Berukhi Shayari / Poetry Urdu & Hindi| Berukhi SMS / Quotes – Status

berukhi shayari photo

Berukhi shayari / Poetry in Urdu & Hindi gets from here. We have lots of latest collections of berukhi poetry sms In Urdu for friends in Hindi text. Teri berukhi poetry Quotes in Hindi available. Read and download Ghazal on itni berukhi achi nahi poetry shayari in Hindi Status in Urdu message Urdu, SMS /Status in Hindi and English with images and share on social media and What’s App friends.

Berukhi quotes in Urdu attitude romantic status download in English text for girlfriend/boyfriend in Hindi SMS and poetry quotes and status uploaded on Facebook and Instagram. Find Here the latest collection of Urdu and Hindi poets. Our team daily upload all type of poetry in this site. You can find your favorite poetry on this blog and share it with your loved ones. We hope you liked our collection. If you liked berukhi poetry in Urdu 2 line Collection, please let us know by commenting below. Android बेरुखी शायरी हिंदी में for laptop and mobile. Urdu poetry website and all unique sher available here.

 

 


Berukhi poetry in Urdu 


 

 

berukhi shayari images in hindi
berukhi shayari images in hindi

Kāb Wo Suntā Hāi Kāhāni Meri
āur Phir Wo Bhi Zābāni Meri
کب وہ سنتا ہے کہانی میری
اور پھر وہ بھی زبانی میری
कब वो सुनता है कहानी मेरी
और फिर वो भी ज़बानी मेरी

 

 


 

 

Be-Khudi Le Gāi Kāhān Hum Ko
Der Se Intezār Hāi āpnā
بے خودی لے گئی کہاں ہم کو
دیر سے انتظار ہے اپنا
बे-ख़ुदी ले गई कहाँ हम को
देर से इंतिज़ार है अपना

 


 

 

 

Teri Berukhi Kā Ik Din, Ye Hi ānjāām Hogā,
āākhir Bhulā Hi Denge Tujhe, Yāād Kārte Kārte..

 


 

 

 

Zindāgi Māi To Wo Mehfil Se Uthā Dete The
Dekhun āb Mār Gāye Pār Kon Uthātā Hāi Mujhe
زندگی میں تو وہ محفل سے اٹھا دیتے تھے
دیکھوں اب مر گئے پر کون اٹھاتا ہے مجھے
ज़िंदगी में तो वो महफ़िल से उठा देते थे
देखूँ अब मर गए पर कौन उठाता है मुझे

berukhi shayari 2 lines

 

 


 

 

 

 

Dekhi Hāi Berukhi Ki āj Hum Ne Intehā Mohsin,
Hum Pe Nāzār Pāri To “Wo Māhfil Se Uth Gāye….!!

 

 


 

āāp Ki Berukhi Ko Bhi Rutbā Diyā Humne,
Dosti Kā Hār Fārz ādā Kiyā Humne,
Māt Sochiyegā Ki Hum Bhulā Denge āāpko,
āāj Phir āāp Se Pehle āāpko Yāād Kiyā Humne.

 


 

 

 

ājāb Sānehā Hāi Ke Itni Be Rukhi Ke Bāwājood Bhi Woh Sāng Dil,
Mere Dil Mein Utārtā Gāyā, Mere Dil Se Nāhi Utārā
عجب سانحہ ہے کہ اتنی بے رخی کے باوجود بھی وہ سنگ دل
میرے دل میں اترتا گیا، میرے دل سے نہیں اُترا ۔

 

 


Berukhi Shayari Hindi


 

 

 

berukhi shayari in hindi font
berukhi shayari in hindi font

Tumhāri Berukhi Pār Bhi Lutā Di Zindāgi Hāmne,
āgār Tum Mehārbāān Hote Hāmārā Hāāl Kyā Hotā…!!!

 

 

 


 

 

āādāt Unki āb Kuch Iss Tārāh Ho Gāyi,
āb Unki Berukhi Se Bhi Mohābbāt Ho Gāyi

 

 

 


 

 

 

 

Dil Tod Kār Hāmārā Tumko Rāhāt Bhi Nā Milegi
Hāmāre Jāisi Tumko Chāhāt Bhi Nā Milegi,
Yu Itni Berukhi Nā Dikhlāiye Humpe,
Hum āgār Ruthe To Hāmāri āāhāt Bhi Nā Milegi.

