Javed Akhtar Poetry and Shayari in Urdu & Hindi available. We have lots of collection Javed Akhtar Poetry on love and life. Waqt Urdu Poetry copy and paste with friends and lover. javed akhtar poems Romantic & Sad Poetry for whats app and Facebook status. 2 line and 4 line Shayari of javed download with images poetry.
Javed Akhtar Sms Poetry quotes and status uplode on social media.Find Here latest collection of Urdu poet. our team daily update all type of poet shayari in this site. You can find your favorite Javed Akhtar poetry on this site and share it with your loved ones.We hope you enjoyed our collection. If you liked Akhtar Shayari Collection, please let us know by commenting below.
Javed Akhtar Poetry In Urdu

غیروں کو کب فرست ہے دکھ دینے کی
جب ہوتا ہے کوئی ہمدم ہوتا ہے
ghairòn kò kab fùrsat hai dùkh dene ki
jab hòta hai kòi hamdam hòta hai
جدھر جاتے ہیں سب جانا ادھر اچھا نہیں لگتا
مجھے پامال رستوں کا سفر اچھا نہیں لگتا
Jidar Jaaty hai Sab JAna Udar Axha NAi Lagta
Mgy Pamal Raston KA SAfar Axha Nai LAgta
Javed Akhtar Poetry In Urdu
بہانہ ڈھونڈتے رہتے ہیں کوئی رونے کا
ہمیں یہ شوق ہے کیا آستیں بھگونے کا
Bahana Dondty Rahty Hai Koi Rony Ka
Humy Yeh Shoq Hai Kya Asteen Bhogny Ka
Javed Akhtar Poetry In Urdu

کھلا ہے در پہ ترا انتظار جاتا رہا
خلوص تو ہے مگر اعتبار جاتا رہا
Khula Hai Dar Py Tara Intzar Jata Raha
Khlus To HAi MAgar Aytbar Jata RAha
میں پا سکا نہ کبھی اس خلش سے چھٹکارا
وہ مجھ سے جیت بھی سکتا تھا جانے کیوں ہارا
MAi PA SAka NA KAbhi Isi Khalxh Sy Chutkara
Wo mUg Sy Jeet B Sakta ThaJany Q HAra
وہ زمانہ گزر گیا کب کا
تھا جو دیوانہ مر گیا کب کا
Wo Zamana Guzar GYa KAb KA
Tha Jo Diwana Mar Gya KAb KA
Javed Akhtar Poetry In Urdu
یاد اسے بھی ایک ادھورا افسانہ تو ہوگا
کل رستے میں اس نے ہم کو پہچانا تو ہوگا
YAd isy B Ek Adhora Afsana To Ho GA
Kal RAsty MAi Is Ny Hum KO Pachana To Ho GA
آج میں نے اپنا پھر سودا کیا
اور پھر میں دور سے دیکھا کیا
Aj MAi Ny Apna Phr Soda Kia
Or MAi Phr Dur Sy Dakha Kya
آپ سے مل کے ہم کچھ بدل سے گئے، شعر پڑھنے لگے گنگنانے لگے
پہلے مشہور تھی اپنی سنجیدگی، اب تو جب دیکھئے مسکرانے لگے
Ap Sy Mil ky Hum Khuch Badal SY Gy Sher PArny Lagy Gunganany Lagy
Phaly Mashor Thi APni Sanjdegi Ab To Jab Dakhy Muskarany Lagy
زندگی کی آندھی میں ذہن کا شجر تنہا
تم سے کچھ سہارا تھا آج ہوں مگر تنہا
Zindgi Ki Andhi MAi Zeen KA Shajar Tanha
Tum Sy Khuch Sahara Tha Aj Hon MAgar Tanha
کبھی کبھی میں یہ سوچتا ہوں کہ مجھ کو تیری تلاش کیوں ہے
کہ جب ہیں سارے ہی تار ٹوٹے تو ساز میں ارتعاش کیوں ہے
KAbhi KAbhi MAi Yeh SOchta Hn Ky Mug Ko TAri TAlash Q HAi
Ky JAb HAi Sary He TAar Tooty To Saaz Mai artalash Q HAi
Javed Akhtar Poetry In Urdu
Javed Akhtar poetry in English
javed akhtar shayari 2 lines in hindi get from here. javed akhtar quotes on life in English with images free downloaded. if you want more poet shayari go down and favorite

ghalat baatòn kò KHamòshi se sùnna hami bhar lena
bahùt hain faede is mein magar achchha nahin lagta
har taraf shòr ùsi nam ka hai dùniya mein
kòi ùs kò jò pùkare tò pùkare kaise
hai pash pash magar phir bhi mùskùraata hai
wò chehra jaise hò TùTe hùe khilaùne ka
in charaghòn mein tel hi kam tha
kyùn gila phir hamein hawa se rahe
Javed Akhtar Poetry In Urdu

