Aziz Shayari / Poetry in Urdu & Hindi gets from here. We have lots of unique collections of Tariq Aziz Poetry in Urdu for friends in Hindi Quotes in Hindi text. Aziz poetry available. Read and copy Aziz urdu shayari for lovers message Urdu, SMS /Status in Hindi and English with images and share on social media and What’s App friends.
Aziz poetry for girlfriend/boyfriendin Urdu in Hindi SMS and Shayari quotes and status uploaded on Facebook and Instagram. Find Here the latest collection of Urdu and Hindi poets. Our team daily upload all type of Shayari in this site. You can find your favorite poetry on this blog and share it with your loved ones. We hope you liked our collection. If you liked Aziz shayari in english 2 line Collection, please let us know by commenting below. Android Aziz shayari for laptop and mobile. Urdu poetry website and all unique sher available here.

Wō Chēēz Jis Kē Liyē Hum Kō Hō Bahisht Aziz
Siwayē Bada-ē-Gulfam-ē-Mushk-Bu Kya Hai
وہ چیز جس کے لیے ہم کو ہو بہشت عزیز
سوائے بادۂ گلفام مشک بو کیا ہے
वो चीज़ जिस के लिए हम को हो बहिश्त अज़ीज़
सिवाए बादा-ए-गुलफ़ाम-ए-मुश्क-बू क्या है
zōr qismat pē chal nahin saktā
ḳhāmushi iḳhtiyār kartā huun

gin rahā huun harf un kē ahd kē
mujh kō dhōkā dē rahi hai yaad kyā
Mujhkō Har Dukh Aziz Hōta,
Tum Agar Dard Aashna Hōtē

Taab Laayē Hi Banēgi ‘Ghalib’
Waqiya Sakht Hai Aur Jaan Aziz
تاب لائے ہی بنے گی غالبؔ
واقعہ سخت ہے اور جان عزیز
ताब लाए ही बनेगी ‘ग़ालिब’
वाक़िआ सख़्त है और जान अज़ीज़
us nē sun kar baat mēri Taal di
uljhanōn mēn aur uljhan Daal di
Gayē Dinō Ki Aziz Baatēin Nigaar Sab Hēē, Gulab Raatēin
Bēsaatē Dil Bhi Ajēēb Shaē Hai Hazar Jēētiēn, Hazar Maatēin

Haan Wō Nahi Khuda-Parast Jaaō Wō Bēwafa Sahi
Jis Kō Hō Din ō dil Aziz Us Ki Gali Mai Jaayē Kyun
ہاں وہ نہیں خدا پرست جاؤ وہ بے وفا سہی
جس کو ہو دین و دل عزیز اس کی گلی میں جائے کیوں
हाँ वो नहीं ख़ुदा-परस्त जाओ वो बेवफ़ा सही
जिस को हो दीन ओ दिल अज़ीज़ उस की गली में जाए क्यूँ

duniyā ki ravish dēkhi tiri zulf-ē-dōtā mēn
banti hai yē mushkil sē bigaḌti hai zarā mēn
ہم وہ سیاہ بخت ہیں طارق کہ شہر میں
کھولیں دکان کفن کی تو لوگ مرنا چھوڑ دیں
(طارق عزیز)
ham wō siyaah bakhat hain Tariq kē Shēr miē
Khōlain Dukan kafan ki tōu lōg marna hi chōrr diēn

shishē khulē nahin abhi sāġhar chalē nahin
uḌnē lagi pari ki tarah bū sharāb ki