Darbar Shayari / Poetry Urdu | Darbar Quotes Hindi SMS -Status |

ganj bakhsh faiz e alam poetry in urdu text
ganj bakhsh faiz e alam poetry in urdu text

 Clicks on ADS 👇👇

.

 Clicks on ADS 👇👇

 Clicks on ADS 👇👇

.

 Clicks on ADS 👇👇

.
.

Darbar shayari / Poetry in Urdu & Hindi gets from here. We have available unique collections of darbar poetry in Urdu 2 lines Quotes Hindi text. Data darbar quotes available. Read and copy darbar sms in English message, SMS /Status and with images/ pics and share on social media and What’s App friends.

Darbar poetry in Urdu text SMS and status / quotes uploaded on Facebook and Instagram. Find Here the new collection of Urdu and Hindi poets. Our team daily upload all type of Shayari in this site. You can find your favorite poetry on this blog and share it with your loved ones. We hope you liked our collection. If you liked darbar shayari gujarati 2 lines English, please let us know by commenting below. Android Darbar Quotes in Urdu download for laptop and mobile. Urdu poetry website and all unique sher available here.

 

 

darbar shayari in hindi
darbar shayari in hindi

 

वह मिले भी तोह फ़क़त खुदा के दरबार में .
अब तुम ही बताओ इबादत करते या मोहब्बत .

وہ ملے بھی تو فقط خدا کے دربار میں.
اب تم ہی بتاؤ عبادت کرتے یا محبت.

 


 

 

Shāyād Khudā Ke Darbar Mein Bh

Shāyād Khudā Ke Darbar Mein Bhi

Beimāāni Chālti Hogi,

Isi Liye Toh Hāmāri Kismāt Ko

āisā Bānāyā Hogā,

Jāb Diye Honge āuron Ko

Khusiyon Ke Khājāāne,

Ghāmon Ko ākele Mere Ghār Kā

Rāāstā Dikhāyā Hogā.

 

 


 

 

 

Darbar-e-Yāzeed me Yāzeed ne kāhā mujh me āur MOLā HUSSāIN ā.s me koi fārq nāhi

to Mākhdoomā-e-Syedā ZāINāB Bint-e-āli s.ā. ne fārmāyā:

ISMāT se bānā he mere SHāBEER ā.s. kā PEKāR

Tu NāāR he, wo NOOR ki tānveer kā pekār

TāKHREEB terā āzm, wo TāMEER kā pekār

Tu RIJIS sārāpā he, wo TāT’HEER kā pekār

Tu JISMOO kā hākim, wo ZEHNO kā WāLI hy

Tu MUāWIYā ZāDā hy !

Or Wo HUSSāIN IBN āLI ā.s hy.

(Yā āLI MāDāD)

 

 


 

 

data darbar poetry in urdu sms
data darbar poetry in urdu sms

 

āāQā(sālāllāhu ālyhe wāsālim) k Darbar me jo log sādā dete hāin Hr musibāt se

wo door rāhā kārte hāin Mere āāQā(sālāllāhu ālyhe wāsālim)ko mādināy tāk nā mehdud kāro Wo(sālāllāhu ālyhe wāsālim) to āshiqon k dilo me rāhā kārte hāin…

 


 

 

 

Pāttā Pāttā Gul-o-Gulzār Gāwāhi Deingāy,

Meri Gāliyān Mere Bāzār Gwāhi Deingāy,

Kitnāy Tārpāy Hāin Uski Muhābbāt Mein Hum,

Mere Ghār K Dār-o-Diwār Gwāhi Deingāy,

Mere jāzbon Meri Sochon Pe Musslāt hāi Woh,

Meri Nāzmein Mere āshār Gwāhi Deingāy,

Duniyān Mein Sirf Us Se Muhābbāt Ki Hāi,

Is Pe So Bār Mere Yāār Gwāhi Deingāy,

Usāy Pānāy Ki Jāhān Māine Duā’ein Māngi,

Woh Māsjidein Woh Darbar Gwāhi Deingāy……!

 

 


 

 

 

Is kārām kā kāru shukār kāise ādā,

Jo kārām mujh pe mere NāBI kārdiyā.

Māin sājātā thā SāRKāR ki mehfilein,

RUB ne her ghām se mujh ko Bārri kādiyā.

āur ZIKāR-E-SāRKāR ki hāin bāri bārkātein,

Mil gāen āzmātein, Rāhtein, Rifātein.

Māin Gunāhgāār thā Be-āmmāl thā māgār,

MUSTāFā ne mujhe jānāti kārdiyā.

āur jo b āyā hāi Mehfil mein SāRKāR ki,

Hāzri Mil gāi usko Drbār ki.

Koi SāDEEQ, FāROOQ, USMāN huā,

āur kisi ko NāBI ne āLI kārdiyā.

Koi b Māyus lotā nā Darbar se,

Jo b māngā millā meri SāRKāR se.

(Ã.�¯`vÃ.�´Ã.�¯)

 

 


 

 

 

800 kmro kā Mehāl ho.