is shahr mein jine ke andaz nirale hain
hònTòn pe latife hain aawaz mein chhaale hain
kabhi hùm kò yaqin tha zòam tha dùniya hamari jò mùKHalif hò tò hò jae magar tùm mehrban hò
hamein ye baat waise yaad tò ab kya hai lekin han ise yaksar bhùlane mein abhi kùchh din lagenge
jidhar jate hain sab jaana ùdhar achchha nahin lagta
mùjhe pamal rastòn ka safar achchha nahin lagta
KHùn se sinchi hai main ne jò zamin mar mar ke
wò zamin ek sitam-gar ne kaha ùs ki hai
kabhi jò KHwab tha wò pa liya hai
magar jò khò gai wò chiz kya thi
Javed Akhtar Poetry In Urdu

kòi shikwa na gham na kòi yaad
baiThe baiThe bas aankh bhar aai
main bachpan mein khilaùne tòDta tha
mere anjam ki wò ibtida thi
mùjhe dùshman se bhi KHùddari ki ùmmid rahti hai
kisi ka bhi hò sar qadmòn mein sar achchha nahin lagta
main qatl tò hò gaya tùmhaari gali mein lekin
mere lahù se tùmhaari diwar gal rahi hai
mùjhe mayùs bhi karti nahin hai
yahi aadat teri achchhi nahin hai
neki ek din kaam aati hai hùm kò kya samjhate hò
hùm ne be-bas marte dekhe kaise pyare pyare lòg
sab ka KHùshi se fasla ek qadam hai
har ghar mein bas ek hi kamra kam hai
Javed Akhtar Poetry In Urdu

phir KHamòshi ne saz chheDa hai
phir KHayalat ne li angDai
thin saji hasraten dùkanòn par
zindagi ke ajib mele the
ùnchi imaratòn se makan mera ghir gaya
kùchh lòg mere hisse ka sùraj bhi kha gae
ùs ki aaankhòn mein bhi kajal phail raha hai
main bhi mùD ke jate jate dekh raha hùn
ùs ke bandòn kò dekh kar kahiye
hùm kò ùmmid kya KHùda se rahe
yaad ùse bhi ek adhùra afsana tò hòga
kal raste mein ùs ne hùm kò pahchana tò hòga
yahi haalat ibtida se rahe
lòg hùm se KHafa KHafa se rahe
Javed Akhtar Poetry In Urdu

katthai aankhòn wali ek laDki
ek hi baat par bigaDti hai
tùm mùjhe kyùn nahin mile pahle
ròz ye kah ke mùjh se laDti hai
hùm bhi kafi tez the pahle
wò bhi thi ayyar bahùt
pahle dònòn khel rahe the
lekin ab hai pyar bahùt
dùkh ke jangal mein phirte hain kab se mare mare lòg
jò hòta hai sah lete hain kaise hain bechaare lòg
dhùan jò kùchh gharòn se ùTh raha hai
na pùre shahar par chhae tò kahna
agar palak pe hai mòti tò ye nahin kafi
hùnar bhi chahiye alfaz mein piròne ka
aql ye kahti dùniya milti hai bazar mein
dil magar ye kahta hai kùchh aùr behtar dekhiye
aagahi se mili hai tanhai
aa meri jaan mùjh kò dhòka de
Javed Akhtar Poetry on love & Life

Jab jab dard ka baadal Chaya, Jab gham ka saaya lèhraya
Jab aansoo palkon tak aaya, Jab yèh tanha dil ghabraya
Humnè dil ko yèh samjhaya, Dil aakhir tu kyun rota hai,
Duniya mèin yun hi hota hai.
Yèh jo gèhra sannatè hain, Waqt nè sabko hi baantè hain
Thoda ghum hai sabka kissa, Thodi dhoop hai sabka hissa
Aankh tèri bèkaar hi nam hai, Har pal èk naya mausam hai
Kyun tu aisè pal khota hai, Dil aakhir tu kyun rota hai.
Ab agar aao toh janè kè liyè mat aana,
Sirf èhsaan jataanè kè liyè mat aana
Mainè palakon pè tamannayèin saja rakhi hain,
Dil mèin ummèèd ki sau shammèin jala rakhi hain
Yè hasèèn shammèin bujhanè kè liyè mat aana.
Jaatè jaatè woh mujhè, achchi nishani dè gaya,
Umra bhar dauharaunga, aisi kahani dè gaya
Uss sè main kuchh pa saku, aisi kahan ummèèd thi,
Gham bhi woh shayad, bara –aè- mèharbani dè gaya
Khair ,main pyasa raha, par usnè itna toh kiya
Mèri palkon ki kataaron ko woh pani dè gaya
Javed Akhtar Poetry In Urdu

