Betaab Shayari / Poetry Hindi & Urdu | Betaab Ghazal SMS |

Betaab shayari / Poetry in Hindi & Urdu gets from here. We have lots of unique poetry on betaab In Urdu for friends in Hindi text. Betaab Status available. Read and copy Ghazal on betaab quotes Urdu SMS, Hindi and English with images and share on social media and What’s App friends.

Betaab poetry in Urdu languahe for girlfriend/boyfriend in Hindi SMS and quotes uploaded on Facebook and Instagram. Find Here the latest collection of Urdu and Hindi poets. Our team daily update all type of petry n this site. You can find your favorite poetry on this site and share it with your loved ones. We hope you liked our collection. If you liked Betaab shayari in English 2 line Collection, please let us know by commenting below. Android Betaab shayari for laptop and mobile. Urdu poetry blog and all unique sher available here.

betaab poetry in urdu
betaab poetry in urdu

Meri sūbah tūm hō meri shaam tūm hō,
Har aagaaj tūm se hai anjaam tūm hō,
Chal raha hai jō jahan rūk gaya wō mūkaam tūm hō,
Wō jō yaad rahega mūjhe mere baad bhi wō naam tūm hō.

मेरी सुबह तुम हो मेरी शाम तुम हो,
हर आगाज तुम से है अंजाम तुम हो,
चल रहा है जो जहाँ रुक गया वो मुकाम तुम हो,
वो जो याद रहेगा मुझे मेरे बाद भी वो नाम तुम हो.

 

 


 

 

na rahe bāġh-e-jahāñ meñ kabhī ārām se ham

phañs ga.e qaid-e-qafas meñ jō chhūTe daam se ham

 

 


 

 

 

Mere dil kō betaab kar raha hai kōi,
Ki Bahūt yaad kar raha hai kōi,
Mehsōōs kar raha hūn Khūd kō giraft mein kisi ki,
Maanō baahōn mein mūjhkō bhar raha hai kōi,

मेरे दिल को बेताब कर रहा है कोई,
की बहुत याद कर रहा है कोई,
महसूस कर रहा हूँ खुद को गिरफ्त में किसी की,
मानो बाहों में मुझको भर रहा है कोई.

 

 


 

 

 

 

 

Betaab Hūm Bhi Hain Dard e Jūdai Ki Kasam,
Rōta Wōh Bhi Hōga Nazarein Chūra Chūra Ke

 

 

 


 

 

 

ḳhūdā kisī kō giraftār zūlf kā na kare

nasīb meñ kisī kāfir ke ye balā na kare

 

 


 

 

 

 

 

Wō kaatil hai katl kar ke maasūmiyat dikhaati hai,
Wō jalim hai badi bedardi se teer chalaati hai,
Jaan nikalti hai hūmari,
ōr wō hai ki dekh ke hamen mūskūraati hai.

वो कातिल है क़त्ल कर के मासूमियत दिखती है,
वो जालिम है बड़ी बेदर्दी से तीर चलाती है,
जान निकलती है हमारी,
और वो है कि देख के हमें मुस्कुराती है.

 

 


 

 

 

 

बेताब शायरी
बेताब शायरी

 

 

mōhabbat ab talak rakhtī hai ye tāsīr majnūñ meñ

ki bin lailā nahīñ khiñchtī kahīñ tasvīr majnūñ meñ

 

 


 

 

 

 

aah dī siine meñ ātish kaūn sī be-dard ne

dil se le kar mūñh talak ūmDā hūā ik dard hai

 

 


 

 

 

 

Betaab se rehte hain teri yaad mein aksar
Shab bhar nahi sōte teri yaad mein aksar
Bedard zamana kabahana sa bana ke
Ham tōōt ke rōte hai teri yaad mein aksar”

 


 

 

 

 

 

 

apne maz.hab meñ hai ik shart tarīq-e-iḳhlās

kūchh ġharaz kūfr se rakhte haiñ na islām se ham

 

 


 

 

 

 

 

 

 

Dil se dil mila kar dekhō,
Khwaab sang hūmare saja kar dekhō,
Bhōōle se bhi bhōōla na paaōge,
Gale hūmen ik baar laga kar dekhō.

दिल से दिल मिला कर देखो,
ख्वाब संग हमारे सजा कर देखो,
भूले से भी भुला न पाओगे,
गले हमें इक बार लगा कर देखो.

 

 


 

 

 

 

mōhabbat kī bhī kyā hōtīñ nahīñ ai ham-nashīñ rāheñ

ki ḳhūbāñ yūūñ hameñ dūkh deñ, ham ūn kō is tarah chāheñ

 

 


 

 

 

 

gō ki tūjh lūtf ke qābil dil-e-ranjūr nahīñ

par tirī banda-navāzī se ye kūchh dūūr nahīñ

 

 


 

 

 

chashm-e-bad-dūr ajab ḳhūsh-qad-ō-qāmat hōgā

abhī fitna hai kōī din meñ qayāmat hōgā

Leave a Comment