 

berukhi shayari 2 lines

 


 

 

 

Chāhāt Toh āāj Bhi Thi Unki Liye
Per Kismāt Ke Hāthon Mājboor Ho Gāye,
Dekhi Jo Un Mein āpne Liye Berukhi
Hum Unki Khushi Ke Liye Unse Dur Ho Gāye

 

 

 

 


 

 

 

 

Pyār Unkā Humse Bhulāyā Nā Gāyā,
Unke Bāād Kābhi Humse Muskurā Nā Gāyā,
Unki To Berukhi Mein Bhi Wo ādā Thi Zālim,
Ki Bewāfā Kā Ilzāām Bhi Unpe Lāgāyā Nā Gāyā.

 

 

 

 


 

 

berukhi shayari 2 lines

Kābhi āisi Bhi Berukhi Dekhi Hāi Humne
Ke Log āāp Se Tum Tāk,
āur Tum Se Jāān Tāk,
Fir Jāān Se ānjāān Tāk Ho Jāte Hāin..

 

 


 

 

 

Sitām Ko Humne Berukhi Sāmjhā,
Pyāār Ko Humne Bāndāgi Sāmjhā,
Tum Chāāhe Hume Jo Bhi Sāmjho,
Humne To Tumhe āpni Zindāgi Sāmjhā.

 

 

 


 

 

 

Hām Yu āpni Zindgi Se Mile,
ājnābi Jāise ājnābi Se Mile,
Hār Wāfā Ek Jurm Ho Gāyā,
Hār Dost Kuch āisi Berukhi Se Mile.

 

 

 


 

 

 

Kāb Tāk Rāh Pāāoge ākhir Yun Dur Humse,
Milnā Pāregā Kābhi Nā Kābhi Zārur Humse,
Nāzrein Churāne Wāle Yeh Berukhi Hāi Kāisi,
Keh Do āgār Huā Hāi Koi Kāsoor Humse.
कब तक रह पाओगे आखिर यूँ दूर हमसे,
मिलना पड़ेगा कभी न कभी जरुर हमसे,
नजरें चुराने वाले ये बेरुखी है कैसी,
कह दो अगर हुआ है कोई कसूर हमसे।
کب تک رہ پاؤ گے آخر یوں دُور ہم سے
ملنا پڑے گا کبھی نہ کبھی ضرور ہم سے
نظریں چُھرانے والے یہ بے رُخی ہے کیسی
کہہ دو اگر ہوا ہے کوئی قصور ہم سے

 

 


 

 

 

Koi Rishtā Jo Nā Hotā Toh Woh Khāfā Kyun Hotā,
Yeh Be Rukhi Uski Mohābbāt Kā Pātā Deti hāi

 


itni berukhi achi nahi poetry


 

 

berukhi shayari photo
berukhi shayari photo

Dekhi hāi be rukhi ki āāj hum ne intehā
Hum pār nāzār pāri to woh mehfil se uth gāye

 


 

 

Nāhi Gilā Tujse Tere Khāfā Hone Kā,
Mere Nāseeb Mein Wāfā Likhi Hi Nāhi,
Gāiro Ke Teer Kām The Shāyād Mere Seene Pe,
Chālni Jo Kār Diyā Seenā Teri Berukhi Ne.

berukhi shayari 2 lines

 


 

 

 

Be rukhi se sāhi ik bāār mujhe dekh to le
Ik sitām āur jb itni enāyāt ki hāi

 

 


 

 

Dekhi hāi be rukhi ki āāj hum ne intehā
Hum pār nāzār pāri to woh mehfil se uth gāye

 

 


 

 

Mere hār āmāl ko nāzār mein rākh
Meri chāhāton kā silāh nā de
Mein chirāgh āākhri shāb sāhi
Mujhe be rukhi ki hāwā nā de

 

 


 

 

 

In se shikwāh be rukhi
āpni tqdeer so gāi ho gi

berukhi shayari 2 lines

 


 

 

 

Be rukhi se sāhi ik bāār mujhe dekh to le
Ik sitām āur jb itni enāyāt ki hāi

 

 


 

 

 

Mehroomiyon ke dor mein jān se āzeez log
Milte to hāin zāroor māgār be rukhi ke sāth

 

 


 

 

 

Dekhā jo be rukhi se to hāirt hui mujhe
Dunyā to be wāfā thi māgār tum ko kiā huā?

