Anjam Shayari / Poetry in Urdu text and Hindi is available here. Get a unique collection of daily Anjam poetry status image quotes in English.Anjaam poetry Quotes 2 line SMS from here. We hope you like Anjam Shayari in Hindi words message in Hindi, Urdu & English. if you want more Anjam quotes in Urdu in Hindi rekhta and poetry in English and go down and click related post.
Anjami poetry in Urdu images and hindi SMS Shayari quotes and status uploaded on Facebook and Instagram. Find Here the Top collection of Urdu and Hindi poets. Our team daily upload all type of Shayari in this site. You can find your favorite poetry on this site and share it with your loved ones. We hope you enjoyed our collection. If you liked Anjam shayari in Hindi 2 line Collection, please let us know by commenting below.

Anjam Ki Parwaah Hoti Toh,
Hum Mohabbat Karna Chhor Dētē,
Mohabbat Mēin Toh Zid Hoti Hai,
Aur Zid Kē Barē Pakkē Hain Hum.
अंजाम की परवाह होती तो,
हम मोहब्बत करना छोड़ देते,
मोहब्बत में तो जिद्द होती है,
और जिद्द के बड़े पक्के हैं हम।
انجام کی پرواہ ہوتی تو
ہم محبت کرنا چھور دیتے
محبت میں تو ضد ہوتی ہے
اور ضد کہ بڑے پکے ہیں ہم
anjam-ē-vafa yē hai jis nē bhi mohabbat ki
marnē ki dua mañgi jiinē ki saza paa.i
anjam-ē-wafa yē hai jis nē bhi mohabbat ki
marnē ki dua mangi jinē ki saza pai
Laga Na Dil Kahin Kya Suna Nahi Tu Nē
Jo Kuch K ‘Mir’ Ka Is Ashiqui Nē Haal Kiya
لگا نہ دل کو کہیں کیا سنا نہیں تو نے
جو کچھ کہ میرؔ کا اس عاشقی نے حال کیا
लगा न दिल को कहीं क्या सुना नहीं तू ने
जो कुछ कि ‘मीर’ का इस आशिक़ी ने हाल किया
Apnē Hē Samnē Dēwaar Bna Bētha Hun
Hai Yē Anjam Usay Raastē Sē Hata Dēnē Ka
anjam-ē-vafa yē hai jis nē bhi mohabbat ki
marnē ki dua mañgi jiinē ki saza paa.i
anjam-ē-wafa yē hai jis nē bhi mohabbat ki
marnē ki dua mangi jinē ki saza pai
[su_divider divider_color=”#000edc” size=”5″]
anjam ko pahuñchūñga maiñ anjam sē pahlē
ḳhud mēri kahani bhi suna.ēga koi aur
anjam ko pahunchunga main anjam sē pahlē
KHud mēri kahani bhi sunaēga koi aur
angēēn Duniya Kē Rangēēn Logon Mēin, Naam Na Likh Mēra
Tauba Karlunga, Marnē Sē Pēhlē Anjam Na Likh Mēra
رنگین دنیا کہ رنگین لوگوں میں ،نام نہ لکھ میرا
توبہ کر لونگا، مرنے سے پہلے انجام نہ لکھ میرا
Aēy Mohabat Tērē Anjaam Pē Rona Aya
Janē Kun Aaj Tērē Naam Pē Rona Aya
Pyar Ka Anjam Kaun Sochta Hai
Chahnē Sē Pēhlē Nēēyat Kaun Dēkhta Hai,
Mohabbat Hai ēk Andha ēhsas
Kartē Hain Sab Pēr Maqam Kaun Jaanta Hai
Tēra Khat Aanē Sē Dil Ko Mērē Aaram Kya Ho Ga
Khuda Janē Kēh Is Aaghaz Ka Anjam Kya Ho Ga