Waqt Shayari in Urdu &English -Waqt poetry and Sms Quotes

waqat poetry in urdu sms

Waqt Shayari 2 line in Urdu can be found here with pictures. The team uploads some pictures of the poetry on a daily basis. Waqt Shayari in Urdu You can put statuses on your mobile. There is no time. Shayari in Urdu can be shared in 2 lines on Facebook and Instagram

click here  Bewafa shayari
Bura Waqt  Ghalib’s Shayari is published here in Urdu and English fonts with pictures.guzra Waqt Shayari can be read with high-quality pictures that can be downloaded can be shared. Waqt Shayari is available in English. Get here all kinds of Shayari on Waqt Shayari in English, time Shayari in English attitude, Shayari on Waqt ki pabandi in Urdu.

 

guzra hua waqt shayari
shayari on time in urdu

 


 

 

آنکھ سے دور نہ ہو دل سے اتر جائے گا
وقت کا کیا ہے گزرتا ہے گزر جائے گا

Aankh Se Dur Na Ho Dil Se Utar Jayega,
Waqt Ka Kya Hai Guzarta Hai Guzar Jayega

 


 

 

تم قیامت کا نام دو گے اِسے
وقت اپنی تھکن اتارے گا

Tum Qayamat Ka Naam Doh Ge Issey,
Waqt Apni Thakan Utaare Ga

 


 

 

کہتے ہیں ہر بات زبان سے ہم اشارہ نہیں کرتے
آسمان پر چلنے والے زمین سے گزارا نہیں کرتے
ہر حالات کو بدلنے کی ہمت ہے ہم ہیں
وقت کا ہر فیصلہ ہم گنوارا نہیں کرتے

Kehte Hain Har Baat Zuban Se Hum Ishara Nahi Karte,
Aasman Par Chalne Wale Zameen Se Guzara Nahi Karte,
Har Halat Ko Badlne Ki Himmat Hai Hum Mein,
Waqt Ka Har Faisla Hum Ganwara Nahi Karte.

 


 

 

اُس کی خواش ہے کہ اب لوگ نہ روئے نہ ہنسے
بے ہسی وقت کی آواز بنا دے گی

Us Ki Khwahish Hai Ke Ab Log Na Royen Na Hansen
Be-Hasi Waqt Ki Awaz Bana Di Jaye

 


 

 

Waqt Zaya Na Karo Ham Nahi Aesay Wesay
Ye Ishara Tu Mujhe Us Ne Kayi Bar Diya

 

 


 

 

Aao Mil Jao Keh Ye Waqt Na Pao Gey Kabi
Mein Bhi Hamrah Zamana Ke Badal Jaon Ga

 


 

 

Raat Tu Waqt Ki Paband Hai Dhal Jaye Gi
Dekhna Ye Hai Chiraghon Ka Safar Kitna Hai

 


 

 

Kon Kehta Hai Waqt Dohrata Hai Apne Aap Ko
Gar Ye Sach Hai Tu Mera Bachpan To Lotaye Koi

 


 

 

Un Ka Zikar Un Ki Tamanna Un Ki Yaad
Waqt Kitna Qeemti Hai Aaj Kal

 


 

Waqt Hai Jhonka Hwa Ka, Aur Ham Hain Faqt Pele Pate
Kon Jane Agle December, Tum Kahan Aur Ham Kahan

 


 

Kuch Waqt Chahte Thay Keh Sochen Tere Liye
Tu Ne Wo Waqt Ham Ko Zamane Nahi Diya

 

 


 

 

Kab Talak Tuj Pe Inhisar Krain
Kun Na Ab Dosron Se Pyar Krain
Tu Kabi Waqt Par Nahi Phucha
Kis Tarah Tera Aitbar Krain

 


 

 

Kabhi Waqt Mila To Suljhaon Ga Teri Sabhi Unjhanain
Abhi To Khud Uljha Hua Hun Waqt Ko Suljhane Mein…!

