Behiss shayari / Poetry Urdu & Hindi | Behiss Ghazal / Quotes – SMS

behsis shayari in hindi text

Behiss shayari / Poetry in Urdu & Hindi gets from here. We have lots of unique collections of behiss poetry In Urdu for friends in Hindi text. Mohabbat Mein Behiss Shayari in Hindi available. Read and copy Ghazal on behiss Shayari quotes in Urdu message Urdu, SMS /Status in Hindi and English with images and share on social media and What’s App friends.

Behiss status download in Urdu text for girlfriend/boyfriend in Hindi SMS and poetry quotes and status uploaded on Facebook and Instagram. Find Here the latest collection of Urdu and Hindi poets. Our team daily upload all type of Shayari in this site. You can find your favorite poetry on this blog and share it with your loved ones. We hope you liked our collection. If you liked Behiss shayari in English 2 line Collection, please let us know by commenting below. Android behiss poetry in Urdu for laptop and mobile. Urdu poetry website and all unique sher available here.

behsis shayari in hindi text
behsis shayari in hindi text

Be Hiss Hāi Yāhān Lōāg,Bhālā Sōāch Kāi Kārnā..Is Dōār Māin Lōgōōn Sāi Wāfā Sōch Kāi KārnāIk Bāār Jō Rōthey,Tō Mānā Tum Nā Sākhōō Gāy,Hum Jāisāi Diwānōōn Kō Khāfā Sōch Kāi KārnāGul Shāākh Sāi Bichrāi Tō Kāhin Kā Nāhi RehtāTum Zāāt Mere Khud Se Judā Sōch Kāi Kārnā.

 


 

 

 

Behissi Shārt Hāi Jeene Ke Liye,
āur Hum Kō Ehsās Ki Bimāri Hāi
بے حسی شرط ہے جینے کے لیے
اور ہم کو احساس کی بیماری ہے

 


 

 

 

 

Itnā be’hiss ke pighāltā hi nā thā bāātōn se,
āādmi thā ke tārāāshā huā pāthār dekhāā..

 


 

 

 

ājeeb Khittā-E-Behiss Me Ishq Kr Bethey
Dil-ō-Nāzār Hen Jāhān Qāid Umār Bhār K Lye
Zubān-ō-Hārf Jāhān Kōōzā Gāri K Hen Ghulām
Māgār Ehsās Kā Khānjār Pevāst Seeney Me
Kōi Is Zākhm K Mār’hām Kā Rwā’dāār Nhi
Wō Dil Wō ānkh Kāhān Se Bhlā Me Lāun āb
Jō Tere Ishq K Ehsās Se Lābrāiz Nā Hōn
Me āb Wō Hārf E Shikāstā Kāhun Tō Kese Kāhun
Jō Tere Husn Ki Mid’hāt Me Sājdā Rāiz Nā Hōn
Yāā Muje Khittā-E-Bānjār Se Bedākhāl Kr Dō
Yā ōss Dāāl K Jāzbōn Kō Mere Shāll Kr Dō
Nā Hōgā Ishq Yāhān Fāislā ātāl Kr Dō
”Gāri Hen Kitni Sāliben
Mere Dārichey Me”
Muje Ye Kehney Dō K Jitney B Māsh’hōōr Huwe
Wō Ishq Sirf Kitābōn Me Hi Mil Sktey Hen
Wāgārnā Khittā-E-Behiss Ki Ye Riwāyāt He
Yāhān Pe Ishq Ki Shōrish Pānāp Nhi Skti
Dil-ō-Nigāh Gār Ye Jurm Kr Hi Bethey Hen
Zubā’n Kō Bānd Rkhō āur Sādā Sulāgtey Rāhō
Qehāt Rāseedā Zāmi’n Pr Bāhāār Mushkil He…