Beparwah Shayari / Poetry Urdu & Hindi Beparwah Quotes SMS / Ghazal

Beparwah shayari / Poetry in Urdu & Hindi gets from here. We have lots of unique collections of beparwah poetry In Urdu for friends in Hindi text. Beparwah Quotes In Urdu available. Read and copy Ghazal on beparwah shayari in Hindi Status in Urdu message Urdu, SMS /Status in Hindi and English with images and share on social media and What’s App friends.

Beparwah attitude romantic status download in Urdu text for girlfriend/boyfriend in Hindi SMS and poetry quotes and status uploaded on Facebook and Instagram. Find Here the latest collection of Urdu and Hindi poets. Our team daily upload all type of Shayari in this site. You can find your favorite poetry on this blog and share it with your loved ones. We hope you liked our collection. If you liked funny beparwah Poetry SMS poetry in Urdu 2 line Collection, please let us know by commenting below. Android बेपरवाह शायरी for laptop and mobile. Urdu poetry website and all unique sher available here.


Beparwah Shayari in Hindi


 

 

beparwah poetry in urdu sms
beparwah poetry in urdu sms

Apni Hasti Se hō Jō Kūch Hō
Agahi Gar Nahi Ghaflat Hi Sahi
پنی ہستی ہی سے ہو جو کچھ ہو
آگہی گر نہیں غفلت ہی سہی
अपनी हस्ती ही से हो जो कुछ हो
आगही गर नहीं ग़फ़लत ही सही

 


 

 

Ghalati Hūyi Ke Tūjhe Jaan Se Bhi Zyaada Chahne Lage,
Kya Pata Tha Ke Meri Itni Parwah Tūjhe Laparwah Karde Gi

 


 

 

beparwah shayari photo

beparwah shayari image
beparwah shayari image

He Waqt Nahi Sōchne Kō Wō Hamain Chahte Ke Nahi
Hūm Bhi Masrōōf Hain- Apne Chahne Walōn Ke Saath


 

 

 

Be-Ishq ūmar Kat Nahi Sakti Hai Aūr Yaan
Taqat Ba-Qadar-e-Lazzat-e-Azar Bhi Nahi
بے عشق عمر کٹ نہیں سکتی ہے اور یاں
طاقت بقدر لذت آزار بھی نہیں
बे-इश्क़ उम्र कट नहीं सकती है और याँ
ताक़त ब-क़दर-ए-लज़्ज़त-ए-आज़ार भी नहीं

 


 

 

 

 

उजड़ जाते हें सर से पाँव तक वो लोग जो,

किसी बेपरवाह से बे-पनाह मोहब्बत करते हें…!!

ūjad jaate he sar se paav tak wō lōg jō,

Kisi beparwah se be-panha mōhabbat karte hai…!!

 


 

 

beparwah pyar shayari

बेपरवाह शायरी इन हिंदी
बेपरवाह शायरी इन हिंदी

 

 

Jab Yaar Kare Parwa Meri,
Mūjhe Kya Parwah Iss Dūniya Ki

 


 

 

 

 

ūjad Jaate Hain Sar Se Paanv Tak Wō Lōg Jō,
Kisi Beparwah Se Be-Panaah Mōhabbat Karte Hain.

उजड़ जाते हैं सर से पाँव तक वो लोग जो,
किसी बेपरवाह से बे-पनाह मोहब्बत करते हैं।

 


 

 

 

काश तुम्हारी आग बुझा पाता मैं,
काश तुम्हारे दाग मिटा पाता मैं,
करनी न पड़ती परवाह ज़माने की,
काश इतनी हिम्मत जुटा पाता मैं।


Beparwah Shayari in Urdu


 

 

beparwah shayari in english
beparwah shayari in english

 

Wō Beparwah Nahi Ayega Tere Bechain Hōne Se,
Mere Dil Ab Tū Ye Samajh Kyū Nahi Leta, Tū Lūt Gaya Hai Tōh Bata Mai Kya Karū,
Mūjhe Tōh Jeene De Kayi Kam Hai Mūjhe, Tūjhe Dard Saata Raha Hai Tōh Dō Ghūt Tū Bhi Pe Le,
Abhi Waqt Hai Sōne Me Kūch Di

 


 

 

 

 

Be-Niyazi Had se Gūzari Banda-Parwar Kab Talak
Hūm Kahenge Hal-e-Dil AūR Aap Farmayenge Kya
بے نیازی حد سے گزری بندہ پرور کب تلک
ہم کہیں گے حال دل اور آپ فرماویں گے کیا
बे-नियाज़ी हद से गुज़री बंदा-परवर कब तलक
हम कहेंगे हाल-ए-दिल और आप फ़रमावेंगे क्या


 

 

 

दुनिया भूल गया मैं तुझको याद करते करते,
और तु मुझे भूल गई निया कि परवाह करते करते।

 


 

 

ishq beparwah poetry

ishq beparwah poetry
ishq beparwah poetry

 

Ham Bhi Mūskūrate The Kabhi Beparwah Andaj Se

Dekha Hai Khūd Kō Aaj Pūrani Tasvirōn Men!

 


 

 

 

ये फालतू की अफवाह मेरे अंदर फैलाओ ही मत,
किसको मेरी कितनी परवाह है पता है मुझे तुम बताओ मत।

 


 

 

यह वो दौर हें जहाँ इश्क की नुमाइश होती हें,

मोहब्बत के नाम पर सिर्फ फरमाइश होती हें..!!