 


 

 

Aaj Waqt Nahi Hai Unke Paas Hamare LiyePehle Waqt Hi Waqt ThaWaqtWaqt Ki Baat Hai..!!

 

 

 


 

 

 

Rondta ha kun diloon ko waqat ka saafak peer
tott’a hay kesy insaan ka bharam likhana usay

 

 


 

 

Ujray Hoye Logon Se Graizan Na Hoa Kar
Halat Ki Qabron Ke Ye Katbe Bi Parha Kar
Har Waqt Ka Hansna Tuje Barbad Na Kar De
Tanhai Ke Lamhon Main Kabi Ro Bi Lia Kar

 

 


 

 

Kuch Kehne Ka Waqt Nahi Ye Kuch Na Kaho Khamosh Raho
Ae Log Khamosh Raho Han Ae Logo Khamosh Raho

 


 

 

Mujhe Waqt Guzarne Ke Liye Na Chaha Kar,
Main Bhi Insaan Hun Mujhe Bhi Takleef Hoti Hai

 


 

 

Hum Khud Becha Karte Thay Kabhi Dard e Dil Ki Dawa,
Aaj Waqt Ne Humein Laa Kar Khara Kia Hamari Hee Dukaan Per

 


 

Kuch Waqt Ki Rawaani Ne Humein Yun Badal Diya,
Wafa Per Ab Bhi Qaim Hain Magar Mohabbat Chor Dee Hum Ne

 


 

 

 

waqt poetry urdu
shayari on waqt in english

waqt nahi hai shayari in urdu

 

Loat ay hain Nigahon main purany cehray……
Phr gay waqt ki zanjeer hila di kis nay……!!!!!!!!!!

 


 

Kabhi Waqt Mila To Suljhaon Ga Teri Sabhi Unjhanain
Abhi To Khud Uljha Hua Hun Waqt Ko Suljhane Mein…!

 


 

Abhi Waqt Nahi Hai Mere Paas Thora Masroof Hoo Mai…
Milooga Ek Din Tujhse Kabhi Milne Ke Liye Bhee..

 


 

 

Ek Arse Se Jaag Raha Hoo Mai Zindagi See Kaali Raato Me..
So-Uga Ek Din Mai Apni Aankho Me Tere Sapne Liye Bhee..

 


 

 

Roothe Zamane Ko Manana Hai, Rote Dosto Ko Hasana Hai,
Bahut Kaam Hai Par……Jiyugaa Ek Din Mai Apne Liye Bhee..

 

 


 

 

waqat zamana shayari 2 line
shayari on waqt ki pabandi in urdu

waqt shayari ghalib

 

وقت دو مُجھ پر کٹھن گُزرے ہیں ساری عُمر میں
اِک تیرے آنے سے پہلے،اِک تیرے جانے کے بعد

waqt do mujh per kathan guzray hain sari umer main
ik teray aanay say pehlay ik teray janay kay baad

 


 

 

Thukra diya jinhon ny mujhy mera waqt dekh kar
asy waqt laonga k milna padhye ga mujh sy waqt lekar .. ..
Zindgi mein agr bura waqt na aye tu apno mein chupaye howaye gher aur
gehron mein chupaye howaye apnay donon hi chupaye rehtye..

 

 


 

 

وہ آج بھی صدیوں کی مسافت پہ کھڑا ہے
ڈھونڈا تھا جسے وقت کی دیوار گِرا کر

wo aaj bhi sadyoun ki musafat pay kharra hai
wo aaj bhi sadyoun ki musafat pay kharra hai

 


 

 

Bura waqt woh shafa aena hai
jo bohat sy cheray wazah kar deta..

 


 

 

Waqt acha ho ya bura badlta zror hai..

 


 

 

Sab sy bura waqt woh hai jab tumharye maan baap
apni zrorat aur nasiyat karna chor dein..

 


 

 

Zindgi mein agr bura waqt na ata tu apno mein chupaye Gehr
aur Gehron mein chupaye apnaye kabhi dono hi chupaye rehtye hein..