Kabhi yun bhi toh ho
Dariya ka sahil ho, poorè chaand ki raat ho
Aur tum aao
Kabhi yun bhi toh ho
Tanhai ho, dil ho, boondèin ho, barsaat ho
Aur tum aao
Aaj mainè apna fir sauda kiya
Aur fir main door sè dèkha kiya
Zindagi bhar mèrè kaam aayè asool,
èk èk karkè main unhè bècha kiya.
Kyon darèin zindagi mèin kya hoga,
Kuch na hoga toh tazurba hoga
Hansti aankhon mèin jhaank kar dèkho,
Koi aansun kahin chupa hoga.
Dilon mèin tum apni
Bètaabiyan lèkè chal rahè ho,
Toh zinda ho tum
Nazar mèin khwabon ki
Bijliyaan lèkè chal rahè ho ,
Toh zinda ho tum
Dard apnaata hai parayè kaun,
Kaun suntan hai,aur sunayè kaun
Kaun dauhrayè woh purani baat,
Gham abhi soya hai ,jagayè kaun
Aaj fir dil hai kuch udaas-udaas,
Dèkhiyè, aaj yaad aayè kaun
Yahi halaat ibtada sè rahè,
Log humsè khafa-khafa sè rahè
Bèwafa tum kabhi na thè lèkin ,
Yèh bhi sach hai ki bèwafa-sè raha
Javed Akhtar Shayari Waqt
yé waqt kya hai
yé kya hai aaKHir ki jo musalsal guzar raha hai
yé jab na guzra tha
tab kahan tha
kahin to hoga
guzar gaya hai
to ab kahan hai
kahin to hoga
kahan sé aaya kidhar gaya hai
yé kab sé kab tak ka silsila hai
yé waqt kya hai
yé waqiyé
hadsé
tasadum
har ék gham
aur har ék masarrat
har ék aziyyat
har ék lazzat
har ék tabassum
har ék aansu
har ék naghma
har ék KHushbu
wo zaKHm ka dard ho
ki wo lams ka ho jadu
KHud apni aawaz ho ki mahaul ki sadaén
yé zéhn méin banti aur bigaDti hui fazaén
wo fikr méin aaé zalzalé hon ki dil ki halchal
tamam éhsas
saré jazbé
yé jaisé patté hain
bahté pani ki sath par
jaisé tairté hain
abhi yahan hain
abhi wahan hain
aur ab hain ojhal
dikhai déta nahin hai lékin
yé kuchh to hai
jo ki bah raha hai
yé kaisa dariya hai
kin pahaDon sé aa raha hai
yé kis samundar ko ja raha hai
yé waqt kya hai
kabhi kabhi main yé sochta hun
ki chalti gaDi sé péD dékho
to aisa lagta hai
dusri samt ja rahé hain
magar haqiqat méin
péD apni jagah khaDé hain
to kya yé mumkin hai
sari sadiyan
qatar-andar-qatar apni jagah khaDi hon
yé waqt sakit ho
aur hum hi guzar rahé hon
is ék lamhé méin
saré lamhé
tamam sadiyan chhupi hui hon
na koi aainda
na guzishta
jo ho chuka hai
jo ho raha hai
jo honé wala hai
ho raha hai
main sochta hun
ki kya yé mumkin hai
sach yé ho
ki safar méin hum hain
guzarté hum hain
jisé samajhté hain hum
guzarta hai
wo thama hai
guzarta hai ya thama hua hai
ikai hai ya baTa hua hai
hai munjamid
ya pighal raha hai
kisé KHabar hai
kisé pata hai
yé waqt kya hai
yé kaénat-é-azim
lagta hai
apni azmat sé
aaj bhi mutmain nahin hai
ki lamha lamha
wasia-tar aur wasia-tar hoti ja rahi hai
yé apni banhén pasarti hai
yé kahkashaon ki ungliyon sé
naé KHalaon ko chhu rahi hai
agar yé sach hai
to har tasawwur ki had sé bahar
magar kahin par
yaqinan aisa koi KHala hai
ki jis ko
in kahkashaon ki ungliyon né
ab tak chhua nahin hai
KHala
jahan kuchh hua nahin hai
KHala
ki jis né kisi sé bhi kun suna nahin hai
jahan abhi tak KHuda nahin hai
wahan
koi waqt bhi na hoga
yé kaénat-é-azim
ék din
chhuégi
is an-chhué KHala ko
aur apné saré wajud sé
jab pukarégi
kun
to waqt ko bhi janam miléga
agar janam hai to maut bhi hai
main sochta hun
yé sach nahin hai
ki waqt ki koi ibtida hai na intiha hai
yé Dor lambi bahut hai
lékin
kahin to is Dor ka sira hai
abhi yé insan ulajh raha hai
ki waqt ké is qafas méin
paida hua
yahin wo pala-baDha hai
magar usé ilm ho gaya hai
ki waqt ké is qafas sé bahar bhi ék faza hai
to sochta hai
wo puchhta hai
yé waqt kya hai
Javed Akhter
[/su_box]
Javed Akhtar Biografy ;
That’s how my parents named it magic But the magic of this magic became so enduring that it became Javed Akhtar. He was born on January 17, 1945 and his father Janshar Akhtar himself was a very popular poet.Why was he named Jadu? There is a story behind it in childhood.There was a poem, moment by moment it would be a magic story and this poem was written by his father.When the word magic came into it, they thought of giving their son the same name, and as they started moving towards the battered school and college – everyone said the name magic seemed strange.Therefore, this name should be changed to Javed. Javed AkhtarSahib’s Study was started at Ali Guthra University. In his university days, Javed Akhtar Sahib had shown that he has a tremendous power to speak.He is determined to keep his word – and that is why he has won the Deputy Commission three times in a row.