 

 


 

 

 

Woh be rukhi se dekhte hāin, dekhte to hāin
Mein khush nāseeb honk eh kisi ki nāzār mein hon

 


Berukhi Shayari 2 lines


 

 

 

berukhi status for whatsapp
berukhi status for whatsapp

Mere hār āmāl ko nāzār mein rākh
Meri chāhāton kā silāh nā de
Mein chirāgh āākhri shāb sāhi
Mujhe be rukhi ki hāwā nā de

 


 

In se shikwāh be rukhi
āpni tqdeer so gāi ho gi

 


 

 

 

Fun jo nādār tk nāhi punchā
ābhi meyār tk nāhi punhchā
Is ne bārwāqt be rukhi bārti
Shoq āāzār tk nāhi punchā

 

 

 


 

 

 

Mehroomiyon ke dor mein jān se āzeez log
Milte to hāin zāroor māgār be rukhi ke sāth

 

 


 

 

 

Tum idhār rukhsāt huye jāān idhār nikli meri
Kāise kāise hāādse is sādgi se ho gāye
Kuch hāmein bhi māut ki āārzu thi ishq mein
Rāāste kuch āāsān teri be rukhi se ho gāye

 


 

 

 

Woh be rukhi se dekhte hāin, dekhte to hāin
Mein khush nāseeb honk eh kisi ki nāzār mein hon

 

 


 

 

Mānā keh ghām ke bāād musārrāt zāroor hāi
Lekin jiye gā kon teri be rukhi ke bāād

 

 

 


 

 

 

Ghār doob giyā āur inhein āāwāz nāhi di
Hālānkeh mere silsile is pāār buhāt the
Yeh be rukhi ik roz to mqsoom thi āpni
Hum teri twājāh ke tālābgār buhāt the

 

 


 

 

 

Fun jo nādār tk nāhi punchā
ābhi meyār tk nāhi punhchā
Is ne bārwāqt be rukhi bārti
Shoq āāzār tk nāhi punchā

 

 


 

 

 

āānkh bhār bhār āāi āur dhundlā gāye mānziār tāmām
Kisi qādār tikhā hāi teri be rukhi kā zāiqāh

 

 


 

 

 

Pehle bhi log āāye ketne hi zindāgi mein
Woh hār tārāh se lekin āuron se thā judā sā
Tewār the be rukhi ke āndāāz dosti ke
Woh ājnābi thā lekin lgtā thā āāshnā sā

 

 


Berukhi Shayari in Englis


 

 

 

बेरुखी शायरी इन हिंदी
बेरुखी शायरी इन हिंदी

Tum idhār rukhsāt huye jāān idhār nikli meri
Kāise kāise hāādse is sādgi se ho gāye
Kuch hāmein bhi māut ki āārzu thi ishq mein
Rāāste kuch āāsān teri be rukhi se ho gāye

 

 


 

 

 

Hādse kiā kiā tumhāri be rukhi se ho gāye
Sāri dunyā ke liye hum ājnābi se ho gāye

 

 


 

Tumhāri be rukhi pār bhi lutā di zindāgi hum ne
Hāmārā hāāl kiā hotā āgār tum mehārbāān hote

 

 


 

Muhābbāt, ādāwāt wāfā, be rukhi
Kārāye ke ghār the bādlte rāhe

berukhi shayari 2 lines

 


 

 

De rāhi hāi māzā be rukhi āāp ki
āāp bolein nā bolein khushi āāp ki

 


 

Mānā keh gum ke bāād musārrāt zāroor hāi
Lekin jiye gā kon teri be rukhi ke bāād

 


Berukhi Poetry SMS


 

 

“Terā dārd thā, teri yād thi,” s
Māin jāhān rāhā,
Māin jidhār gyā,
Merā din too yunhi guzār gyā,
Hui shāām too māin bikhār gyā, Is ābr kā mere yāār se……
Bārā miltā jultā mizāj hāi,
Kābi toot kr bārās gyā, kābi Berukhi se guzār gyā,
Jāb māin chhor jāungā wo gāli,
Use yāād āye gi tub meri,
Khoje gā jāb wo idhār udhār,
To khābār mile gi māin mār giā…..!

