैं मेरे अश्क रुतों की भिकारनें
‘मोहसिन’ लुटा रहा हूँ सर-ए-आम चाँदनी

 


 

 

 

Tawajjō Dē Apni Talēēm Pēr, Na Par Ishq Kē Azabōn Mēin,
Aksēr Wōh Lōg Barbad Hōtē Hain Jō Rakhtē Hain Phōōl Kitaabōn Mēin

 


 

 

Tēray baad kōi nhi tha rōknay wala humnay ji bhar k khud kō barbad kiya..

 


 

 

Barbad karnay k aur bhi rastayē thay faraz najanyē unhēin mōhabbat ka hi khayal kyn aya..

 


 

 

Zara sa khush kiya hōjaēn qismat kō bura lag jata hai..

 


 

 

Ayē dil wah tēri chahtēin bhi kiya hōkar abad kahēin barbad hōnay ki chah..

 


 

 

 

Rafu karta raha taluk kō phr bhi dhagyē udhadh gayē mēray ..

 


 

 

 

 

Khōb hai shōk ka yēh pēhlu mēin bhi barbad hōgaya tu bhi..

 


 

 

 

 

Hum sy rukh mōdh kar tēray sajdayē bēkar hēin lafz haqōq ul ēbad tu kabhi suna hōga tum nay..

Be the first to comment

Leave a Reply

Your email address will not be published.


*