Danish ejaz poetry / in Urdu & Hindi gets from here. We have lots of unique collections of danish ejaz ghazals Hindi text. ijaz Shayari in Hindi available. Read and copy Ghazal on danish ijaz quotes in Urdu message Urdu, SMS /Status in Hindi and English with images and share on social media and What’s App friends.
Danish ejaz ghazal in Urdu status download in Urdu text for girlfriend/boyfriend in Hindi SMS and poetry quotes and status uploaded on Facebook and Instagram. Find Here the latest collection of Urdu and Hindi poets. Our team daily upload all type of Shayari in this site. You can find your favorite shayari on this blog and share it with your loved ones. We hope you liked our collection. If you liked Danish ejaz shayari in English 2 line Collection, please let us know by commenting below. Android Danish ejaz poetry in Urdu for laptop and mobile. Urdu poetry website and all unique sher available here.

dil ko jis chiiz ki hāsrāt hāi hāmin jānte hāin
vo koi chānd si surāt hāi hāmin jānte hāin
hāmen kis shāḳhs ki āādāt hāi tumhi jānte ho
tumhen kis shāḳhs ki āādāt hāi hāmin jānte hāin
terā hānsnā to qāyāmāt hāi hāmen hāi mā.ālum
terā ronā bhi musibāt hāi hāmin jānte hāin
yuun to dā.āvā hāi mohābbāt kā tumhen hām se māgār
tumhen jis jis se mohābbāt hāi hāmin jānte hāin
yuun to āsān sā rāstā hāi tumhāre ghār kā
tere milne men jo mehnāt hāi hāmin jānte hāin
ghām-e-dāurān se to begānā hue hāin ‘dānish’
tere ghām ki jo ināyāt hāi hāmin jānte hāin
ziist tujh bin guzār dungā māin
ḳhvāhishon ko bhi māār dungā māin
yuun bhi ye zindāgi to fāāni hāi
terā sādqā utāār dungā māin
jāntā huun suni nā jā.egi
pār sādā bāār bāār dungā māin
teri rusvā.i kā nā Dār ho āgār
sār-e-māhshār pukār dungā māin
sāāri duniyā ki ne.āmāten ‘dānish’
tiri muskān pe vāār dungā māin

mujrim huun āgār mujh ko sāzā kyon nāhin dete
āpnā huun to phir mujh ko sādā kyon nāhin dete
kuchh āur nāhin shikvā shikāyāt hi kāro tum
is bujhti mohābbāt ko hāvā kyon nāhin dete
tum lāuT bhi jāāo to āsār der tālāk ho
mālte hue ye hāāth dābā kyon nāhin dete
phir dekh ke sāhāb ji usi ḳhāās nāzār se
ummid ke ghunchon ko khilā kyon nāhin dete
ik bāāt hi kāhni hāi māgār log bāhut hāin
kuchh vāqt mujhe in ke sivā kyon nāhin dete