 

 

 


 

 

“‘tābāssum bhi,” 

“tābāssum bhi, hāyā bhi or Berukhi bhi
terā hār āndāz dil ko bāhut bhātā he”

 

 

 


 

 

 

“Kāb Tāk Rāho Ge āākhiR” 

 

Kāb Tāk Rāho Ge āākhiR yon DoRR DoRR Humse,

Milnā PāRe Gā āākhiR ik Din ZāRoR Humse..

Dāmān Bāchāne Wāle ye Berukhi Hāi kesi,

keh Do āgāR Howā Hāi koi QāsooR Humse..

Hum ChoR Denge Tumse yon Bāāt Chet kāRNā,

Tum Pochte PhiRo Ge āpnā QāsooR Humse…

 

 


 

 

 

 

“KāBHI YāāD āYE TO PUCHNā ZāRā”

 

KāBHI YāāD āYE TO PUCHNā ZāRā āPNI KHāLWāT E SHāāM SE
KISāY ISHQ THā TERI ZāāT SE KISY PYāR THā TERāY NāāM SE
ZāRā YāāD KāRO K WOH KāUN THā JO KāBHI TUJHāY BHI āZIZ THā
WOH JO JEE UTHā TERāY NāāM SE WOH JO MāR MITā TERāY NāāM PE
HUMāIN Berukhi Kā HāI NāHI GILā K HāI YāHI WāFāON Kā SILā
MāGāR āISā JURM THā KāUN Sā K HUM GāYE DUā O SāLāM SE
Nā KBHI VISāāL KI CHā KI Nā KBHI FIRāQ MāIN āāH KI
K MERā TāREEQā E BāNDāGI HāI JUDā TāREEQā E āāM SE…

 

 

 


 

 

 

 

“āpny is deewāny sāy Berukhi nāhi āchi..” 

 

āpny is deewāny sāy Berukhi nāhi āchi..

Ghāir sāry loogon ki dosti nāhi āchi..

Tum meri āānkhoon mien khuwāāb bān k thery hoo..

Khuwāb ki hāqeeqāt sāy dushmāni nāhi āchi..

Hum tumhāri chāhāt mien din rāāt tārāpty rehty hien..

Youn kisi k jāzbāāt sāy dil lāgi nāhi āchi…

āgār kisi sāy ulfāt kā kāroobār ho jāy..

Zeesāt tāk nibhā tu āārzi nāhi āchi..

Chānd tere kirnoo sāy choor choor ho jāy..

Soogwār rātoon mien chāndni nāhi āchi……..

 

 

 

 


 

 

 

“wo muj sāy besābāb uljhā nāhe thā,”

wo muj sāy besābāb uljhā nāhe thā,
wo pāhlāy tou kābi āisā nāhe thā,
bohāt āālā thā us kā zārf lāken,
wo meri zāāt ko sāmjā nāhe thā,
wo wo jis Berukhi sāy chāl diyā thā,
mān itnā b geā guzrā nāhe thā,
usāy māin kiun burā thehrāon yāro,
wo āchā thā fāqāt merā nāhe thā……

 

 

 


 

 

 

 

“āpki Berukhi ko v rutbā diyā”

āpki Berukhi ko v rutbā diyā
hmne,
Dosti kā hr fārz ādā kiyā hmne,
Māt sochiye k bhul gāe āpko,
Q k āj fir āpse pehle āpko yād
kiyā hmne!!

 

 


 

 

 

 

Muddāt se jin ki āās thi, Woh milāy b tou kuch youn milāy,

Hum Nāzār uthā kār tārrāp uthāy, Woh nāzār jhukā kār guzār gāye…

 

 

 

 


 

 

 

 

 

Kāsh māin keh sākoon kābhi tm se
Dil ki hār bāt ānkāhi tm se………. …
Kāsh māin keh sākoon kābhi ye bhi
bāri mushkil hāi dil lāgi tm se
Kāsh ke māin keh sākoon ke tm kyā ho
Hāi mere dil māin chāndni tm se
Kāsh māin keh sākoon kābhi ke mujhe
Bāāt kārni hāi zāroori tm se
Kāsh ke ye bhi kābhi pooch sākoon
kāise hoti hāi Berukhi tm se
Kāsh wo wāqt bhi ājāye ke ho
meri duniyā māin roshni tm se
Kāsh ye rāz keh sākoon māin kābhi
Hāi āhseen meri shāiri tm se
Kāsh lāfzon māin kābhi keh pāoon
Mil ke hoti hāi jo khushi tm se
Kāsh ye umr yoon guzār jāye
meri yādāin rāhāin sāji tm se.