 

 


 

 

Waqt jab palat ta hai toh sab palat kar rakh deta hai achey dinon
mein guroor na karo aur burey waqt mein thoora sabar karo..

 

 


 

Aaj hum par hai kal tum par ayega
waqt hi toh hai akhr badal jayega..

 


 

 

Jab waqt jawab deta hai na tab
gawahoon ki bhi zrorat nhi padhti..

 


 

Waqt apko bata deta hai k log kiya thay
aur ap kiya samjhtye thay..

 


 

 

Buraye waqt mein bhi ek achae hoti hai
jesay hi ata hai faltu k log chalye jataye hein..

 


 

 

Meray achaye waqt nay duniya ko bata diya k mein kesa hun aur
meray buraye waqt nay mujhey bataya k duniya kesi hai..

 

waqat quotes in hindi
waqat poetry in urdu sms

waqt ki pabandi poetry in urdu by allama iqbal

تنہائی میں کرنی تو ہے اِک بات کِسی سے
لیکن وہ کِسی وقت اکیلا نہیں ہوتا

tanhai main karni tu hai ik baat kisi say
lekin wo kisi waqt akela nahi hota.

 


 

Khamoshi se apni pehchan banate chalo
Waqt khud tumhara naam bataye ga

 


 

Jaanta wo kese intezaar ka dukh
Mai har waqt mayassar jo tha usay

 


 

Waqt bura ho to mehnat karna
waqt acha ho to madad karna.

 


 

 

Un ka zikar, un ki tamanna, un ki yaad
Waqt kitna qeemti hai aaj kal.

 


 

badla waqt shayari
waqat poetry urdu

waqt nahi hai shayari in urdu

 

Din bhi hai raat bhi hai subah bhi hai shaam bhi hai
Itne waqto mai koi waqt mulaqat bhi hai.

 


 

 

Mai ne hangaam-e-zamana se sabaq ye seekha,
Waqt acha ya bura, jesa ho, katt jaata hai.

 


 

 

Khuda bhi aakhir puchega mujhse,
Mujhe paanch waqt aur usay har waqt.

 


 

 

Ghuroor mat kar,
Bura waqt aane mai der nahi lagti.

 


 

 

Hum to khushiyan udhaar
Dene ka karobar karte hain,
Koi waqt pe lauta he nahi
Is liye ghaate mai hain.

 


 

 

Maa ki dua waqt to Kya
Naseeb bhi badal deti Hai.

 


 

 

Seekha hai maine zindagi se aik tajurba,
Zimedari insaan ko waqt se pehle Bara bana deti hai.

 


 

 

Us waqt ka kon hisaab karay,
Wo waqt jo tujh bin beet gaya.

 


 

 

Doing everything on waqt is called punctuality. It is a good habit to be punctual. There is a strong emphasis on punctuality in Islam. Time is such a precious thing. It is impossible to regain it after losing it. Then nothing comes of it except remorse
If you take care of yourself, you will succeed. That’s why waqt should be valued. Or don’t back down later. Punctuality is essential to success and greatness in life. He says waqt is not the best weapon. Which has no torch. You must have heard that spice when no one’s father’s estate. There are two purposes for writing this article. First, you need to know the importance of time and many people have a habit
They are happy to see people in trouble. Or start envying someone who is successful. One should not be jealous of anyone but should be happy. O Allah grant me His charity too. Everything should be done on time and not wasted. Even the sun rises on time and sets on time. In the same way, the moon and stars also rise and set on waqt
Friends, Allah Almighty has fixed all the acts of worship on time. for example prayers,  Zakat, Hajj, etc

we hope u enjoy our Waqt Shayari like Waqt na dena poetry in Urdu,waqt guzarna poetry,waqt poetry in English, Shayari on Waqt ki pabandi in Urdu,Shayari on waqt in Hindi,shayari on time in Urdu,waqt Shayari Ghalib,Urdu poetry on waqt ki ahmiyat, Allama Iqbal poetry on Waqt ki pabandi in Urdu,guzra waqt poetry in Urdu

Be the first to comment

Leave a Reply

Your email address will not be published.


*