Motiyon se sājā ho Darbar.

Incom ho ārbon māin Or 200 mercedes cār.

Sb mil sktā he sāpno mein.

Islye jāgnā he bekār.

Sojā Mere yār

Good Night

 

 


 

 

 

ye gāne bājāne wāle gāne bās kāro,

āllāh ke wāste bās kāro,

āllāh ke wāste bās kāro,

hāme māt bārābād kāro,

hāme māt bārābād kāro,

ye sāmjoāo jā kār,

me jāsle jālooso ke hāq me nāhi hon,

āpne khilāp jālsā kāro,

āpne khilāp jāloos kāro,

ye jālse jālooso se āllāh pāisle nāhi bādāltā,

āllāh tobe se fāisle bādāltā he,

āllāh uske Darbar me rone done se fāisle bādāltā he,

tobā hām kāre nāhi, sāre pākistān me jāloos nekāl jāye to āsi se kiā hogā,

tobā kāro tobā,

āllāh ke wāste,

dokān dār joāt se bāz āye,

nāp tool ke kāmi se bāz āye,

dāri mundāne se tobā kāre,

ye pātlono ko āāg lāgādo,

ātni to nāprāt kā āizhār kāro,

ke āe āllāh, hum ārāhe he teri tārāp hāme āpnā b******e,

hum teri Nābi(S.ā.W) ke ghulāmi me me
ā chāhte he.

(Māulānā Tāriq Jāmeel Sāhib)

 

darbar shayari photo

 


 

 

āssālām-o-ālāikum wā rehmātullāh

Bhāio jo log Qurān nāhi sāmājhte āllāh ke fārmān ke mutābiq un ke dilon pār tāāle lāge hue hāin āāj bādqismāti se musālāmāno ne Qurān ki tāālimāt ko chhor diā hāi jis ki wājā se wo ******o ke ghulām bānte jā rāhe hāin or āj jo log Qurān pārhte wo mehāz sāwāb ki niyāt se pārhte hāin āksāriāt sirf qurān ko ko āik bojh ki tārāh ke jāldi utār jāi is tārāh pārhte bohāt kām log hāin māgār hāin zāroor jo Qurān ko pārhte bhi hāin or sāmājhte bhi hāin or āmāl bhi kārte hāin āj log peeron fāqeeron ke chākron me pār gāye hāin thori si bhi mushkil āāj jāye Darbaron pār jāte hāin nāzrro niāz dete hāin gher āllāh ke nāām pār log qurān ko pārho or sāmjho or doosron ko bhi is ki tālqeen kāro āllāh hāmein āmāl ki tou=feeq ātā fārmāye āāmeen

 


 

 

ganj bakhsh faiz e alam poetry in urdu text
ganj bakhsh faiz e alam poetry in urdu text

Roti Hui Darbar Se Lot āāyi Fātimā (S.ā)

Jānāy Kyā Kyā Wohān Pe Dekh āāyi Fātimā (S.ā)

Is Bāāt Kā Nāhi Ghām Jāgeer Chheen Li

Ronā Toā Yeh Hāi Tum Ne Jhutlāyi Fātimā (S.ā)

Khud Hi Bātā Musālmān Terāy Sitām K Bāād

Duniyā Mein Kitnāy Din Thi Jee Pāyi Fātimā (S.ā)

Ro Ro Kār Keh Rāhi Hāi Qābār e Rāsool (S.ā.W.W) Per

Terāy Bāād Hār Doosrāy Ne Hāi Sātāyi Fātimā (S.ā)

 


 

 

 

m Ki Ho Gāyi Yeh Intihā Rāsool (S.ā.W.W) K Bāād

Chāli Hāi Māngnāy Ko Hāq Fātimā (S.ā) Rāsool (S.ā.W.W) K Bāād

Rāsool Zādi (S.ā) Khāri Kyun Rāhi Sār e Darbar

Yeh Kon Tākht Pe Bāithā Hāi Rāsool (S.ā) K Bāād

Woh Jā K Shehār Se Bāhir Pidār Ko Roti Rāhi

Kisi Ne Ghār Mein Nā Ronāy Diyā Rāsool (S.ā.W.W) K Bāād

Koi Bātāye Humein Kyun Bātool (S.ā) K Ghār Se

Hāmeshā āāyi Ronāy Ki Sādā Rāsool (S.ā.W.W) K Bāād

Shikāstā Ho Gāyā Kāisāy Bātool (S.ā) Kā Pehlu

Bātāo Jurm Yeh Kis Ne Kiyā Rāsool (S.ā.W.W) K Bāād

Shāheed Ho Gāyā Is Zārb Se Mohsin (ā.S)

Dār e Bātool (S.ā) Girāyā Gāyā Rāsool (S.ā.W.W) K Bāād

Zāfār Nābi (S.ā.W.W) K Ghārānāy Pe Dhā K Sitām

Sājāye Jānāy Lāgi Kārbālā Rāsool (S.ā.W.W) K Bāād

 


Be the first to comment

Leave a Reply

Your email address will not be published.


*