Badnaseeb Shayari / Poetry in Urdu & Hindi gets from here. We have lots of unique collections of romantic badnaseeb shayari In Urdu for friends in Hindi Quotes in Hindi text. Badnaseeb Status available. Read and copy Ghazal on badnaseeb quotes in Urdu message Urdu, SMS /Status in Hindi and English with images and share on social media and What’s App friends.
Badnaseeb shayari in Urdu text for girlfriend/boyfriend in Hindi SMS and Shayari quotes and status uploaded on Facebook and Instagram. Find Here the latest collection of Urdu and Hindi poets. Our team daily upload all type of Shayari in this site. You can find your favorite poetry on this blog and share it with your loved ones. We hope you liked our collection. If you liked badnaseeb shayari in English 2 line Collection, please let us know by commenting below. Android badnaseeb shayari for laptop and mobile. Urdu poetry website and all unique sher available here.

Main Na-Mūrad Dil Ki Tasalli Kō Kya Karūn
Maana Ki Tere Rūkh Se Nigah Kamyab Hai
میں نا مراد دل کی تسلی کو کیا کروں
مانا کہ تیرے رخ سے نگہ کامیاب ہے
मैं ना-मुराद दिल की तसल्ली को क्या करूँ
माना कि तेरे रुख़ से निगह कामयाब है
Kya Batayein Aapkō Hūm Apni Majbūriyan,
Ki Kyū Aapkō Hūm Apna Bana Na Sake,
Bas Samajh Lijiye Ki badnaseebi Thi,
Jō Aapke Pyar Kō Bhi Hūm Pa Na Sake.

Kūch Tō Tere Maūsam Hi Mūjhe Raas Kam Aaye
Aūr Kūch Meri Mitti Mai Bagawat Bhi Bōhat Thi
کچھ تو ترے موسم ہی مجھے راس کم آئے
اور کچھ مری مٹی میں بغاوت بھی بہت تھی
कुछ तो तिरे मौसम ही मुझे रास कम आए
और कुछ मिरी मिट्टी में बग़ावत भी बहुत थी
fareb tha hasi mein, aashiqi samjh baithe, maūt kō hi apni zindagi samjh baithe,
waqt ka mazak tha ya badnaseebi hamari, ūski dō baatōn kō chaahat samajh baite
Naseeb Walōn Kō Hōti Hai Wafa Naseeb,
Ae Zindagi Hūm Khūd Hee Badnaseeb Hai
Tōh Iss Mein Mōhabbat Ka Kya Kasōōr

baadal kitne khūsh nasseb
hai,
dōōr reh ker bhi zameen par
baraste hai,
hūm kitne badnaseeb hai
paas reh ker bhi milne kō taraste hai.

हमने ज़रा खता क्या की तुम नाराज़ हो गए,
हम ज़रा दूर क्या हुए तुम उदास हो गए ,
हम ज़रा बुरे क्या हुए तुम बेवफा हो गए,
तुम ज़रा बेवफा क्या हुए हम बदनसीब हो गए..
ūnse khedō hamari taqder se jalna chōr de
are hūm tō wō badnaseeb hain
jō kafan ki dūkan khōlle
tō lōg MaRNa chōr dain

Kis Qadar Bad Naseeb Hain Tere Sheher K Lōg Ali
Khōli Jō Dūkan Kafan Ki Lōgōn Ne Merna B Chōr Diya
hm wō ana parast hanjō har kr b kūch asa kehtay han
“wō manzil hi badnaseeb thi jō haman paa na saki”

Dil tōōt gaya hō jiska
Aūr dil se aah nikalti hai
Main wōh badnaseeb laash hōōn
Jō har raat jalti hai

Mūnhasir Marne Pe Hō Jis Ki ūmeed
Na-ūmeed ūs Ki Dekha Chahiye
منحصر مرنے پہ ہو جس کی امید
ناامیدی اس کی دیکھا چاہیے
मुनहसिर मरने पे हो जिस की उमीद
ना-उमीदी उस की देखा चाहिए

Nahaq Hūmn Majbūrōn Per Ye Tōhmat Hai Mūkhtari Ki
Chahte Hain Sō Aap Karen Hain Kō Abas Badnam Kiya
ناحق ہم مجبوروں پر یہ تہمت ہے مختاری کی
چاہتے ہیں سو آپ کریں ہیں ہم کو عبث بدنام کیا
नाहक़ हम मजबूरों पर ये तोहमत है मुख़्तारी की
चाहते हैं सो आप करें हैं हम को अबस बदनाम किया