Student leaders could not stay behind because of their speaking power.There were elections in the college and there were two parties and both the parties wanted Javed Akhtar to campaign for them and Javed Sahib was fond of speaking so he campaigned for these two parties. Javed Sahib always wears a bracelet on his wrist.This bracelet was given to him by a friend of his. He was a very close friend of his – and it was his biggest acquaintance since his college days.Just when that friend was going abroad, Javed Akhtar Sahib wore that braslet on his wrist as a gift.And he said, “This piece will not be separated from me until I die.”Javed Akhtar Sahib was taken care of by his elders – because he was very young when his motherr passed away. His father could not give Javed much time due to his expenses. Arriving in Mumbai in the desert in 1960, he was in dire financial straits and wanted to become an assistant director.His period of poverty lasted a little longer and he loved to read books.He became acquainted with a second-hand bookseller outside Andheri Station in Mumbai – and often took the books to Kamal Studios when the shop was closed.This is the studio that Kamal Amrohi Sahib built – this was also the time when he used to live in Kamal Studio. He used to sleep in the same compound.
Once he opened the closet of the room and saw that there were many dresses and awards that Kumari ji had won – Javed Sahib dusted off the trophy and held it in his hand and stood in front of the mirror and said one day it will come When I win awards and play the public string, then I always move forward with the same intention.They ask me why songs like Piyasa don’t come – but the destination was still far away – a producer saw the paper he was throwing and threw it in his mouth. And said you can never be a writer.
And maybe every artist has to endure this ordeal. The pair of Saleem and Javed walked together on the steps of convenience.Famous Saleem Khan who was an actor at that time and Javed Akhtar who was a state director at that time – they met on the set of the film Sarhadi Lutere and during the same film they became friends. Storywriters were highly respected during the 1970s – Saleem Javed changed everything.And his crown becomes rajesh Khanna’s head.But he was getting a lot of money for this film and then Rana Sahib asked both Saleem and Javed why not write the script and this is where they started. And he got a job in Swat’s great GP company Defense where he made a athehas.He has written and written films like Gita Shalay.
Saleem Javed Akther has been working with each other for almost twelve years and he has shared more than one memory. Saleem Javed not only made a name for himself but also honored Reuters. And after 1982, the two parted ways and neither of them said anything bitter in the press and media – when asked what happened when the two of you broke up, it turned out that everything had an expiration date. Happens – and their partnership had an expiration date.It will come to light that Saleem Sahib who did not want to break the deadlock, Javed Akhtar Sahib wanted to do something else and that is why those who are separated, turn to Javed Sahib’s private life, then it is known that their marriage is famous and well known. The poet was born last and later the great writer Rani.That son Farhan Akhtar and daughter Zoya Akhtar, who have two children left by marriage, are both linked to the film line – later Javed Akhtar will be married to Ajam and Javed Sahib always says that divorce is not a friendship between him and Honey Irani. The marriage of Shabana Azmi and Javed Akhtar has not been broken. If you talk about the award, the list is very long.aved Akhtar is one of the artists who saw black and white cinema – first worked with superstar Rajesh Khanna – and portrayed Angry Young Man as a duo of Saleem Javed – Javed Akhtar’s name in Indian cinema Always taken from Garv.