Buzdil Shayari / Poetry in Urdu & Hindi gets from here. We have lots of unique collections of Boy Shayari Hindi images for friends Quotes in Hindi text. Buzdil status available. Read and copy Ghazal on Buzdil quotes in Urdu message Urdu, SMS /Status in Hindi and English with images and share on social media and What’s App friends.
Buzdil Shayari Urdu sms text for girlfriend in Hindi poetry quotes and status uploaded on Facebook and Instagram. Find Here the latest collection of Urdu and Hindi poets. Our team daily upload all type of Shayari in this site. You can find your favorite poetry on this blog and share it with your loved ones. We hope you liked our collection. If you liked Buzdil poetry in English 2 line Collection, please let us know by commenting below. Android Buzdil Shayari for laptop and mobile. Urdu poetry website and all unique sheir available here.

Meri āānkhon Ke Rāāste Se Mere Dil Mein Nāhi Utārā,
Guzār Gāāhon Mein Pāni Thā Woh Buzdil Dārr Gāyā Hogā
میری آنکھوں کے راستے سے میرے دل میں نہیں اترا
گزرگاہوں میں پانی تھا وہ بزدل ڈر گیا ہوگا
Buzdil hāin wo log jo mohābbāt nāhi kārty,
Bohāt hoslā chāhiye bārbāād hone k liye..!!
kis kis ko bātā.ūn ki māiñ buzdil nāhīn ‘rāġhib’
is dāur men māfhūm-e-shārāfāt hī ālāg hāi

Jo jhukte hāi zindāgi me, vo buzdil nāhi hote…. Yāhā hunār
hotā hāi unkā, hār ristā nibhāne kā…
kisī buzdil kī sūrāt ghār se ye bāhār nikāitā hāi
mirā ġhussā kisī kāmzor ke uupār nikāltā hāi
Buzdil hāi woh jo jeete ji mārne se dār gāyā,
Ek māich thā jo kāām kuch āur kār gāyā
Jāb māut āāke mere ko kārne lāgi sālāām
Māin vāleykum sālāām bolā āur mār Gāyā.
Hum woh buzdil nāhi yālghār se dār jāyenge
Tum ne sāmjhā ke hum tālāwāār se dār jāyenge
Sāinkro hāmlāwāro ko chutkiyon men phenk den
Tum ne kyā sāmjhā ke ek wāār se dār jāyenge
Humne khud āpne lāhu se hi to seenchā hāi wātān
Tum ne sāmjhā ke hum hāthiyār se dār jāyenge
Tāmām zākhm ke bādle hisāb lenge terā
Tum ne sāmjhā ke hum dhutkār se dār jāyenge
Hum jāb zābān chālāyen to tālwāren chup rāhen
Tum ne sāmjhā ke hum phātkār se dār jāyenge
Pātthār chālāne wālon zārā bānd kāro ye khel
Tum ne sāmjhā ke hum do chār se dār jāyenge