Ehsaan Kia Hai Aap Ne Mūjh Badnaseeb Per,
Dil Jō Dard Ke Qabil Bana Diya
Hōga Kōi Aisa Bhi K ‘Ghalib’ Kō Na Jaane
Shaair Tō Wō Acha Hai Pa Badnam Bōhūt Hai
ہوگا کوئی ایسا بھی کہ غالبؔ کو نہ جانے
شاعر تو وہ اچھا ہے پہ بدنام بہت ہے
होगा कोई ऐसा भी कि ‘ग़ालिब’ को न जाने
शाइ’र तो वो अच्छा है प बदनाम बहुत है

Ahl-e-Binash Kō Hai Tūfan-e-Havadis Maktab
Lūtma-e-Maūj Kam Az Saili-e-ūstad Nahi
اہل بینش کو ہے طوفان حوادث مکتب
لطمۂ موج کم از سیلئ استاد نہیں
अहल-ए-बीनश को है तूफ़ान-ए-हवादिस मकतब
लुत्मा-ए-मौज कम अज़ सैली-ए-उस्ताद नहीं
Main na mil sakōn jō tūm se, meri jūstūjō na KaRNa
Tūmhain meri hi qasam hay, meri arzōō na KaRNa
Mūjhy jis se thi mūhabbat, ūse thi ajab si adat
Kabhi mōūnh phair lena, kabhi gūftūgō na KaRNa
Maine chaha tha kisi kō, mera haal kya hay dekhō
Jō kiya qūsōōr maine, wō tūm kabhi na KaRNa
Meri hō agar būraayi tō naa denaa tūm safaai
Mere saath khūd kō rūswaa kabhi kōōbakō na KaRNa
Tūmhain meri hi qasam hay, meri arzōō na KaRNa
Main na mil sakōn jō tūm se, meri jūstūjō na KaRNa
Kōi pōōchhe badnaseebi ki hai intihaa bhi kōi
Tō meri misaal denaa tō mūjhe namōna KaRNa.. ..
sabkō miley pyar ye zarōōri tō nahi hai
Hō qismat par ikhtiyar ye zarōōri tō nahi hai
Dard Dil mein agar hōō thō rōōh rōti hai
Aankhein rōye zaar zaar ye zarōōri tō nahi hai
Phōōlōn ki chūbhan see jōō daman hōwa chalni
Hō ūsmey kōi khar ye zarōōri tō nahi hai
Jō harghari khatey hain sang MARNEy ki kasmein
Hō sang jeeney kō taiyaar ye zarōōri tō nahi hai
ūmeed mee jiski teri palkein hōwi pathhar
ūsey hōō tera intezar ye zarōōri tō nahi hai
Yaqeen karke jis kō apni zindagi banōwn
ūsey tūjhpar hōō aitbar ye zarōōri tō nahi hai
Band ker rōna khwab badnaseebi par apney
Ziist see hōō sab bezar ye zarōōri tō nahi hai
Main na mil sakōn jō tūm se, meri jūstūjō na KaRNa
Tūmhain meri hi qasam hay, meri arzōō na KaRNa
Mūjhy jis se thi mūhabbat, ūse thi ajab si adat
Kabhi mōūnh phair lena, kabhi gūftūgō na KaRNa
Maine chaha tha kisi kō, mera haal kya hay dekhō
Jō kiya qūsōōr maine, wō tūm kabhi na KaRNa
Meri hō agar būraayi tō naa denaa tūm safaai
Mere saath khūd kō rūswaa kabhi kōōbakō na KaRNa
Tūmhain meri hi qasam hay, meri arzōō na KaRNa
Main na mil sakōn jō tūm se, meri jūstūjō na KaRNa
Kōi pōōchhe badnaseebi ki hai intihaa bhi kōi
Tō meri misaal denaa tō mūjhe namōna KaRNa.. ..
Main na mil sakōn jō tūm se, meri jūstūjō na KaRNa
Tūmhain meri hi qasam hay, meri arzōō na KaRNa
Mūjhy jis se thi mūhabbat, ūse thi ajab si adat
Kabhi mōūnh phair lena, kabhi gūftūgō na KaRNa
Maine chaha tha kisi kō, mera haal kya hay dekhō
Jō kiya qūsōōr maine, wō tūm kabhi na KaRNa
Meri hō agar būraayi tō naa denaa tūm safaai
Mere saath khūd kō rūswaa kabhi kōōbakō na KaRNa
Tūmhain meri hi qasam hay, meri arzōō na KaRNa
Main na mil sakōn jō tūm se, meri jūstūjō na KaRNa
Kōi pōōchhe badnaseebi ki hai intihaa bhi kōi
Tō meri misaal denaa tō mūjhe namōna KaRNa..