Bahana shayari / Poetry Urdu & Hindi | Bahana Status / SMS / Quotes

bahana shayari in urdu

Bahana shayari / Poetry in Urdu & Hindi gets from here. We have lots of unique collections of Bahana shayari In Urdu for friends in Hindi Quotes in Hindi text. Bahana Status available. Read and copy Ghazal on Bahana quotes in Urdu message Urdu, SMS /Status in Hindi and English with images and share on social media and What’s App friends.

Bahana shayari in Urdu text for girlfriend/boyfriend in Hindi SMS and poetry quotes and status uploaded on Facebook and Instagram. Find Here the latest collection of Urdu and Hindi poets. Our team daily upload all type of Shayari in this site. You can find your favorite poetry on this blog and share it with your loved ones. We hope you liked our collection. If you liked Bahana shayari in English 2 line Collection, please let us know by commenting below. Android Bahana poetry for laptop and mobile. Urdu poetry website and all unique sher available here.

 

bahana poetry in urdu
bahana poetry in urdu

Tūmharī yaad ke jab zakham bharne lagte haīn
Kīsī bahane tūmhen yaad karne lagte haīn
تمہاری یاد کے جب زخم بھرنے لگتے ہیں
کسی بہانے تمہیں یاد کرنے لگتے ہیں
तुम्हारी याद के जब ज़ख़्म भरने लगते हैं
किसी बहाने तुम्हें याद करने लगते हैं

 


 

 

 

 

Badal Tō īnsan Jate Haīn
Waqt Tō Bas Aīk Bahana Haī
بدل تو انسان جاتے ہیں
وقت تو بس ایک بہانہ ہے
बादल ते इन्सान जते हैं
वक़्त ते बस इक बहना है

 


 

 

bahana shayari image
bahana shayari image

 

 

Kīsī Ke Dheyan Maī Dōōba Hūa Dīl
Bahane Se Mūjhe Bhī Talta Haī
کسی کے دھیان میں ڈوبا ہوا دل
بہانے سے مجھے بھی ٹالتا ہے
किसी के ध्यान में डूबा हुआ दिल
बहाने से मुझे भी टालता है

 


 

 

 

 

bahana shayari in english
bahana shayari in english

 

 

Hūm Jee Rahe Haīn Kōī Bahana Kīye Begaīr,
ūsske Begaīr, ūsskī Tamana Kīye Begaīr

 


 

bahana shayari in hindi
bahana shayari in hindi

بہانہ ڈھونڈتے رہتے ہیں کوئی رونے کا
ہمیں یہ شوق ہے کیا آستیں بھگونے کا

اگر پلک پہ ہے موتی تو یہ نہیں کافی
ہنر بھی چاہئے الفاظ میں پرونے کا

جو فصل خواب کی تیار ہے تو یہ جانو
کہ وقت آ گیا پھر درد کوئی بونے کا

یہ زندگی بھی عجب کاروبار ہے کہ مجھے
خوشی ہے پانے کی کوئی نہ رنج کھونے کا

ہے پاش پاش مگر پھر بھی مسکراتا ہے
وہ چہرہ جیسے ہو ٹوٹے ہوئے کھلونے کا

 

 


 

 

 

ہر راز چھپانے کا اچھا سا بہانہ ہے
نظروں کو جھکانا ہے اشکوں کو بہانا ہے

اک پھول سے چہرے کو دل میں بسانا ہے
اب دل میں وفاؤں کا انمول خزانہ ہے

بے چین وفائیں یا بیدرد جفائیں ہوں
تقدیر کے ہاتھوں میں تصویر زمانہ ہے

موجوں نے بتایا ہے ہر ڈوبنے والے سے
طوفان کا کشتی سے رشتہ یہ پرانا ہے

جینے کی تو قاسم اب حسرت ہی نہیں کوئی
دشمن وہ نگاہیں ہیں دشمن یہ زمانہ ہے

 

 


 

 

 

 

Betaab sy Rehte Haīn Terī Yaad Me Aksar

Shab Bhar Nhī Sōty Terī Yaad Me Aksar

jīsam me dard ka bahana sa bana k

hūm tōōt k rōty haīn terī yaad me aksar

 

 


 

 

Yaarō Mere MARNE Ke Baad,

Aansū Mat bahana

Yaarō Mere MARNE Ke Bad,

Aansōō Mat bahana

Jyada Yaad Aaye, Tōh ūpper Challe Aana.

bahana shayari in urdu
bahana shayari in urdu

 

 

 

Betaab se rehte haīn terī yaad me aksar,

Raat bhar nahī sōte terī yaad me aksar.

Bedard zamane ka bahana sa bana ke,

Hūm tōōt k rōte haīn terī yaad me aksar.

 


 

 

Bōhat ūdaas haīn Teray Chūp Hō janay se,

Hō sakay tō Baat kar Kīsī bahanay se,

Tū Laakh khafa sahī Par ītna tōū dekh,

Kōī Tōōt gya haī Teray Rūth janay se…

 


 

 

 

Hazarōn Dōrīyan haīn per

Ye rīshta tōōr mat dena

Mera CHEHRA bhūla dena

Merī YAADEN Bacha lena

Jō LAMHE dard dety hōn

ūnhe beshak BHūLA dena

Jō LAMHE aas dety hōn

ūnhe DīL SE Laga lena

Kahīn b DōōR reh lena

Bōhat MAJBōōR rah lena

Magar īs DōōRī kō tūm

bahana mat bana lena

TALūQ tōōr mat dena

MūJHE TūM CHōR MAT DENA

 

 


 

 

 

 

Waqt Sajjad (A.S) Ne Kaīsay Wōh Gūzara Hō Ga

Naam Zaīnab (S.A) Ka Jō Lōgōn Ne Pūkara Hō Ga

Nōk e Neza Pe bahanay Lagay Aansū Mōla (A.S)

Phīr Sakeena (S.A) Kō Kīsī Shakhs Ne Mara Hō Ga

 

 

 


 

 

 

 

Aana merī qabar par dō phōōl charha jana ..
Rōna na aaye mūskūra ke chale jana ..
Merī qabar par ek baar zrūr aana ..
Magar shart haī aansōō na bahana ..
Taklīf hō gī rōōh kō bhī jō aansōō jō apke nīkaleīnge.
Rōōh rōye gī merī rōōh kō na tarpaya KaRNa ..
Tere khūwabn meīn aya karūnga zrūr ..
Kabhī yaad karke merī mūhabbat kō azmaya KaRNa ..
Merī qabar pe phōōl na charhana aansōōvōn ke ..
Bas aakar qabar pe apnī mūhabbat ka saya KaRNa ..
Merī dūa haī tera tera ghar khūshbōō se bhara rahe ..
Tūm khūshī kī har mehfīl meīn jaya KaRNa ..
Merī yaad meīn na khōna kabhī ūdaas hōkar ..
Apne hūmsafar kī aghōsh meīn.majīd

 

 


 

 

 

Waqt Sajjad (A.S) Ne Kaīsay Wōh Gūzara Hō Ga

Naam Zaīnab (S.A) Ka Jō Lōgōn Ne Pūkara Hō Ga

Nōk e Neza Pe bahanay Lagay Aansū Mōla (A.S)

Phīr Sakeena (S.A) Kō Kīsī Shakhs Ne Mara Hō Ga