Yeh wō daūr he jaha ishq ki nūmaish hōti hai,

Mōhabbat ke naam par sirf farmaish hōti hai…!!

 


 

 

 

Gō Mai Raha Rahin-e-Sitam-ha-e-Rōzghar
Lekin Tere Khayal Se Ghafil Nahi Rahaa
گو میں رہا رہین ستم ہائے روزگار
لیکن ترے خیال سے غافل نہیں رہا
गो मैं रहा रहीन-ए-सितम-हा-ए-रोज़गार
लेकिन तिरे ख़याल से ग़ाफ़िल नहीं रहा

 

 


Beparwah Quotes In Urdu


 

 

 

beparwah shayari in urdu
beparwah shayari in urdu

हम बेबस हें बे-परवाह नहीं,

हम उदास हें खफ़ा नहीं,

कदर करते हें दोस्तों की दिल से,

हम जिंदगी मैं मजबूर तो हो,

सकते हें लेकिन बेवफ़ा नहीं…!!

Hūm bebas he beparwah nahi,

Hūm ūdaas he khafa nahi,

Kadar zindagi main mazbōōr tō hō,

Sakte he lekin bewafa nahi…!!

 


 

 

 

बेपरवाह हो जाते हें,

अक्सर वो लोग,

जिन्हें कोई

बहुत प्यार करने लगता हें…!!

Beparwah hō jaate hai,

Aksar wō lōg,

Jinhe kōi

Bahūt pyar karne lagta hai…!!

 


 

 

उसे बोलो न

वो बेपरवाह ही रहे,

हम बिना दस्तक के आये थे,

बिना आहट के चले जायेंगे…!!

ūse bōlō na

Wō beparwah hi rahe,

Hūm bina dastak kea aye the,

Bina aahat ke chale jaayenge…!!

 


 

 

काश हमे बेपरवाह रहना सिखाए,

कोई हम थक गए परवाह करते-करते…!!

Kash hame beparwah rahna sikhaye,

Kōi hūm thak gaye parwah karte-karte…!!

 


 

 

गुजर गया आज का,

दिन भी यूं ही बेवजह,

ना मुझे फुरसत मिली,

ना तुझे ख्याल आया…!!

Gūzar gaya aaj kaa,

Din bhi yōōn hi bewazah,

Naa mūjhe fūrsat mili,

Naa tūjhe khyaal aaya….!!

 


 

 

 

Dil aūr dimagh mien kitnay aatish fashaan phaty thy

jab ūs nay beparwah hansi ka aanchal ōōrh ka mūjh say kaha k

hamien aap say hamdardi hay………

 


Beparwah Poetry in Urdu SMS]


 

 

beparwah shayari rekhta
beparwah shayari rekhta

 


 

 

Allah Sab kō RIZQ de ga Ye ūs ka Wada hy
Lekin Wō sab kō BAKHSH de ga
Ye ūs ne WADA nahi kia Phir Q?
Rizq k liye pareshan hō aūr
Maghfirat se beparwah.’.
Gūd MōRNING!


 

Ik nighah ka sannata hai ik aawaz ka banjar pan

main kitna tanha betha hōōn qūrbat k veeraney main
bistar sey karwat ka rishta tōōt gaya ik yaad k sath

khwab sarhaney sey ūth betha takiye kō sarkaney main
aaj ūss phōōl ki khōōshbōō mūjh main paiham shōūr machati hai

jis ney be had ūjlat barti khilney aūr mūjrjhaney main
baat bananey wali ratein rang nikha
ey waley din

kin rastōūn par chōr aaya main ūmr ka sath nibhaney main
aik malal ki gard sametey main ney khōōd kō paar kia

kaisey kaisey wasl gūzarey hijr ka zakhm chhūpaney main
jitney dūkh they jitni ūmeedein,sab sey brabar kaam lia

main ney apney ainda ki ik tasweer bananey main
aik wazahat k lamhey main mūjh par ye aehwaal khūla

kitni mūshkil paish aati hai apna haal bataney main
pehley dil kō aas dila kar beparwah hō jata tha

ab tū “SAFI” bikhar jata hōōn main khōōd kō behlaney main

 

 


 

 

ZARA SōCHō..!

Allah Sab kō RIZQ de ga Ye ūs ka Wada hy!

Lekin Wō sab kō BAKHSH dega

Ye ūs ne WADA nhi kia

Phir Q?

Rizq k lye pareshan hō aūr

Maghfirat se beparwah…..

think….

 

 


 

 

 

Sehra.e.Jam Gūl Kō Gūlzar KisNe Kia,

Ab ūjre Ghar Me Ahtamam.e.BAhar Kisne Kia,

Me Mūtamin Tha K Meri Pūsht Pe Tm hō

Lekin Ye Chūpke Se Phir Khanjar Ka War KisNe Kia

Hr Nūqsan Se beparwah HōKr Chaha Tha Tūjhkō

Hamari belōs Mūhabat Kō KaarōBaar KisNe kia

Kabhi Thūkrana Kabhi Phir Se Gale Lagana

Meri Zindgi Kō Tamasha Hr Bar KisNe Kia

Har Shaks Dekh K MūjhKō Tanz Se Hansta He

Tere Jane Ki Khaber Kō Akhbar KisNe Kia

Jō Hain Mōūt Ki Dehlez Pe Tū Kasōr KisKa He

Acha Bhala Tha Main Ishq Ka Beemar KisNe Kia

Ishq Me Marhōm Zinda Rahōge Hamesha

Jūrm Ye Tere Siwa Sarkar Kisne Kia,

[/su_box]

Leave a Comment