 

 


 

 

 

Is se pāhly k teri
chāshm-e-kārām māāzārāt ki nigāāh bān jāy..
Pyāār Dhāl jāy mere āshkoon mein āārāzoo ek āāh bān jāy..
Mujh pe āā jāy ishq kā ilzāām āur tu begunāāh bān jāy..
Mien terā shāhār chhoor jāoon gā…

 

 


 

 

 

 

Is se pāhly k sādāgi teri lāb-e-Khāāmosh ko gilā keh dāy..
Teri mājāboriyāān nā dekh sāke āur dil tujh ko bewāfā keh dāy..
Jāny mein beKhudi mein kyā poochoon,
jāny tu Berukhi sāy kyā keh dāy
mien terā shāhār chhoor jāoon gā…

 


 

 

 

 

 

Is sāy pāhly k tere hontoon sāy Ghāir honoon k jāām Tākrāien
is se pāhāle ke zulf k bāādāl ājānābi bāzuoon pe lehrāyein
āur teri bebāsi k nāzāry meri āānkhoon pe āāg bārāsāyein..
Mein terā shāhār chhoor jāoon gā..

 

 


 

 

Zākhm dil kā kise dikhyen hum
Dosti kiski āāzmāyen hum
Zābt kāRNe ki dāl lāin āādāt
Ghār ki deewār kyā uthāyen hum
Māslāhāt kā yāhi tākāzā hāi
Jo wo kāhte hāin māān jāāyen hum
Berukhi humse ho nāhi sāktee
Bhool jāyen teri khātāyen hum
lāb pe rākh kār hānsi dikhāwe ki
Dārd-e-dil kāb tālāk chupāyen hum
Tod dete hāin ghār ke log ise
Khwāb pālkon pe kyā sājāyen hum.

 

 

 

 


 

 

 

Meri deewāngi ko dekh ke muskurāāte hāi kyu
Mein jitnā pāās jāu utnā door jāte hāi kyu
Kuch toh wājāh zāroor hogi unki Berukhi ki
Mujhe āise hār pāl sātāāte hāi kyu

 

 

 


 

 

Every second āllāh remembers you,
Every minute āllāh Bless You,
Every hour āllāh cāres for you becāuse…
Every dāy I prāy āllāh to tāke cāre Of You.

 

 


 

 

 

Tum bin zindāgi suni si lāgti hāi,
Hār pāl ādhuri si lāgti hāi…
āb to in sāānson ko āpni sāānson se jodde,
Wārnā zindāgi kuch pāl ki mehmāān lāgti hāi…

 

 


 

 

Khudā ne kāāsh mohābbāt bānāāyi nā hoti
Toh āāj iss tārāh hāmāre pyār ki rusvāāyi nā hoti
Kāāsh unke dil mein zārā si wāfā hoti
Toh iss tārāh mere sāāth bewāfāāyi nā hoti

 

 


 

 

Terā dārd thā, teri yāād thi,
Māin jāhān rāhā, māin jidher gāyā,
Merā din tu yunhi guzār gāyā,
Junhi shām hoi māin bikhār gāyā,
Is ābār kā mere yāār sāy
bārā miltā jultā mizāj hāi,
Kābhi tot k bārās gāyā,
Kābhi Berukhi sāy guzār gāyā,
Jāb māin chhor dongā wo gāli,
Usāy yāād āāy gi tub meri,
Dhondhāy gā wo gāli gāli,
Usāy milāy gi khāber K māin mār gāyā,
ābi tāng hāi wo merāy nāām sāy,
Mere bāād wo āye gā, dosto.
Tumhe ko rook k pochāy gā wo,
Wo kāhān pe hā?
Wo kidher gāyā?
Usāy milāy gi khāber k māi mār gyā…..

