
Clicks on ADS 👇👇
.Clicks on ADS 👇👇
Clicks on ADS 👇👇
.Clicks on ADS 👇👇
.Bekhud Badayuni Ghazals Hindi & Urdu available. Here u find Bekhud poetry in Urdu text. if u like poetry SMS so u can download and share it with friends and Facebook. English Badayuni poetry in text easily copy and paste.
“hasil us mah-laqa ki diid nahin”Â
hasil us mah-laqa ki diid nahin
iid hai aur ham ko iid nahin
chhēḌ dēkho ki ḳhat to likkha hai
mērē ḳhat ki magar rasid nahin
jantē hon umid-var mujhē
un sē yē bhi mujhē umiid nahin
yuun tarastē hain mai ko goya ham
pir-ē-mai-ḳhana kē murid nahin
ḳhuun ho jaa.ēn ḳhaak mēn mil jaa.ēn
hazrat-ē-dil sē kuchh ba.iid nahin
aao mērē mazar par bhi kabhi
kushta-Ä“-naz kya shahid nahin
ham to mayÅ«s hain magar ‘bēḳhud’
dil-Ä“-na-fahm na-umid nahinÂ
“dard-Ä“-dil mÄ“n kami na ho jaa.Ä“”
dard-ē-dil mēn kami na ho jaa.ē
dosti dushmani na ho jaa.Ä“
tum miri dosti ka dam na bharo
asman mudda.i na ho jaa.Ä“
baiThta hai hamēsha rindon mēn
kahin zahid vali na ho jaa.Ä“
tal-ē-bad vahan bhi saath na dē
maut bhi zindagi na ho jaa.Ä“
apni ḳhū-ē-vafa sē Darta huun
ashiqi bandagi na ho jaa.Ä“
kahin ‘bēḳhud’ tumhari ḳhuddari
dushman-ē-bē-ḳhudi na ho jaa.ē
“kabhi haya unhÄ“n aai kabhi Ä¡hurÅ«r aaya”Â
kabhi haya unhēn aai kabhi ġhurūr aaya
hamarē kaam mēn sau sau tarah futūr aaya
hazar shukr vo ashiq to jantē hain mujhē
jo kahtē hain ki tira dil kahin zarūr aaya
jo ba-havas tha dēkha usi nē jalva-ē-yar
jisē surūr na aaya usē surūr aaya
ḳhuda vo din bhi dikha.Ä“ ki main kahÅ«n ‘bēḳhud’
janab-Ä“-‘daÄ¡h’ sÄ“ milnÄ“ main ram-pÅ«r aaya
“jis mÄ“n sauda nahin vo sar hi nahin”Â
jis mēn sauda nahin vo sar hi nahin
dard jis mēn nahin jigar hi nahin
log kahtē hain vo bhi hain bēchain
kuchh yē bē-tabiyan idhar hi nahin
dil kahan ka jo dard-Ä“-dil hi na ho
sar kahan ka jo dard-Ä“-sar hi nahin
bē-ḳhabar jin ki yaad mēn hain ham
ḳhair sē un ko kuchh ḳhabar hi nahin
‘bēḳhud’-Ä“-mahv o shikva-ha-Ä“-itab
is manush ka to vo bashar hi nahin
“raqibon ka mujh sÄ“ gila ho raha hai”
raqibon ka mujh sē gila ho raha hai
yē kya kar rahē ho yē kya ho raha hai
dua ko nahin raah milti falak ki
kuchh aisa hujūm-ē-bala ho raha hai
vo jo kar rahē hain baja kar rahē hain
yē jo ho raha hai baja ho raha hai
vo na-ashna bēvafa mēri zid sē
zamanē ka ab ashna ho raha hai
chhupa.Ä“ huÄ“ dil ko phirtÄ“ hain ‘bēḳhud’
ki ḳhvahan koi dil-ruba hua hai
Bekhud Badayuni was a famous Urdu poet and lyricist from India. He was born on 15th February 1905 in Badayun, Uttar Pradesh, India, and passed away on 19th April 1975 in Mumbai, Maharashtra, India.
Bekhud Badayuni is known for his ghazals, nazms, and songs that were featured in Hindi films of the 1940s, 50s, and 60s. He wrote lyrics for many popular Bollywood songs, including “Chaudhvin Ka Chand Ho” and “Yeh Ishq Ishq Hai” from the film “Chaudhvin Ka Chand” (1960), “Achha Ji Main Haari” from “Kala Pani” (1958), and “Tere Bina Aag Yeh Chandni” from “Awara” (1951).
He was a part of the Progressive Writers’ Movement and was known for his socially conscious poetry that addressed the issues of the working class and the marginalized sections of society. His poetry is still popular among Urdu poetry lovers and his contributions to the field of Urdu literature are highly regarded.
Bekhud Badayuni has written many beautiful ghazals, and it is difficult to pick just one as the “best” as it can be subjective and vary based on personal preference. However, one of his most popular ghazals is “Chupke Chupke Raat Din Aansu Bahana Yaad Hai,” which has been sung by various artists and has become a classic in the world of Urdu poetry and music.
Here are the opening lines of this ghazal:
Chupke chupke raat din aansu bahana yaad hai
Hamko ab tak aashiqui ka woh zamaana yaad hai
Bekhud Badayuni Ghazals
Leave a Reply