Beqarar shayari / Poetry in Urdu & Hindi gets from here. We have lots of unique collections of beqarar shayari In Urdu for friends in Hindi Quotes in Hindi text. Beqarar Status available. Read and copy Ghazal on beqarar shayari for lovers message Urdu, SMS /Status in Hindi and English with images and share on social media and What’s App friends.
Beqarar shayari in Urdu text for girlfriend/boyfriend in Hindi SMS and Shayari quotes and status uploaded on Facebook and Instagram. Find Here the latest collection of Urdu and Hindi poets. Our team daily upload all type of Shayari in this site. You can find your favorite poetry on this blog and share it with your loved ones. We hope you liked our collection. If you liked Beqarar shayari in English 2 line Collection, please let us know by commenting below. Android बेकरारी शायरी rakhta for laptop and mobile. Urdu poetry website and all unique sher available here.

Itni Kashish Tōh Hō Nigah e Shōūq Mein Saqi,
Idher Dil Mein Khayal Aaye ūdher Wōh Beqarar Hō Jayein
اتنی کشش تو ہو نگاہِ شوق میں ساقی
اِدھر دل میں خیال آئے اُدھر وہ بے قرار ہو جائیں

Benam Sa Ye Dard Thahar Kyū Nahi Jata
Jō Beet Gaya Hai Wō Gūzar Kyū Nahi Jata
Main Apni Hi ūljhi Hūi Rahō Ka Tamasha
Jate Hain Jidhar Sab Main ūdhar Kyū Nahi Jata
Sab Kūchh Tō Hai Kya Dhūndhti Rahti Hain Nigahein
Kya Baat Hai Main Waqt Pe Ghar Kyū Nahi Jata
Ishq Karō Tōh ūske Adaab e Wafa Bhi Seekhō,
Yeh Fariq Waqt Ki Beqarari Mōhabbat Nahi Hōti
Samjha liya faraib se mūjhkō tō aapne
Dil se tō pūch lijiye kyūn be-qarar hai.

Qarar De K Kabhi Be-Qarar Kerty Hō Galey Laga K Kahō Kitna Pyar Kerty Hō
Nazar Nazar Sy Miley Aūr Khūmaar Aa Jaye Labō?n Sy Kūch Na Kahō Aitbaar
Aa Jaye Ye Dil Tōū Bharta Nahi Chand Mūlaqatō?n Main Kitne Tarasty Rahy
Bheegi Bheegi Raatō?n Main Taweel Rasta Kyūn Ikhtiar Kerty Hō Galey Laga K Kahō Kitna Pyar Kerty Hō !!
Aahat Pe Kaan, Dar Pe Nazar, Dil Mein Iztarab,
Kūch Aesi Beqarari Hai Tere Intezar Ki

ūnake ek jan-nisar hūm bhi hain
hain jahan saū-hazar hūm bhi hain
tūm bhi bechain hūm bhi hain bechain
tūm bhi hō beqarar hūm bhi hain
ae falaq kah tō kya irada hai
aish ke khvastagar hūm bhi hain
shahar khali kiye dūkan kaisi
ek hi vada-khvar hūm bhi hain
sharm samajhe tere tagafūl kō
vah! kya hōshiyar hūm bhi hain
tūm agar apni khū ke hō mashūq
apne matalab ke yar hūm bhi hain
jis ne chaha phansa liya hamakō
dil-barōn ke shikar hūm bhi hain
kōn sa dil hai jis mein daag nahi
ishq ke yadagar hūm bhi hain