 

 

 


 

 

 

tumhi ko dekhte rehnā,
tumhi ko chāhte rehnā,
tumhi ko sochte rehnā,
tumhi ko sunte rehnā,
buhāt gehre khāyālon māin,
jāwābon māin,
sāwālon māin,
muhābāt ke hāwālon māin,
tumārā nāām ā jānā mujhe āchā sā lāgtā hāi,
tumhāre sāng sāng chālnā,
wāfā ki āāg māin jālnā,
tumhein nārāz kār denā,
kābhi khud bhi rooth jānā,
tumhāri Berukhi pe bhi tumhāri ārzu kārnā,.
khud āpne dil ki dhārkān se tumhāri guftāgo kārnā
mujhe āchā sā lāgtā hāi. ………

 

 

 


 

 

 

 

Bārson k bāād Dekāh ek Shākhs Dil-Rubā sā,
āb Zehn māi nāhi hāi per Nāām thā Bhālā sā

Ubroo khinche khinche se, āānkhein Jhuki Jhuki si,
Bāātein ruki ruki si, Lehjā thākā thākā sā

ālfāāz they k, Jugnoo āwāāz k sāfār māi,
Bān jāye Jāngālon māi jis tārāh Rāstā sā

Khuwābon miā Khuwāb us k, Yāādon māi Yāād uski,
Neendon māi ghull gāyā ho, jese k Rāt-jāgā sā

Pehley b Log āāye kitne hi Zindāgi māi,
Wo her tārāh se lekin āuron se thā Judā sā

āgli Mohābbāton ne wo Nā-Murāādiyān di,
Tāzā Rāfāqāton se Dil thā Dārā Dārā sā

Tewār The Berukhi Ke āndāāz Dosti Kā
Wo ājnābi Thā Lekin Lāgtā Thā āāshnā Sā

 

 

 


 

 

suno khudh se mughāy tum judā nā kāro
meri mohābbāt ko tum youn ruswā nā kāro

ye sāb khel hāin tāqdeer ke Milān āur judāi
per tum to āpni zindāgi se mughāy judā nā kāro

mānā bohāt khudh gārz hun āur khush fāhām bhi māin
per tum bhi mere sitām ko youn sāhā nā kāro

sāzā do mughāy tum meri Berukhi ki zāroor
māgār āise mugh se āpne mun ko tum morā nā kāro

jāntā huun tānhā hāi sābhi ki sādā se ye zindāgi
āise khāmosh rehker use āur tānhā nā kāro

 

 

 

 


 

mein nhin khud ke liye hoon mein zāmāney ke liye
khud ko zākhām de de kār āuroon ko hāsāney ke liye

hum ne kyā kyā nā kiyā tere chāley jāney ke bāād
tujeh hi yāād kiyā tujh ko bhulāney ke liye

ye khizā ye āndhere ye virāney sā sāfār
hum toh nikley the kāhin āur hi jāney ke liye

āyinā dekh ke herāān sā ho jātā hoon
khud ko hi bhool gāyā āpp ko pāney ke liye

yun rāqeeboon se hāns hāns ke kyun miltey ho
teri Berukhi hi bāhot hti dil ko jālāney ke liye

ye jo chālāktā hāi ānkhoon se ise pāni nā kāho
ye toh moti hāi mere pyā rko sājāney ke liye!!

 

 

 


 

 

 

Kyā sārokāār āb kisi se mujhe
Wāāstā thā to thā tujhi se mujhe

Behisi kā bhi āb nāhin ehsāās
Kyā huā teri Berukhi se mujhe

Māut ki āārzoo bhi kār dekhun
Kyā ummeedein thi zindāgi se mujhe

Terā ghām bhi nā ho to kyā jeenā
Kuch tāsālli hāi dārd hi se mujhe

Kār gāye kis qādār tābāāh Ziā”
Dushmān āndāāz e dosti se mujhe.

 

 


 

 

 

bātātā hāi mujhe āiynā kesey Berukhi se
ke mein mehroom hotā jā rāhā hoon roshni se

kisey ilzāām doon mein rāigāān honey kā āpney
ke sārey fesley mein ne kiye khud hi khushi se

hār ik lāmhā rehti hāi tāzā āik shikāiyāt


kābi tujh se kābi khud se kābi iss zindāgi se

mujhe āb tāk bāhot khāwāish thi khud se guftāgu ki
mein chuptā phir rāhā hoon ājj āpney āpp hi se

jo chāhe wo sitām mujh pār rāwā rākhey ye duniyā
mujhe yun be tāwāqo āb nhin kuch be kissi se!!!

 

 


 

 

Kābhi Yāād āāye Tou Pooch
Zārā āpni Khilwāt-e-Shāām Se
Kisey Ishq Thā Teri Zāāt Se
Kisey Pyār Thā Tere Nāām Se

Zārā Yāād Ker Wo Kon Thā ?
Jo Kābhi Tujhe Bhi āzeez Thā
Wo Jo Jee Uthā Thā Tere Nāām Se
Wo Jo Mār Mitā Tere Nāām Pe

Humāin Berukhi Kā Nāhi Gilā
K Yāhi Wāfāo”n Kā Hāi Silā
Māgār āisā Jurm Thā Konsā
gāye Hum Duā-o-Sālām Se

Nā Kābhi Visāl Ki Chāh Ki
Nā Kābhi Firāāq Māin āāh Ki
K Merā Tāreeqā-e-Bāndāgi
Hāi Judā Tāreqā-e-āām Se

 

 

 

 


 

 

dil ke dāryāā mein utār ke dekho
tum mohābbāt mujh se kār ke dekho

phir tumhein meri tālāb ho shāāyād
tum kābhi mujh se bichāR ke dekho

ishq kā sāāghār bohāt hāi gehrāā
Doob kār khud bhi ubhār ke dekho

dunyā phir lāgne lāgegi dilkāsh
isko tum meri nāzār se dekho

pyāār kehte hāin kise,zārāā tum
meri bāāhon mein bikhār ke dekho

merā ghām mehsoos kārnā ho to
meri rāāhon se guzār ke dekho

kyā āsār hotā hāi Berukhii kā?
meri chāāhāt se mukār ke dekho

jo mohābbāt ne hāi dekhā,tum bhii
uski āānkhon meiN sānwār ke dekho

 

 

 


 

 

 

woh mujhsāy besābāb uljhā nāhi thā,
woh pehlāy tu kābhi āsā nāhi thā,

buhāt ālā thā uskā zārf lāykin,
woh meri zāāt ko sāmjhā nāhi thā,

woh jāisāy Berukhi sāy chāl dyā thā,
māin itnā bhi gāyā guzrā nāhi thā,

usāy māin kyun burā therāoon yāroo?
woh āchā thā….fāqāt merā nāhi thāā!

 


 

 

 

Kisi sāy besābāb uljhā nāhi thā
Who pehlāy tu kābhi āisā nāhi thā
Who phir bhi yād rehnā chāhtā thā
āgārchāy mein usāy bhoolā nāhi thā
Bohāt āālā thā uskā zārf lekin who meri zāt ko sāmjhā nāhi thā
Who jāisāy Berukhi sāy chāl pārā thā
Mein itnā bhi gāyā guzrā nāhi thā
Usāy mein kyou burā thehrāon yāroo
Who āchā thā fāqt merā nāhi thā

 

 


 

 

 

 

Kābi yāād āye to poochnā zrā āpni khālwāt-e- shāām se,

Kisy ishq thā teri

zāāt se?

kisy pyār thā tere

nāām se?

Zārā yāād kār, k wo kon thā?

Jo kābi tujy bhi āzeez thā,

Wo jo jee uthā tery nāām se,

Wo jo mārr mitā tere nāām pāy,

Hāmen berukhi kā nhi gilā,

k yhi wāfāon kā hā

silā,

Mgār āisā jurm thā

konsā?

Gāye hum

duā-o-sālām se,

Nā kbi visāāl ki chāāh ki,

nā kbi firāāq me

āāh ki,

K merā

tāreekā-e-bāndāgi,

hā judā

tāreekā-e-āām se

 

 

 


 

 

nānsoob thāy jo log meri zindāgi kāy sāāth….
āksār milāy mujhāy bāri berukhi kāy sāāth……
chehrā bādāl bādāl kāy mil rāhāy hāin log ..
intnā burā sālook meri sāādgi kāy sāāth……

 

 


 

 

 

KāNWāRā GHāZāL

āy Sārd Sārd Rāāt Mujhe “Bivi” Chāhiye

KāRNI Hy Dil Ki Bāāt Mujhe “Bivi” Chāhiye

Uljhi Hui Firāq Ki Rāāton K Dārmeyān

Tānhā Hy Meri Zāt Mujhe “Bivi” Chāhiye

Bāchpān Ki Zid Nāhi Jāwāni Ki Bāt Hy

āy Merey lovly Māān bāāp Mujhe “Bivi”Chāhiye

Chehry Sy berukhi Kā Nāqāb Utār Do

āb Māān Jāo Bāt Mujhe “Bivi” Chāhiye

Dekhi Hy Māin Ne Dulhān Mujhe brāāt Chāhiye

kr di he ākhri bāāt Mujhe “Bivi” Chāhye

Dedicāted to āll kānwārā pārty.